Nasir 66 |
Group: Members Joined: 24th Nov, 2008 Topic: 2 Post: 8 Age:
32
|
|
Posted on:24th Nov 2008, 7:21am |
|
|
If You Are Muslim Then You Have To Think
hum musalman hain magar jawani ma hum doston ka sath mil kar larkion ko chartay hain our kai dafa un ke ezatain tabah kar ka tan jatay hain our is ko apni mardangi kahtay hain hamari ankhon per ake asa parda para hota ha jis sirf kareeb ke chees nazar ate ha magar kia app na socha jab hum bap ban jaian ga our hum apni bation ka lia fiqar mand hon ga to hum har waqt un ka sath nahi rah sakain ga our sirf dua karan ga to kia humari dua ma asar ho hum kis moo sa dua karan ga ka hamari bation ke ezat ke hafazat kar kia hum sharminda nahi ho ga our mara ya dawa ha aj app kisi larke ko ezat sa dakhan kal app ke dua ma woh taseer ho ge go pathar ko tor da (Allah kabi ziadati nahi karta)Bee a muslim or Give and Take
|
sharmily |
Group: Members Joined: 08th Nov, 2008 Topic: 5 Post: 398 Age:
25
|
|
Posted on:24th Nov 2008, 7:57am |
|
|
nice messege bahi very good to read this chalo aj kisi larke ne iqrar to kia ki hum lakriyon ko cherti hai warna to sab he sahreef bani ka dikawa karti hai........
nice msg bro keep it upppp.. ajkal tu serf naam ki muslaman reh gai hai, warna kam sab nonmuslims jaisa karti hai...........
Astaghferullah
GOD BLESS U |
raazdaar |
Group: Members Joined: 18th Nov, 2007 Topic: 38 Post: 369 Age:
24
|
|
Posted on:24th Nov 2008, 1:13pm |
|
|
Re:-Nasir99 SALLAM TO ALL FRIENDS App nai bilkul teeq kaha hai. Magar mairi bi aik baat qabilai ghoar hai. Kai ham nai hi in auraton ko bai parda kiya hai. Ham nai hi inai itni ijazat di hai kai yai waisai hi rahain kai jaisai ham rehtain hain. App jaisi batain kartai ho to mujai lagta hai yahan larkiyon ka koyee kasoor nahin hai. Bass kasoor hai to larko ka. Q ham ajj kal apni auraton ko ghar kai char deewari kai andar nahin rak saktai. Lakin jis tarah app nai charnai aur ijat ko barbaad karnai ki baat ki hai. Lagta to aisai hai apki baton sai kai larkiyon ki izat larkai tabhi lottai hain jab un kai moon par patti aur haton ko rasi sai banda hua hota hai. Takai wo kuch na kar payee. In halat main ham yai nahin keh saktai kai kon kasoorwar hai. Larki ya larka yai pata nahin chalta. Main aik baat aur kehna chahta hon kai ajj kal to larkon kai jism larkiyon sai zyada chupai hoyee hotain hain. Is kai barai main kya kyaal hai apka. Yai makeup wagaira yai hair styleing yai fashion kis nai amm kiya hai. Ham mardon nai kai auraton nai. Aur ajj kal to bardai main bi fasion anai lagain hain. Aik baat yahan clear hai kai ghalti mard ki aur aurat ki bi hoti hai. Tabi kisi ki ijat lotti hai kisi kai saat doka hota hai. Lakin aik ki taraf haat uta kar kehta teeq nahin.Aur maira matlab app khoob jan gaye hongai.Umeed hai baqi members ko bi mairi baat samaj agayee hogi. TAKE CARE ALLAH HAFIZ |
sharmily |
Group: Members Joined: 08th Nov, 2008 Topic: 5 Post: 398 Age:
25
|
|
Posted on:24th Nov 2008, 5:45pm |
|
|
Raazdar i don,t agree girls ko ghar ki chardewari mein kiyon rakhi, yyyyyy agar larki baher ghom per sakti hai then y not girls,, Girls ko pora pora haq hai baher jani ka aur education hasel karni ka, and apna carer banani ka likin islam ki dairy mien reh kar, i agree ki ajkal fashion aisa hoa hai ki bohut hi nonmuslims cloths use karti hai girls but still they have the right.......
aur saree larki etni shareef nahin hoti meine khod deka hai ki kaise cherti hai, larki larkiyon ko, mery rishta dar Pakistan mein rehti hai, 2 yrs ago jab mein gaye thi, then we went to the market aur waha par har ek larka kuch na kuch kehta tha larkiyon ko cherni ki liye, mujhi to aisa lag raha tha jaise mein zoo mein agaye ho aur sab larki ajeeb ajeeb se dek rahe hai although we had hijabs,,,,,,, serf eye were visible..... only two times mein gaye thi shoping ki liye not more coz i didn,t like it , but woh log kehti thi don,t be upset dehan mat do yeh to har rooz ka kam hai. i was totally shocked :-( that such things happens in the islamic country.
to app yeh na kahi ki larkion ki wajah se larki larkiyon ko cherti hai, jo lakria hijab karti hai onhi bhi log cherti hai both india aur pakistan mein meini dono countries mein experience kia hai...........
Europe mein kafir log bohut hai likin cherta koi nahin hai which is the best thing :-) |
raazdaar |
Group: Members Joined: 18th Nov, 2007 Topic: 38 Post: 369 Age:
24
|
|
Posted on:24th Nov 2008, 11:50pm |
|
|
Re:-Sharmily SALLAM TO ALL FRIENDS Mainai app ko aik baat clear bi ki ti kai mard aur aurat ko ISLAM nai haq diya hai. Lakin aik jaisa nahin. Mujai aik baat batana kai mard ko azan dainai ki ijazat hai. Lakin aurat ko nahin hai. Aisa Q hai ????. Aur mard ko halala karnai ki ijazat hai aur aurat ko nahin hai ???? . Mard ko hukamrani karnai ki ijazat hai lakin aurat ko nahin hai ????. Yai batain to ALLAH ki kahi hoyee hain to in kai khilaf to app kuch bi nahin bolti. Mainai app ko pecli post main yai kaha ta kai kisi aik ko ishara nahin kiya ja sakta. Dono hi aisai kamon main involve hain. Lakin app nai pora ilzam larko pai hi laga diya. Mujai pehlai yai baat bataye agar chai bazaron main hi ghomna hota hai larkiyon ko. To ghar ki kya hasiyat banti hai. Ghar to phir na mard ka rehta hai na aurat ka. Mairi aik baat yaad rakai. Pakistan main Europe ka rule nahin chalta. Aurat ko tabi ghar sai ijazat di gayee hai nikalnai kai liyai jab bohat zyda zaroorat ho wo bi pardai main. Khair appka is main koyee kasoor nahin hai aur Europion rules ko follow karti hain. Ankain band na karain. Is zamanai ko apnai ankon sai daiko. Main to yai baat clearly keh sakta hon bagair kisi shak kai mard ka jism aurat ki nishbat zyada chupa hua hota hai. Aurat main pardai ki ehmiyat hi khatam ho rahi hai ahista ahista. App fiqar na karain pakistan bi jald hi Europe ban jayee ga. Abi bi hai lakin kuch aisai loog hain jin ki wajah sai ISLAM dunya main maojod hai. Aur rahaiga. ALLAH hamain shaitaan kai kartoton sai bachayee aur hamain apnai us azab sai bachaye jo kai insaan ko dimak ki tarah andar sai kokla kardai. AMEEEEEEEEEEEN TAKE CARE ALLAH HAFIZ |
raazdaar |
Group: Members Joined: 18th Nov, 2007 Topic: 38 Post: 369 Age:
24
|
|
Posted on:25th Nov 2008, 3:12am |
|
|
Aik Baat Zehan Main Rakain...... SALLAM TO ALL FRIENDS Ham is sai musalman nahin ban jatain kai ham kisi aurat ko daikai ya na daikai. Muslamani is main hai kai insaan ko us baton ka pora pora kyaal rakna chahiyai. Jo kai ALLAH nai usai karnai ko kahi hoo. ALLAH nai hamain dunya main har kaam ki azadi di hai. Iska matlab yai nahin kai ham wahin karain jo hamara nafs jo kai shaitan kai qabo main hoo usi ki baat ko manai. Agar ham ISLAM kai rules ko 100% follow kartain hain to is tarah kai halat hi nahin banaingai. Mainai apni aik post main yai bi kaha ta kai ham muslaman zaroor hain lakin ham main wo diffrence bohat kam reh giya hai kai jo kai muslims aur non-muslims main hai. Aik baat yahan ghaor karnai ki hai kai ham sirf itna nahin kartai kai QUR'AN main changes layee aur wahi accept kartain hain QUR'AN main jo hamain acha lagta hai. Lakin non-muslims apnai kitabon main us jomlai ko hi mita daitain hain jo unai acha nahin lagta. To yahan diffrence yahi bana kai ham change nahin kartai aur non-muslims change kartain hain. Aur to ham kaam wahi kar rahain hain. Q ham non-muslims kai kahai hoyee rastai ko apnatain hain. Agar kisi non-muslims ka khass kal kai USA kai logon ka. Agar unki shirt ya paint main koyee jaga pat jayee to wo usai fashion keh daitain hain. Aur ham uni ko follow kartain hain. Halankai hamarai pass aik aisa deen hai jin ki batain ajj kal ki research sabit karti hain kai yai teeq hai ya nahin. Is Topic par batain bohat hai karnai kai liyai. Lakin in sab mamlon ki ghar hamara ISLAM par amal na karna hai.Umeed hai mairi baat app sab ko samaj agaye hongi. NOTE:-sorry if my words hurt anyone. TAKE CARE ALLAH HAFIZ |
sunny007 |
Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4216 Age:
|
|
Posted on:25th Nov 2008, 4:42am |
|
|
Nasir nice job dear
very good msg
keep it up |
Nasir 66 |
Group: Members Joined: 24th Nov, 2008 Topic: 2 Post: 8 Age:
32
|
|
Posted on:25th Nov 2008, 8:15am |
|
|
Human is computer ma samajhta hon insan ake computer ke tarah ha jis tarah computer ka updates sa dil nahi bharta ise tarah insan ka mall se dill nahi bharta jitna marzi khuda da da ike din yah is ko kum lagta kia app ko is ke wajah maloom ha woh is lia ka jub be insan dakhta ha oper dakhta ha us ko apna oper to ake banda nazar ata ha magar apna nicha lakhon banda nazar nahi atain ake din woh ata ha jub oper be koi banda nahi rahta our how kumbukhat kuda sa muqabala karna lag jata ha our us ka anjam woh hota ha jo feron ka hua,
say, kuda hum ko ase kudai na da ke apna sawa kuch dekhai na da, |
System |
Group: Members Joined: 03rd Jun, 2008 Topic: 40 Post: 2263 Age:
32
|
|
Posted on:25th Nov 2008, 8:23am |
|
|
Nasir66 Bhut acha hai... i appreciat you for such a good post... I am with you... |
sharmily |
Group: Members Joined: 08th Nov, 2008 Topic: 5 Post: 398 Age:
25
|
|
Posted on:25th Nov 2008, 3:00pm |
|
|
nasir bahia app kia kehna chahti ho ki aurati bilkul bahar shoping ki liye na jai????? 24 hours ghar beti rahe????
i agree jo app ne kaha likin oper jo meine kaha woh mera apna experience tha waha pakistan mein to meine koi european rule follow nahin ki hai mein jeans ya pants pehn kar to nahin gaye tek tak kapre pehan kar gaye thi woh bhi with hijab,,,,, only eyes were visible es ki bawajood bhi larki kiyon cherti hai, woh to burqe mein bhi aurratoon ko nahin chorti not all boys...:-(
and yes app ka on aurato ki baree mein kia khayal hai, jo teacher, doctor, nurses hai, aur jo kam karti hai baher????
kia woh saab bhi ghalat hai :-( |
raazdaar |
Group: Members Joined: 18th Nov, 2007 Topic: 38 Post: 369 Age:
24
|
|
Posted on:26th Nov 2008, 12:20am |
|
|
Har Insaan Aik Jaisa Nahin Hota...... SALLAM TO ALL FRIENDS Ajj kal to jo insaan jaisa karta hai waisa barta hai. Lakin main nai sari auraton ko kasorwar manta hon na sari mardon ko. Jis insaan ko apni ijat ki farwa nahin hogi wo aisa karaiga chahai wo mard ho ya aurat. Asal baat yai hai kai jin larkon ko apni maa behan ki ijat ki fiqar nahin hogi wahi insaan dosron ko daikaiga. Lakin auraton hai liyai pori dunya main parda lazim hai. Jaisa kai mard pai kiya gaya hai. Iska yai matlab nahin kai jahan raho wahan kai rules kai mutabiq jiyo. Parda , parda hota hai. Aur agar aik insaan apni niyat sai teeq ho to koyee insaan uska baal beega nahin kar sakta. Lakin jo insaan sirf excuse ka mohtaj hota hai to usai koyee nahin rok sakta. Chahai wo phir pardai main ho ya larka ho ya larki.Umeed hai mairi baat app ko samaj agaye hogi. AIk baat app ko wajih karna chahta hon jab insaan shadi karta hai chahai aurat ho ya mard. Wo aik idarai ki sorat banti hai jis main aik sarbarah ka hona zaroori hai. Jo kai shadi kai baad mard hota hai. Agar chai is misali idarai ka sarbarah shohar hai. To usai kuch baton ka ikhtiyar hota hai jo kai uski marzi kai mutabiq hota hain. Jab app ko shohar hi kuch nahin kehta to app baishak sab kuch kar saktain hain. Lakin jab wo mana karai aur app wahi karai jo apkai dil main ho to wo idara hi khatam ho jata hai. Yani family hi nahin rehti. Koyee apni marzi karta hai to koyee apni marzi karta hai. ALLAH hamain shaitaan kai rah sai bachayee aur apnai naik bandon ki rah pai layee. AMEEEEEEEEEEEEEEEN |
Nasir 66 |
Group: Members Joined: 24th Nov, 2008 Topic: 2 Post: 8 Age:
32
|
|
Posted on:26th Nov 2008, 12:46am |
|
|
ghoor se parhain ma ourton ko bahar jana sa nahi roke raha ma to jwan nasal ko ainda ana wala waqt ka lia tiar kar raha hon samjhain our thik ho jaian is sa pahala ka deer ho jay our hamare duaon ma asar kutam ho jay
ma koi bhora adami nahi hon i m 27 years old so dont u think i ma telling my experiences
|
Lloyds |
Group: Members Joined: 11th Jul, 2009 Topic: 2 Post: 109 Age:
38
|
|
Posted on:11th Jul 2009, 5:10am |
|
|
ladki ghar main ladkiyon ko bahar jaane ki ijazat hai, talim hasil kar sakti hain, lekin unkeliya behtar unke ghar hain, yahan tak ke ghar main padhi gayi namaz auraton ke liye masjid main padhi gayi namaz se behtar hai jabki namaz to ek nihayat muqaddas amal hai toh us ke liye bhi khwaateen to encourage nahin kiya gaya, lihaza ladkiyon ko chahiye ki woh zyadah waqt ghar main guzaren, bila zarurat bahar na jayen.
|
|