raazdaar |
Group: Members Joined: 18th Nov, 2007 Topic: 38 Post: 369 Age:
24
|
|
Posted on:23rd Feb 2008, 1:37am |
|
|
Holy Place: Why Holy Place Have No Values?
SALLAM TO ALL FRIENDS Yai aik aisa sawal hai jis par ham us waqt to jo chahai sooch laitain hain lakin badmain bi wahi hota rehta hai.Hamari masjidoon sai kya ban chuka hai.Abb masjid sai bi ganai-bajanai ki awaz ati hai.Maira matlab yai hai kai ham apni jaib main mobile laikai masjid jatain hain.Jis pai ham khabi ghanai ki tone lagatai hain aur khabi ajeeb si. Hamain yai kaam itna mamooli q lagta hai.Kya hamarai diloon main ALLAH ki izat nahin hai?Kya wahi hamain faida karnai wala hai?Ham ALLAH ko mamooli samajtain hain?Aur agar nahin to phir aisai harkatain q kartain hain... NOTE:-sorry if my words hurt anyone. TAKE CARE ALLAH HAFIZ
|
raazdaar |
Group: Members Joined: 18th Nov, 2007 Topic: 38 Post: 369 Age:
24
|
|
Posted on:27th Feb 2008, 10:34am |
|
|
Jawab Milnai Ki Dair Hai SALLAM TO ALL FRIENDS
Main nai mairai kyaal main mamooli sa sawaal poocha hai.Isi liyai mujai koyee bi reply nahin mil rahi...hai na?????
TAKE CARE
ALLAH HAFIZ |
sunehri76 |
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 99 Post: 4638 Age:
37
|
|
Posted on:27th Feb 2008, 10:37am |
|
|
raazdaar apne bilkul thik bat ki,hum to yahan jab masjid me jate hain to mobile ki voice off kar dete hain.kyunke ye ikhlakan bhi achi bat nahi hain,jahan pe namaz parhne jayen to wahan handy me songs ki tune chal rahi ho..so behtar hai aisi jaga ja kar mobile hi off kar dena chahye |
sunehri76 |
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 99 Post: 4638 Age:
37
|
|
Posted on:27th Feb 2008, 10:37am |
|
|
raazdaar apne bilkul thik bat ki,hum to yahan jab masjid me jate hain to mobile ki voice off kar dete hain.kyunke ye ikhlakan bhi achi bat nahi hain,jahan pe namaz parhne jayen to wahan handy me songs ki tune chal rahi ho..so behtar hai aisi jaga ja kar mobile hi off kar dena chahye |
nelish |
Group: Members Joined: 13th Jan, 2008 Topic: 24 Post: 1151 Age:
24
|
|
Posted on:27th Feb 2008, 10:40am |
|
|
agreed to sunehri masjid main song bajana haram |
Red Chilli |
Group: Members Joined: 20th Feb, 2008 Topic: 5 Post: 4968 Age:
|
|
Posted on:27th Feb 2008, 10:47am |
|
|
main masjid main namaz ke liye nahi jati hoon main larki hoon na mere pass 3 mobile hain main mirch hoon na sab ko mirchon ki zaroorat hoti hai isliye her koi her waqt call kerta rehta hai. kambakhta koi theek tarah sone bhi nahi deta
|
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:28th Feb 2008, 12:59am |
|
|
mobile & masjid im totally agreed to raazdar....aisa bohat common ho gaya hai aj kal....her kisi k pas mobile hai....but unhen itni bhi sherm aur akal nai hai k jub masjid mein jayen to apna mobile off ker deyn....bcoz un ki tone se ek to disturbance hoti aur gunnah alag hota ho ga....so unhen chahiye k apna mobile 10-15 minute k liye to bund ker deyn....aur agar on rakhna itna hi zaruri samajhtey hain to atleast apna mobile SILENT per laga deyn |
raazdaar |
Group: Members Joined: 18th Nov, 2007 Topic: 38 Post: 369 Age:
24
|
|
Posted on:28th Feb 2008, 1:19am |
|
|
Soochna Zaroori hai SALLAM TO ALL FRIENDS
Baat yai hai kai khabi khabi insaan bhool bi jata hai band karna ya silent karna.Lakin yai sirf bholnai ki waja hai.Aur hamain sab sai pehlai to apni tawajo namaz ki taraf karni chahiyai.Agar chai hamari niyat namaz ki hai to ham khabi bi aisi harkat nahin karaingai.Mujai to aik aur baat pasand nahin shahid app ko pasand ho ya nahin.Mujai nahin maloom...
Wo yai kai ajj kal masjidoon main designing aam ho gayee hai jo kai namaz kai waqt insaan ki nazar apnai taraf kainchti hai.Jis ki wajah sai ham namaz to par laitain hain lakin jaisai kai aik insaan Exercise kar raha hoo bass aur kuch nahin.Masjidoon kai system sada honai chahiyai.To behtar hoga mairai kyaal sai.App sab ka kya kyaal hai is barai main??????
NOTE:-sorry if my words hurt anyone.
TAKE CARE
ALLAH HAFIZ |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:28th Feb 2008, 1:42am |
|
|
raazdar ye desgning wali bat bilkul sahi ki hai ap ne....
masjidon ko saada hi hona chahiye to behter hai |
|