raazdaar |
Group: Members Joined: 18th Nov, 2007 Topic: 38 Post: 369 Age:
24
|
|
Posted on:10th Feb 2008, 11:24pm |
|
|
Mobiles Phones: Luxury Or Need?
SALLAM TO ALL FRIENDS Yai TOPIC hai mamooli lakin hai zaroori.Ajj kal jahan bi daika jayee mobile hi mobile hai.To main poochna yai chahta hoon kai agar mobile use karna hoo teeq sai to kahan use kiya jayee.Misaal kai toor pai:- 1.Show karnai kai liyai? 2.Azadi dainai kai liyai? 3.Ya sirf ghar ki zaroorat poti karnai kai liyai? 4.Kya is sai moasrai pai koyee asar hota hai? Q kai ajj kal agar daika jayee to mobile har kisi kai saat hai.Zaroorat ho ya na hoo.Lakin ham nai ghar kai har fard ko dai raka hai chahai wo mard ho ya aurat.To kya is ko itni value daina acha hai?? Umeed hai Topic pasand aya hoga.Thanks u all NOTE:-sorry if my words hurt anyone. TAKE CARE ALLAH HAFIZ
|
Hangama |
Group: Members Joined: 02nd Dec, 2007 Topic: 37 Post: 1261 Age:
37
|
|
Posted on:10th Feb 2008, 3:50pm |
|
|
Mobile phone Mobile phone jitni luxury hai ussai ziyada zarorat bhi hai. Luxury yah kisi zamanai mai howa karti thee jab mobile phones and connection bohot expansive hotai thai magar ab to woh kahtai haina kai koriyon kai bhao dono chezain available hai.
Jaha taq bat hai kai mobile ghar kai har fard kai pas hai to yaha pai mera hissab sai to hamai khayal rakhna chahiya. Small age ki girls yah boys kai pas mobile nahi hona chahiya ghar mai.
Waisa raazdaar bhai yah aik option mera samajh nahi aya
3.Ya sirf ghar ki zaroorat poti karnai kai liyai?
YAr dost yah konsi zarorat hai yar. hamai to mobile es zarorat kai liya nahi chahiya hota hai...LOL |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:13th Feb 2008, 4:30am |
|
|
i think 1. No
2. No
3. I cant understand this point...
4. Agreed to Hungama, chotay bachon ko nahi dena chahiye aur un logon ko bi deney ki zarurat nahi hai jin ko deney ka koi faida na ho...sirf parents k pas ho aur un logon k pas jo job kertey hain ya mature hain....
|
sunehri76 |
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 99 Post: 4638 Age:
37
|
|
Posted on:13th Feb 2008, 11:28pm |
|
|
agreed i agreed to zeb&Hungama
mai is cheez ke bohat khilaf hun jo log bachon ko mobiles dete hain...balke mere bache kabhi zidd karain ke mobile ke sath khelna hai ya apni pent ki jeb me dalna hai to mai iski ijazat bhi nahi deti kyunke is tarah bachon ko ghalat adatain padti hain..
mujhe un logon ki showbazi bhi bohat buri lagti hai jo 13-14 years ke bachon ko mobile kharid ke dete hain.. |
raazdaar |
Group: Members Joined: 18th Nov, 2007 Topic: 38 Post: 369 Age:
24
|
|
Posted on:13th Feb 2008, 11:45pm |
|
|
Sorry.... SALLAM TO ALL FRIENDS
3..Ya sirf ghar ki zaroorat pori karnai kai liyai?
Yani kisi aur maqsad kai liyai istimaal kiya ja sakta hai.Misaal kai toor par:-Dikawai kai liyai,baizaroorat istimaal karna,wagaira,wagaira.
NOTE:-sorry if my words hurt anyone.
TAKE CARE
ALLAH HAFIZ |
Hangama |
Group: Members Joined: 02nd Dec, 2007 Topic: 37 Post: 1261 Age:
37
|
|
Posted on:13th Feb 2008, 1:50pm |
|
|
Zarorat Mobile ab bohot zoriri chez hogai hai. Laikin phir bhi aik age hojai bachai ki phir usko daina chahiya yah nahi kai bas school jana shuru kara aur parents nai mobile pakradiya.
Ham log ab waqai mobile kai baghair nahi rah saktai hain. Aik zamana tha jab kahi bahir hotai thai to kisi ko pata hi nahi hota tha kai bacha hai kaha aur kitna ziyada time lag jaiga wapis atai atai. Ab to zara bhi dair hona ka chance hota hai mobile uthaoo aur ph karkai bata doo. |
mirch |
Group: Joined: 31st Dec, 1969 Topic: 6 Post: 128 Age:
|
|
Posted on:16th Feb 2008, 10:39pm |
|
|
agar aap afford kar saktay hain to zaroorat hay agar afford nahi kar saktay to luxury hay. Hay kay nahi ? |
Hangama |
Group: Members Joined: 02nd Dec, 2007 Topic: 37 Post: 1261 Age:
37
|
|
Posted on:17th Feb 2008, 4:07am |
|
|
Mirch Bhai yah understood bat hai. jo shaks afford nahi kar sakta woh mobile kiyu kharedai ga. Aur agar khareed bhi laiga to yah luxury nahi uski baiwaqoofii kahlaigi. |
shafeeq |
Group: Members Joined: 21st Apr, 2007 Topic: 6 Post: 21 Age:
30
|
|
Posted on:17th Feb 2008, 4:27am |
|
|
User and Mobile... yeh tou mobile user per hai ki woh mobile koon se rakhta hai . Agar woh zarorat kay liyay rakhna chata hai tou ous kay liay koi sa bhe sada se mobile rakh ja sakta hai .agar woh Luxury kay liay rakhna chata hai tou Tou woh achay se Acha mobile Set Khareday ga .
jahan taak zaroot ki baat hai tou Mobile ajkal zaroot hai app her waqaat ghaar , Dafftar se sirf aik call ki doori per hotay ho .
|
nelish |
Group: Members Joined: 13th Jan, 2008 Topic: 24 Post: 1151 Age:
24
|
|
Posted on:17th Feb 2008, 11:41pm |
|
|
Good Reply zeb,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, |
BeautyStar |
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 52 Post: 3598 Age:
26
|
|
Posted on:18th Feb 2008, 6:44am |
|
|
Re: Mirch Bahi App ne baat tou theek kahi hai .... Magar buhat Technical way ma kahey hai... Zaroor Commerce ka Student reh chukey hain. |
BeautyStar |
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 52 Post: 3598 Age:
26
|
|
Posted on:18th Feb 2008, 6:44am |
|
|
Re: Mirch Bahi App ne baat tou theek kahi hai .... Magar buhat Technical way ma kahey hai... Zaroor Commerce ka Student reh chukey hain. |
mirch |
Group: Joined: 31st Dec, 1969 Topic: 6 Post: 128 Age:
|
|
Posted on:18th Feb 2008, 11:26pm |
|
|
Suna hay k Pakistan main faqeer bhi mobile lay kar ghoom rahay hain.
Aur woh aik dosray ko phone kar kay pochtay hain kah , bhai us chowk par trafic kaisa hay , kion kah is chowk par dhanda manda hay , agar us chowk par traffic ziada hay to main apney garee lay kar us chowk par pohant jaoon ?
To ab sawal yeh hay kah is faqeer kay leeian eh zaroorat hoi ya luxury |
nelish |
Group: Members Joined: 13th Jan, 2008 Topic: 24 Post: 1151 Age:
24
|
|
Posted on:18th Feb 2008, 12:05pm |
|
|
Mirch ji apni asali halat main aa jai???plz
ache nai lag rahe |
mirch |
Group: Joined: 31st Dec, 1969 Topic: 6 Post: 128 Age:
|
|
Posted on:18th Feb 2008, 12:26pm |
|
|
Sweet Nelish si kion tum mijh ko saray members say daant parwana chahti ho.
Main nay chokoo ko aik mazahia jawab dia to sub mujhay dantnay lagay.
Problem hay kah sub log to mazahia jawab samajh nahi saktay is leiay kabhi kabhi daat bhee par jati hay to main dar jata hoon. phir kuch din kay baat upni asli halat main wapis aa jata hoon.
To intezar farma yee a. |
nelish |
Group: Members Joined: 13th Jan, 2008 Topic: 24 Post: 1151 Age:
24
|
|
Posted on:18th Feb 2008, 1:02pm |
|
|
mirch kitne din lag jain ge???
apni asli halat main???
bhai |
mirch |
Group: Joined: 31st Dec, 1969 Topic: 6 Post: 128 Age:
|
|
Posted on:18th Feb 2008, 1:04pm |
|
|
aik ghanta , aik din ya aik hafta is baat per depend karta hay kah , koi sawal ya comment kitna masaly daar hay in forums main. |
|