Masturbation: I Have Become Weak And Depressed
AOA! sir kasa hain app sir mari app zaroor help karain sir plz plz plz app sa request ha ka sahid app ki wajah sa mari zindagi bach gahay. sir maray maslah ya ha ka main martic 10th ka student tah to mujah ya gandi adat par gahi yani mut marnay ki tab mari age 15 tehi sir abb mari age 24 ha lakin sir abb main intehahi kamzoor ho cokah houin sir aur din ba din kamzoor hotah jah jah rah houin. jiss ki wajah sa har waqat udasi majosi aur aik moot ka kauf ratah ha ka kahin mar nah gahouin kissi kam main dil bi nahi lagta ha. sir maray father to ha nahi iss duniya main sir hum 5 family members hain main sab sa bara houin. sir mama kahti hain ka app ki sahdi abbi nahi karni jab app 30 years ka ho gah tab hi ho gahi sir main kia karo abb main depration ka sikar ho cukah houin. sir sara din aik hi kauf ratah ha kahin mar na jahouin sir plz plz plz plz plz plz mari app sa request ha ka mari zaroor app madad karain. sir ager ho sakay to maray lia zaroor kuch kar dain aur ager ho sakay to mari sahdi ya mara ristah hi kahin karwah dain warnah sir sahid main kudkusi kar lo. Sir plz plz plz plz plz app na father ki jagah hain plz mari zaroor help karain plz ya yateem aur gahreeb ki farad ha app sa maray lia zaroor kuch kar dain plz plz plz plz plz plz sir plz. Syed Ahsan Jahangir Shah Sahiwal -- sir ya aik gahreeb ki farhad ha app sa aur mujah umeed ha app mari zaroor help karain gah Allah app ko salmat wa abad rakain
I have been doing masturbation since the age of 15 years and now my age is 24. I have become physically weak and depressed. Please help me.
|