Angel |
Group: Members Joined: 14th Apr, 2007 Topic: 28 Post: 35 Age:
33
|
|
Posted on:12th May 2009, 12:09am |
|
|
Hair Removal By The Girls: Is It Right In Islam?
Salam to everyone mera sawal yeh hai ke yeh girls jo legs hair remove karti hain kiya yeh Islam mein iss ki ijazet hai ya phir sirf apne aap ko maintain karne ke liye aisa karti hain I want to ask that the hairs of legs that the girls removes are right in Islam or they do just to maintain themselves.
|
s4u |
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 97 Post: 5354 Age:
|
|
Posted on:12th May 2009, 12:30am |
|
|
Angel uncle
wese to is topic pe pehle bhi discussion ho chuki hai.
but....
aap k question ka answer ye hai k Aurat apne khawand ki khater hair remove kr sakti hai.Islam me allowed hai apne husband ki khater zaib o zinat ekhtiaar krna...
mager aaj kal ki girls unmarried bhi hair remove krti hain...bocz fashion is fashion....
wese aik bat to hai k ager aap kahein se madu ki trha lagein to Islam is chez ki ijazat deta hai k aap khod ko maintain rakhein..aur aap me koi chez mardu jesi na lage to aap ise remove kr lein....jese k aap ki legs pe buhot hi ziyada hair hon to aap remove kr lein.....aur wese bhi ghair zarori baloon ko remove krne me koi harj nahi.
wese mere khayal se Islam ne kahein pe mana nahi kia k aap legs k hair remove na karein..
Wallah o Alam
|
dom_man |
Group: Members Joined: 13th Mar, 2009 Topic: 68 Post: 1275 Age:
34
|
|
Posted on:12th May 2009, 1:44am |
|
|
bodily hairs agreed with s4u.aurat ke liye ye jaiz nahin ke wo zeenat ke liye mardaana andaaz apnaye albata agar oos mein koi mard ke makhsoos sifat hai tau phir wo zeenat ke oosay khatam ker sakti hai.shadi ke baad shoher ke zeenat ikhtiaar kerna aurat ka farz hai.afar husband oos ke jisam ke baal pasand nahin kerta tau oosay unhay remove kerna ho ga.kiyon ke oos ke jisam per oos ke husband ka haq hai. |
Veer |
Group: Members Joined: 12th Oct, 2011 Topic: 85 Post: 4718 Age:
30
|
|
Posted on:12th May 2009, 4:52am |
|
|
Angel agreed with s4u |
koyal |
Group: Members Joined: 17th Dec, 2008 Topic: 0 Post: 500 Age:
26
|
|
Posted on:12th May 2009, 2:08pm |
|
|
angel angel aurat apni poori body ke hair remove kar sakti hay siwaye eye brows aur sar ke inki sakht mumaniat hay islam main, baaki poori body ke no problem |
System |
Group: Members Joined: 03rd Jun, 2008 Topic: 40 Post: 2263 Age:
32
|
|
Posted on:14th May 2009, 4:04pm |
|
|
koyal Thek farmaya app ne.. main ne bhi aise hi suna hai...
Wallah alam |
Mera Sawal |
Group: Joined: 31st Dec, 1969 Topic: 12 Post: 267 Age:
|
|
Posted on:15th Sep 2009, 12:01pm |
|
|
hair removing in islam kia koi proper reference de sakta hai keh Islam mai:
- body hair remove kerna allow hai
- aur eye brow remove kerna allow nahi hai.
|
rafaz |
Group: Members Joined: 14th Mar, 2007 Topic: 20 Post: 937 Age:
|
|
Posted on:19th Sep 2009, 6:42pm |
|
|
allowed yes allowed
|
aliarif |
Group: Members Joined: 06th Jul, 2011 Topic: 0 Post: 2 Age:
21
|
|
Posted on:6th Aug 2011, 10:30pm |
|
|
s4u s4u ap k answers bht zbrdst hoty hein thnks
|
|