mr saalo khanay peene main khayal karain roghni khanay kam khayien aur khanay k sath kheera bohat ziada istamaal karain daily 2 time .....khana khanay k bad soya mat karain.....walk kia karain joging kia karain....
yuga ki ek exercize hay ( namaskaram ) jis main seedhay kharhay ho kar apne hath peron ki unglyon se touch karne parhtay hain is tarah k gutne na murhne payien....aur ye exersize khali pet ki jati hay.....shuro shuro main 1 min tak ye position rakhain phir aahistay aahistay isay 5 minute tak brha dein...aur phir hathon ki hathelyaan zameen par lagni chahyain...note:agar kammar main dard ho to ye exersize na karain jab tak dard khatam na ho jaye.....................
ek aur exersize hay jis main ye karna hay k apne per kisi cheez main phansa kar let jayien aur apni kammar ki taqat se apne jism ko uthayien is tarah k kammar zameen k saharay par na ho...phir isi tarah uper uthayien aur neechay jayien....ye exersize bi khaali pet karain.... |