twin pregnancy...... khan saab twin baby dena Allah k hath hai .. iska koi hard & fast rule nai hai k jisay follow kar k insan jab chahay twin pregnancy kar lay... sometime first intercourse mai hi twin pregnancy ho sakti hai aur sometime aik say ziada bar intercourse karnay say chance hota hai...
par aik baat hai , ham log to keh detay hain k twin baby ho jain, lekin bachey ki paidaesh ka mushkil marhala to khavateen ko bardasht karna parta hai.. twin pregnancy k liye operation karna parta hai jabkay waisay normal delivery mai ziada tar operation karnay ki zaroorat nai hoti.... |