ali12 koi bhi aisa kam jo islam main haram nhn ya jis se hadees main mana nhn kiya gaya ya jis ki ijazat ikhlaqiyat dety hain kiya ja sakta hai
lakin
is k liyay yeh bhi dekhna zaruri hai k ap ka partner bhi us se agree kerta hai ya nhn agr woh uncomfirtable ho to ap na kero
is k sath sath breast main penis rubbing se agr wahan discharging ho jai to us k 2 ghalat asraat hain
1 to discharging se sab munh per jai ga aur yeh lequid napak hai is liyay yeh ghalat hi nhn yahan na jaiz ho jata hai
is k ilawa aik hadees main hai k jab bhi bv se sohbat kero bachay ki niyat se kero jab k aj kl aisa 99% nhn hota
agr is terah baher discharge ho jai ga to wife un satisfied rehay gi
aik baat hr husband aur wife ko yeh samjh lena chahyay k
jahan yeh kaha gaya hai k wife k liyay husband ki hr bat man lena ferz hai us main yeh bhi hai k hr woh bat jo islam ki taaleemat se na takraai
is k sath sath husband ko bhi chahyay k wife k jazbaat ka bhi khayal keray
na k bas apna hi enjoy keray aur wife ko wesay hi tishna chor kr apna kaam keray
foreplay
intercource se pehlay wife ko erose kernay k liyay jo kuch kiya jata hai usay fore play kehtay hain jis ki shakal hi bigar di hai aj kal adult movies dekhnay walon ne
bohat se husband aisi movies laga kr wife k sath sex kertay hain aur woh sab wife se kewatay hain lakin yeh bhool jatay hain k wife bhi ager woh movie dekh kr wesay hi male ki tamana kr bethay to kya yeh hain is qabil k utni taqat rakhtay hain jitni un movies k male medicine kha kr show kertay hain
?????? |