RE: Saahilbhai Very amazing topic. mera dost apki aqal ko kiya hogaya hai, kiya ap kuch khaingai to apki height kam hojaigi kiyaaaa. abay bhai har chez ka sideffects hotai hain jab ap usko bohot zada estimal karain laikin aisa koi effect nahi hai ka ap hari mirch khataai hai to apka penis ka size chota hojaiga. Agar aisa hota to duniya mai kitna log hain jinka penis ghayab hojataaaaa.
Jaha taq bat hai masturbation ki. Dost yah aik ghalat aur kharab adat hai jaha taq hosakai ap essai perhaiz karain. Medicaly doctors yahi kahtai hain ka masturbation sai koi effect nahi parta hai. and according to doctors u have no issue.
Darna ki zarorat nahi hai dono baton sai. Ap namaz pharhai ALLAH sai apna liya aur tamam umat ka liya dua manga karain. chill karooo bhaiiiiiiii |