drink of wife's milk allowed in islam,,
asalamu alaikum. husband apni bivi ka dood bilkul pee saktey hai is main koi ghalat baat nhi hain, aur na koi gunah hain. main ne aik mufti se yeh baat suni hain ke aik admi aik din apne ghar bazar se gaye <cow> ka dood laya, aur bivi ko chaiye bananey ko kaha, bivi ki kisi ghalti ki waja se woh sara dood zameen par behgaya. aur bivi apne shohar se bahut darti thi. tu bivi ne dhar ki wajah se apna breast ka dood bana ke diya. kuch dino baad bivi ne husband ko sab kuch bata diya. aur woh aadmi aik molvi ke paas gaya, molvi sab ne kaha ke bivi ka doodh peena haram nahi hain. aur na koi gunnah hain. molvi sab ne kaha k agar koi <male> bacha kisi aur aurat ka dood peeley tu us bache k liye us aurat ke tamam beteon ke sath us bache ka nikah haram hain, aur us <male> bache ke baqi sab bhai us aurat ke tamam beteon se nikah kar sakte hai, aur agar koi <female> bachi kisi aur aurat ka dood pheeley tu us k liye us aurat ka har aulad k saath us ka nikah haram hai. agar yeh bache 2sal ya phir 2sal 6meheeney k ho.Aik Riwayat main 2sal aur dosrey main 2sal 6meheeney ka ho. agar age es se ziada ka ho to phir koi faraq nhi pharta wo bacha us aurat ke har aulad se nikah kar sakta hain, aur agar isi hisab se dekein tu husband ka age to is se ziada hain, isilye husband ko jitna bivi ka dood pheena hai phee saktey hain. |