Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
 
    Start New Topic  My Profile
 
Why I Am In Depression And How Can I Come Out From It?

General Health   >>  Psychiatric Problem
 
AHSAN123 Group: Members  Joined: 01st Aug, 2007  Topic: 6  Post: 39  Age:  28  
Posted on:6th Aug 2007, 2:38am
 
Why I Am In Depression And How Can I Come Out From It?

aoa!

bahi jaan maray saat aik maslah ha mujah kohi bimari bi nahi ha bahi hamary kuch aziz mar gah janwani main sahrab etc pi kar bahi sab mujah piclay 6 months sa depration ho gah ha ka main kahin mar na gahooo bahi na to main sigrat pitah houin aur na sahrab bahi main kia karo yaar plz plz plz plz mari madad zaroor karain app sab plz

kabi katah houin ka kudkusi karo lo bahi main kia karo yaar plz plz plz mari madad zaroor karo dua douin gah main marnah nahi cahtah yaar [plz i wait your comments

I have a problem. One of my relative has died due to drinking alcohol. Since then almost six months, I am in depression and thinking whether I am going to die? However neither I have been smoking nor have been drinking. Please help me that how can I get rid of these ideas?

Kali Zuban Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 29  Post: 1792  Age:  28  
Posted on:6th Aug 2007, 3:12am
 
re: Ahsan123

kisi gham ya pareshani ki wajah se depression ki bimari ho jati hai. depression aik qabil-ilaj marz hai. is ka ilaj Psychiatrist karte hai. ap kisi psychiatrist se consult kare. insha-allah ap jald theek ho jai ge.
AHSAN123 Group: Members  Joined: 01st Aug, 2007  Topic: 6  Post: 39  Age:  28  
Posted on:7th Aug 2007, 7:58am
 
PLZ HELP ME YAAR

YAAR MAIN TO GAHREEB AUR YATEEM HO ISS KA ILAWAH KIA HAL HA BAHI PLZ PLZ MARI KOHI TO MADAD KARO NAH YARR

AHSAN123 Group: Members  Joined: 01st Aug, 2007  Topic: 6  Post: 39  Age:  28  
Posted on:20th Aug 2007, 4:15am
 
yaar kohi to mari madad kar doo kissi ki life bach gahay gii bahi plz plz plz mari app sa request ha mari help kar dain

yaar plz kohi to mari madad kar doo warnah main mout ka mouin main cahlah gahouin plz plz plz plz plz plz yaar kohi to hall ho gah iss ka plz plz plz

plz mari help zaroor karain

My Reply Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 2  Post: 2047  Age:  45  
Posted on:24th Aug 2007, 2:02pm
 
re: ahsan123

aap ki madad kis tarah ki jai. aap ko Kali Zuban ne mashwara de dia. ap ko on ka mashwara agar pasand nahi tu os ki wajah batai. mera bhi mashwara yahi hai ke depression ke ilaj ke lia kisi psychiatrist se consult kare.

agar ap ghareeb aur yateem hai aur kisi psychiatrist se private ilaj nahi kara sakte tu kisi bare sarkari hospital chale jai. tamam bare sarkari hospital mai psychiatrist hote hai.
Mr. Decent Group: Members  Joined: 01st Dec, 2011  Topic: 0  Post: 1  Age:  25  
Posted on:1st Dec 2011, 2:14am
 
1st Testing post.

1st Testing post.
greatvirgo Group: Members  Joined: 21st Jan, 2009  Topic: 1  Post: 32  Age:  29  
Posted on:10th Jan 2013, 5:07am
 
Allah per barosa

Dear bhai.

ap Allah per mukamal barosa karein ke aisa kuch nahi hoga apke sath kuanke meri bhi mental situation rahi hai lekin ap ye ahsas karlein ke Allah sab se bara hai aur rahim kareem hai uski marzi ke khilaaf koi kuch nahi bigar sakta mujhe bhi tarah tarah ke wahem ate hain aur jab mein diseases ke bare mein search karti hoon tu aur kuafzada hojati hoon apni beti ko lipat kar roti hoon ya husband ya mother ke samne roke apni feelings batati hoon wo log samjhate hai lekin baad mein phir wahi feelings hojati hai meri khareebi friends circle mein jo death hoi hai usse ka bohat asar liya mein aur aj kal tu tara tarah ke muazi marz agye ain specially cancer tu iska haal ye hai ke pabandi se namaz parhein aur quran parhein aur sath sath dua shifa aur bohat sari duain hain jo muazi marz khatam karne ya nahi hone kekiye hain aur hifazat ki dua bhi parliya karein aur daam karlein apne uper aur ALLAH ke hawale apne apko dedein baar phir Allah apki hifazat karega kuanke sab ussi ke hath mein hai muat aur zindagi apni lambi umer aur sehat tandurasti ki dua karein aur sukoon mein ajain lekin Allah ki ibadat behtareen zarya hai sukoon ka karke dekein aur shukar ada karein ALLAH ka har haal mein phir batain keisa laga sab log jo bhi depression ke marz min mubtilah hai wo ye tariqa zinda bana lein phir dekhein Allah behtar karne wala hai.Ameen

1
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012