doc sb aap to naraaz hogaye:) "general physician" hi ki "treatment" ka to paidah kardah "problem" hai :) kia aik GP ki paidah kardah prob ka ilaaj kissi doosray GP say karwana chaahiyeh... phir to yeh chain laambi hoti jayegi aur GPs mazeed khush.haal hotay chalay jayengay lol
aap problem ko aik martabah phir paRhaiN k aksar onhaiN feet sweeling hojati hai jo 2/3 din ki medication (prescribed by a 'family doc' MBBS GP) k baad normal hojati hai... aisaa koi 1/ saal say horaha hai... woh HI BP ki medication bhi regular khati haiN......... ab last feet-swelling ki treatment k nateejah maiN sole maiN bahoot zeyadah jalan start hogayee... now wot 2 do?
medical treatment by medication k elawah koi ehteyaat, tajaweez, precautions, etc etc. sprcially khaanay peenay ki ashyaa maiN any change...
|