Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
 
    Start New Topic  My Profile
 

Love Affair and Sister

Social Problem   >>  Culture and Society
 
 
 
jungleboy Group: Members  Joined: 12th Dec, 2007  Topic: 6  Post: 94  Age:  31  
Posted on:22nd Dec 2007, 4:31pm
 

Love Affair and Sister

Mera Sawaal aap Logon se ye hai k Aik Bhai Apni bahan ka Kisi bhi Ladkay se Affair Pasand Ya Bardasht nahi kerta. Tou phir woh Khud Dosron ki Bahan se Affair kyun chalata hai ? Aur agar kisi ko apni bahan ka affair kisi ladkay k saath pasand hai tou offcourse woh koi baghairat he hoga !
Hangama Group: Members  Joined: 02nd Dec, 2007  Topic: 37  Post: 1261  Age:  37  
Posted on:23rd Dec 2007, 12:16am
 

Re:jungle boy

Jungle boy bat bohot pata ki kari hai apna. woh kahta haina ka kisi ko kuch kahna sai 
                        "pahla apna giraiban mai jhanklaina chahiya"

Mera khayal sai sab sai pahla es sawal ka jawab ap apna ap sai  puchoo aur phir hamai bhi apna khayalat ka barai  mai bataooo.

 

Kali Zuban Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 29  Post: 1792  Age:  28  
Posted on:23rd Dec 2007, 7:13am
 

love aik normal feeling hai

aap apna sawal zara tafseel se batai takeh asal picture wazeh ho sake.

kia aap ki bahan kisi aur se love karti hai jo keh aap bardasht nahi kar rahe hai, jab keh aap khood kisi aur larki se love affair chala rahe hai.

ya aap jis larki se muhabbat karte hai os ka bhai yeh love affair bardasht nahi kar raha hai aur samaj ki deewar ban kar khara ho gia hai.

love tu love hai, yeh koi gunah nahi. lekin love ki wajah se koi aisi harkat karna jo religiously ya culturally allow nahi hai tu os se avoid karna chahiye.

maslan aik larki ko apne mangetar se love hai, wo dono shaadi karna chahte hai aur aik doosre se juda hone ka tasawar bhi nahi kar sakte, tu yeh aik normal feeling hai aur koi gunah nahi. lekin agar dono aik doosre se milte hai, phone aur sms karte hai tu yeh religiously aur culturally allow nahi hai.
jungleboy Group: Members  Joined: 12th Dec, 2007  Topic: 6  Post: 94  Age:  31  
Posted on:24th Dec 2007, 6:20am
 

Re: Kali Zuban

Na meri Bahan ka Kisi k saath Affair hai Aur na Mera Kisi Ladki se Affair hai aur na he main ne kabhi kisi ladki se Mohabbat ki hai. Meri aik he bahan hai Woh bhi "Married Hai" . Actually ye Topic set main ne yun kiya k main ne aaj tak kabhi kisi ladki se Mohabbat nahi ki . Main insaan hoon Offcourse meri bhi Feelings hain k main bhi kisi ladki se dosti ya Mohabbat Karoon lakin main her baar yehi soch ker peechay hut jata k nahi ye sahi nahi hai Agar aaj main kisi ladki se affair chalata hoon kal ko meri bhi Bahan ,Bhanjiaan ,Batijiaan hongi . mera zameer mujhay aisa kerne nahi deta. Mujhay aap logon se Comments yehi chaiyen k agar main aisa kerta hon tou woh ladki bhi kisi ki Bahan hogi jis se main dosti karonga ya Mohobbat Karonga Kya aisa kerna sahi hai ya nahi ?

hussain ja Group: Members  Joined: 06th Dec, 2007  Topic: 8  Post: 222  Age:  26  
Posted on:24th Dec 2007, 7:31am
 

re

Dost  ap nay boht intersting topic cheda hai,may tu yahi kahoun ga ki ager hum kisi ki taraf buri nazer say dekhty hai tu ye b sochna chaye ki koi hamari behn ki taraf esi nazer say dekh sakta hai,ager phayre hojaye tu phayre koi gunah nahi hai,ye kisi k sath b hosakta hai, behn ho ya bai
liba Group: Members  Joined: 20th Aug, 2008  Topic: 6  Post: 88  Age:  25  
Posted on:2nd Sep 2008, 4:44pm
 

love is life

mery khyal main to aap dosti kar saktyen hain lakin ek had tak aap jis se bhi dosti karen os ko apni eizat samjhye agar aap os ko apni eizat samjhtye hain to mujhye lagta hai k aagye aap k samnye aisa kuch nahi aaye ga jis se aap ko sahrminda hona parye..!!!

 

Seemi Group: Members  Joined: 11th Sep, 2007  Topic: 14  Post: 3829  Age:  27  
Posted on:2nd Sep 2008, 5:17pm
 

Affair before marraige

Kam se kam aik larki ki shadi se pehlay kisi se dosti nahin honi chahiye. or shadi k baad bhi sirf apnay husband se hi honi chahiye. 

Islam na tu larka or larki ki dosti ko allow karta hai or na hi aik larki is tarah ki dosti ko afford kar sakti hai. Shoroo shoroo mein bohat achi or saaf suthri dosti honay k daway kiye jatay hein lekin baad mein ahista ahista emotional blackmailing k zariye larki ko tabah kar diya jata hai. Aaj kal is tarah k cases bohat ziada hotay ja rahay hien.. Is liye larkion ko chahiye k kisi se dosti karnay ka na sochein.. or sirf apni studies, apnay career or apni family per dheyan dein.. Jab larki hi dosti karnay per razi ho tu larka bhi sharafat ki zindagi guzarnay per majboor ho ga.
jungleboy Group: Members  Joined: 12th Dec, 2007  Topic: 6  Post: 94  Age:  31  
Posted on:7th Sep 2008, 4:52pm
 

Re Seemi !

Thanks 4 Complement. Anybudy Discussion About this Topic ?
Djxpro Group: Members  Joined: 31st May, 2007  Topic: 11  Post: 39  Age:  23  
Posted on:7th Sep 2008, 7:39pm
 

hmmm

By The Way I have No Sister But I Think...

Dekho Islam Main Pasand Ki Ijazat To ha Na. Aur Koi Pasand A jana ya Aik Natural Cheez Ha Jis Main Insan Ka Ikhtiar Nahe Ya Felling Ap k Andar Allah Tala Nai Rakhi Ha.Chahy Larka Ho ya Larki... Pasand Tak To Bat Theek Ha....Lakin Agr Daily Phone Calls...Milna Milana...Ya bat bardash nai Kar Sakta Koi b Bhi. Chahya Wo Ap Ki Sister ho ya. Kisi Aur Ki b... So Sab kuch Legel Hona Chahiya Islam K Dairay Main Rehtay Huway. Ap Apnay Gar Waloon Sa madad Lay Saktay Hain Jo sahe Tareeka Ha.... Aur Es Bat ka Har Shaks Ho hayal Hona Chahiya....
1
 
 
 
 
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012