Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Admire Your Wife - Biwi Ko Ahmiyat Dein  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
37262
 
Admire Your Wife - Biwi Ko Ahmiyat Dein

    7.  Insan fitri tor per chata hai kay iss ki tareef ho. Lehaza biwi ki tareef karein. Khas tor per logon kay samney iss ki khoobiyun ka zikar karein. Logon kay saamney tareef karna 3 time ziyada effective hota hai. Yeh tareef apki biwi ko bah pannah khushi dey gi. Iss kay badley mein woh bhi aapko khushi deynay ki koshish kareygi.

    8.  Mian biwi paper per ek doosrey ki khususiyat likhain maslan "mujhey apka dhema pan pasand hai". "Aap mera bohut khayal rakhti hain". Phir paper change karleyn. Isey apkay ta'alluqat mein khushgawar tabdeli ajaeygi.

    9.  Khushgawar zindagi ki buniyad gahri dosti aur mushtarka hobby hai. Aap apni biwi ki dilchaspiyun sey lutfandoz hun chahey woh apsey mukhtalif hun.

    10.  Ham dosrai logon ko ezzat-o-ahtram deytai hain. Aap ki biwi iss cheez ki ziyada haqdar hai kay aap isey ezat aur ahtram dein khas tor per bachun aur logon kay saamney, biwi ki rai ka ahtram karein woh apka ahtram kareygi.

    11.  Biwi ko importance dein ghar kay mamlat mein iss sey mashwara karein. Har insan ko importance milnay sey khushi aur sukoon milta hai. Yeh khushi aur sukoon ghar ko bhi khushgawar aur pursukoon banaa deta hai.

    12.  Har insan khas tor per khawateen tareef ko pasand karti hain. Biwi ki tareef karein isskay lebaz, shakal surat, jism, kisi khas organ ki tareef karein. Iss ko baatein kay woh bohut khoobsorat hai. Har aurat ki koi naa koi cheez zaror khoobsurat hoti hai maslan baal, eyes, skin, drisss etc. Rozanaa kam az kam 3 times zoror biwi ki tareef karein, logon kay saamney tareef karna 3 times ziyada effective hota hai.

 

 
Admire Your Wife - Biwi Ko Ahmiyat Dein
 
<< Next       Prev >>
268269270271272273274275276277278
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012