Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Give Importance To Wife - Biwi Ko Ahmiyat Dein 3  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
27708
 
Give Importance To Wife - Biwi Ko Ahmiyat Dein

    28.  Har insan chahta hai kay isski mistakiss par issko maaf kar diya jaye. Maaf karna sunnaat hai. Allah ko pasand hai. Quran mein irshad hai: "Logon ko maaf karo takay mein tumhen maaf karon" lihaza sunnaat par amal karte howe apne liye apni biwi ko maaf kar den takay Allah aap par rehem karey.

    29.  Islam mein sakht naafarmani par biwi ko marne ki ejazat hai magar mu'nh par marne sey sakhti sey manaa kiya gaya hai. Marne ke liye bahane naa dhundne sey bhi sakhti sey manaa kiya gaya hai.

    30.  Biwi kay hawaley sey apnaa ghussa collect naa karein. Yeh aap ki health ko effect karega. Aleydgi mein biwi sey apne ghussey ka izhar karein. Iss waqt tak baat naa karein jab tak aap pursukoon naa ho jayen. Agar woh  mazrat kar le to qubool karlen. Allah kay nabi Hazrat Muhammad(P.B.U.H.) ne mazrat qubool naa karne sey sakhti sey manaa kiya hai. Darguzar sey kam len. Ghussa khatam karne ke liye biwi ko ghssey sey bhara ek letter likhen, jo kehnaa chahte hain, kahain, issko ek bar read karlen aur phir phar kar phaink den. Letter biwi ko naa dein. Aap pursukoon ho jayege. Behtar yeh hai kay ghussey ka directly izhaar naa karein. Iss sey aap ke relaations improve hunge. Aap iss Tareeqey sey bhi ghussa nikal kar relax ho sakte hain:

 

Mushq No.4

  • Aram sey kisi jagah beth jaeyn. 10 mints mein ek ghussey sey bhara letter likayn. Iss mein woh sab baatein likhen jo aap kehnaa chahte hain (letter biwi ko denaa nahi hai).

 

 
Give Importance To Wife - Biwi Ko Ahmiyat Dein
 
<< Next       Prev >>
272273274275276277278279280281282
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012