Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Jinsi zindagi sey bharpoor lutfandozi kay liye donon mian biwi ko ilm ho kay sathi kay liye konsi cheez zyada lutfangaez hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Jinsi Zindagi - Sexual Life 3  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
39805
 
Jinsi Zindagi - Sexual Life

 Maslan isey bataein ka jab iss nay aap kay falah hissey ko hath lagaya to aap ko bohut acha laga. Mubashrat (intercourse)  kay doran mein iss kay karahnay aur aawazein nikalnay  nay aap ko bohut lutf diya. Jab aap nay fala'n cheez ki to mein pagal hogaya. 

     Zyada umeed hai ka aa'enda yeh cheezain aap ko ziyada mileyn gi. Jinsi amal kay doran mein aurat ki narm o mulaem jild aur khoobsorat jism ki khoob tareef karein. Isey bataein kay iss kay jism per hath phaerney aur chest ko kiss karney aur suck karney sey aap madhosh ho jatey hain. Sex kay doran mein biwi sey poochein kay isey kya cheez pasand hai. Sex kay baad poochein kay isey kya zyada lutfangaez mehsoos hua, phir wohi zyada dein. Biwi aap ki aashiq aur aap per fareefta hogi.

    35.  Jinsi zindagi (sexual life) sey bharpoor lutfandozi kay liye donon mian biwi ko ilm ho kay sathi kay liye konsi cheez zyada lutfangaez hai. Iss kay liye kuch waqt nikalein aur apney jinsi tajurbaat kay hawaley sey iss waqt baat cheet karein jab aap achey mood mein hun.

 

Iss tarhan ki guftugoo karney kay liye mandarja zael sawalat sey faeda uthaya ja sakta hai.

  1.  Sex mein aap ko kya cheez pasand hai?
  2. Jab mein nay fala'n cheez ki to aap ko kaisa laga?
  3. Kya aap zyada sex chaheingi?
  4. Week mein kitni bar sex chaheingi?
  5. Kya aap baaz auqat foreplay mein zyada waqt chaheingi?
 
Jinsi Zindagi - Sexual Life
 
<< Next       Prev >>
167168169170171172173174175176177
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012