Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Aksar auqaat aurat ghar mein relax nahin hoti, jab kay bharpoor jinsi lutf kay liye relaxation bohut zaroori hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Jinsi Lutf Kay Liye Relaxation - Bharpoor Jinsi Lutf  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
41820
 
Jinsi Lutf Kay Liye Relaxation - Bharpoor Jinsi Lutf

Long foreplay aur pyar mohabbat ki baatein hun aur phir pasandeeda method sey mubashrat (intercourse)  sey lutf andoz hun. Woh sab kuch karein jo suhag raat na kar sakay thay. Har year shadi ki anniversary ko isi andaz mein manaein.

    29.  Aksar auqat aurat ghar mein relax nahi hoti kyun kay ghar sey murad kaam kaj hai. Zahir hai kay amooman insan kaam kay mahool mein bohut zyada relax nahi hota, jab kay bharpoor jinsi lutf kay liye relaxation bohut zaroori hai. Lehaza month mein ek bar mahol ki tabdeeli karein. Ek raat kisi hotel mein guzarein. Mahol ki tabdeeli sey aurat kay jinsi jazbaat zyada bedar hotey hain. Iss sey aurat gharelo zimme daariyun sey aazad mehsoos karkay zyada relax ho jati hai aur agar mahol bhi khoobsurat ho to aurat kay jazbaat khoob bharaktey hain. Iss soorat mein amooman bachon ko ghar chorna parta hai.

    30.  Zyada zehni dabao aur thakawat mein fard sex sey zyada lutf andoz nahi ho sakta. Lehaza relax rahein iss kay liye following mushq karein.

 

    10 Aisi pasandeeda cheezon ki fehrist banaein jinhein karna aap ko acha lagta hai, sukoon milta hai. Maslan window shopping, long drive, news paper reading, flowers khareedna, koi khel khelna, tv per cricket match yeh koi aur sports dekhna, ghusl karna, koi pasandeeda book read karna, phir inn cheezon mein sey har roz ek cheez zaroor karein. Yeh aap ko relax karey gi aur jinsi zindagi purlutf hogi.

 
Jinsi Lutf Kay Liye Relaxation - Bharpoor Jinsi Lutf
 
<< Next       Prev >>
163164165166167168169170171172173
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012