Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

First Intercourse (pehli mubashrat) kay hawaley sey important male problem (mardon ka ahem tareen masla) mubashrat mein nakaami ka khauf hota hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | First Intercourse Male Problems - Pehli Mubashrat Mein Mardon Kay Masail Aur Hal  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
149154
 
First Intercourse Male Problems

Pehli Mubashrat Kay Masail

 

Mardon Kay Masail

 

    Shadi kay hawaley sey mardon ka ahem tareen masla mubashrat (intercourse)  mein naakami ka khauf hota hai. Insan ghalat tor per samajhta hai kay shayad woh shaadi kay qabil nahi aur mubashrat (intercourse)  nahi kar sakey ga. Insan jaisey sochta hai waisey hi hojata hai. Iss soorat mein iss khauf ki wajah sey amooman insan ko mubashrat kay liye matlooba tanau (erection) nahi hota jis ki wajah sey dakhool na mumkin  hojata hai. Iss soorat mein awwal to tanau (erection) hota hi nahi, ya phir bohut hi mamooli hota hai. Teesri soorat yeh hoti hai kay isey tanau (erection) bilkul theek hota hai magar dakhool kay waqt yakdam khatam hojata hai jis ki wajah sey insan sharminda aur pareshan hojata hai. Jawani mein yeh masla taqreeban kabhi jismani nahi hota. Agar aap ko kisi bhi waqt khusoosan subha kay waqt tanau (erection) hota hai to aap bilkiul normal hain aap ka masla nafsiyati hai. Sex kay hawaley sey hamari society mein pheli hui bey shumaar ghalat baaton (jin mein sey ahem ka zikar book kay shuru mein mojood hai) ki wajah sey aksar naujawan apney aap ko ghalat tor per mardana kamzori ka shikar samajh letey hain. Inhein khauf hota hai kay woh mubashrat (intercourse)  mein nakam hojaein gey inn khadshaat aur khauf ki wajah sey insan mubashrat (intercourse)  mein nakam hojata hai aisi soorat mein aap bilkul pur sukoon rahein. 2 weeks kay liye mubashrat (intercourse) naa karein magar rozana foreplay karein. Bharpoor tanau (erection) ki soorat mein bhi mubashrat (intercourse)  sey bachein. InshaAllah 2 week baad aap ka masla khatam hojaey ga. Basorat deegar kisi achey mahir e nafsiyat sey raabta karein. Waisey iss book mein iss masley ka hal mojood hai. Iss sey faida uthaien.

 

 

 
First Intercourse Male Problems - Pehli Mubashrat Mein Mardon Kay Masail Aur Hal
 
<< Next       Prev >>
111112113114115116117118119120121
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012