Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Ghusl e janabat mubashrat mein dakhool kay baad mian biwi per lazim hojata hai. Ghusl e janabat kay liye mard ka discharge hona ya biwi ka orgasm hasil karna zaroori nahi.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Ghusl e Janabat  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
170293
 
Ghusl e Janabat

Ghusl e Janabat

 

    Mubashrat (intercourse)  mein dakhool kay baad mian biwi per ghusl lazim hojata hai. Iss kay liye mard ka discharge hona yeh biwi ka orgasm hasil karna zaroori nahi. Iss kay elawa insan kisi bhi tarhan (Ehtilam, mushtzani) discharge hojaey to bhi ghusl e janabat lazim hoga. Chunkay janabat sey insan napak ho jata hai lehaza jitni jaldi ghusl kar kay paki hasil karli jaey itnaa hi behtar hai.

 

    Ghusl e janabat kay liye donon hathon ko dho liya jaey. Phir sharam gah ko achi tarhan dho liye jaey. Ek bar phir hathon ko achi tarhan saaf karliya jaey. Iss kay baad namaz kay wazo ki tarhan wazo kara jaey. Phir fingers pani mein tar kar kay baal ki jaroo ka khalal kar liya jaey phir poorey jism per paani baha diya jaey. Paani iss tarhan dala jaey kay jism ka koi hissa (ek baal bhi) tar honay sey naa reh jaey. Albatta khawateen ko apney baal kholna zaroori nahi. Inn per isi tarhan pani baha liya jaey.

 
Ghusl e Janabat
 
<< Next       Prev >>
116117118119120121122123124125126
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012