Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Humarey yahan first night of marriage (shadi ki pehli raat) mubashrat ko zaroori samajha jata hai Warna valima jaeyz naa hoga. Quran o Sunnah ki roshni mein iss baat ki koi haqeeqat nahi hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | First Night Of Marriage - Shadi Ki Pehli Raat  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
634917
 
First Night Of Marriage - Shadi Ki Pehli Raat

 Humarey yahan first night of marriage (shadi ki pehli raat) mubashrat (intercourse)  ko zaroori samajha jata hai Warna valima jaeyz naa hoga. Quran o Sunnah ki roshni mein iss baat ki koi haqeeqat nahi hai. Humarey yahan amooman nikah raat ko bohut late hota hai. Dulhan ko ghar pohonchtey pohonchtey raat kay 2 ya 2 ½ baj jatey hain jis ki wajah sey dulha aur dulhan thak kar choor ho jatey hain. Thakawat kay elawa donon khauf, ghabrahat aur jhijhak ka shikar bhi hotey hain. Khusoosan agar donon pehley sey ek doosrey sey waqif na hun. Larkay ko amooman nakami jab kay larki ko mubashrat (intercourse)  ki takleef ka khauf hota hai. Iss khauf aur anxiety  ki wajah sey amooman aurat ki faraj ki entrance tang hojati hai aur faraj kay ander chiknaahat ki kami bhi hojaati hai jis ki wajah sey dakhool aur mubashrat (intercourse)  takleef dey hojata hai. Doosri taraf larka samajhta hai kay agar iss nay pahli night mubashrat (intercourse)  naa kiya to larki samajhai gi kay shayad mian iss qabil nahi (halan kay aurtein amooman iss tarhan nahi sochtiin) jawani mein har mard jismani lehaz sey normal aur jinsi amal ka puri tarhan sey ahull hota hai. Albatta khauf aur zehni  dabao ki wajah sey baaz auqat isey tanau (erection) nahi hota yeh aain time per khatam hojata hai jokay aik fitri amal hai. Kyun kay khauf, zehni  dabao aur tension tanau (erection) kay dushman hain. Lehaza iss sorat-e-haal kay paesh-e-nazar pehli raat sex ko ziyada ahmiyat naa di jaey Chunancha pehli raat mubashrat (intercourse)  naa karna donon kay liye mufeed hai. Waisey bhi pehli raat mubashrat (intercourse)  donon kay liye kisi had tak takleef deh hoti hai. Thakawat aur tension mein yeh takleef ziyada mehsoos hoti hai.

 

    Behtar hai kay pehli raat donon mian biwi ghup shup karein. Ek doosrey sey waqfiyat hasil kareyn ek doosrey sey maanoos hun.

 

 
First Night Of Marriage - Shadi Ki Pehli Raat
 
<< Next       Prev >>
104105106107108109110103111112113
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012