Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Doctor Davidson aur iss kay saathiyon ka khayal hai kay har aurat G spot rakhti hai. Ek survey mein 66% aurton ney bataya kay unko iss jagah ka pata hai. Humarey yahan 99.9% log G Spot sey waqif nahi.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | G Spot Location - G Spot Ko Talash Karna  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
161164
 
G Spot Location - G Spot Ko Talash Karna

 Ek aur survey mein 66% aurton ney bataya kay unko iss jagah ka pata hai. Humarey yahan 99.9% log G Spot sey waqif nahi. Doctor Davidson aur iss kay saathiyon ka khayal hai kay har aurat G spot rakhti hai aur discharge ki ahel hai. Magar ikhraj amooman doosrey ya teesrey orgasm mein hasil hota hai. Yad rahey kay aurat ek hi waqt mein 1 sey ziyada orgasm hasil kar sakti hai. Mubaashirat (intercourse)  mein G spot tak pohonchney kay liye peechey sey dakhool yani doggi style zyada munasib hai. Jab kay baaz aurtein khud hi mian kay zakar ko G spot pey rub kar sakti hai.

 

    Apney G spot ko talash karney kay liye aap apni faraj mein clock ka tasawwur karein. Isskay 12 bajey naaf (umbilicus) mein tasawwur kareyn, G spot 11 aur 1 bajey kay darmiyan hoga. Isski talash kay liye apni 2 fingers faraj mein dal kar iss maqam ko finger sey bae'in (left) dae'in (right) zor zor sey rub kareyn. Woh jagha swell ho jaey gi. Aapko peeshaab ki urge hogi magar ap rub karti jaeyn yahan tak kay ap orgasm hasil karlein. Agar rub karnaa jari rakheingi to aik sey zyada orgasm aur discharge hasil kar sakeingi.

 

Faraj

 
    Aurat ka teesra hassas hissa iski faraj hai. Sari faraj hassas nahi hoti bul kay iska sirf baerooni 1/3 portion, 1-1.5 inch hassas hota hai. Baaz aurton kay faraj ki entrance kay bajaey isski bae'in (left) aur dae'in (right) side zyada hassas hoti hain.

 
G Spot Location - G Spot Ko Talash Karna
 
<< Next       Prev >>
3940414243444546474849
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012