Breast Lumps:
Breast lumps mein sa kuch movable hota hain, aur kuch fixed. Generally speaking, woh lumps jo hard feel hon, aur fixed hon, yaani breast sa attached hon aur move nah kar sakain, woh cancer hota hain in most instances. Movable lumps, ( jinko aap fingers sa move kar sakain within the breast), unn mein sa ziada tar cancer nahin hota, magar early stages ka cancer bhee movable hota hain. Second cheez yeh keh breast cancer ka lumps generally, but not always, painless hota hain. Agar kisi female ko painful breast lump hai to chances yeh hain keh yeh cancer ka lump nahin hai. Agar aap chahain to iss topic ka baaray mein further questions ussi article ka neecha questions and answers mein post kar dein. Article ka link yeh hai: The Importance Of Breast Self Exams
All the best.
|