Faizaa Dear Islam hame ye nahe kehta ke internet use na karo, ISlam hame ye nahe kehta ke larki ko mobile use nahe karna chaye lekin Islam hame ye kehta hai ke GHALAT na karo.... khwa wo internet par ho, khwa wo mobile par hoo etc.
1) Facebook use karna gunah nahe balke waha par ghalat karna gunah hai.
2) Islam hame iss tarah ijazat nahe deta ke ham na mahram ke sath iss tarah chat kare ya pir koch or baat kare. khwa wo facebook mai hi kiyo na ho.
3) Hadees mubarak ka mafhoom hai ke "2 baligh behen bhayo ko ghar mai akeela mat chorna" lekin ye to door ki baat hai.
4) App facebook use karsakti hoo lekin apne saheliyo se baat karke, apne bhai se baat karke, apne behen se baat karke, apne walid se baat karke, apne husband se baat karke etc... lekin ek na mahram ke sath baat karne ke liye nahe.
5) Agar ke ajnabi larka larki jitni bi paak saaf hoo to onke bech mai teesra shaitaan hota hai jisski result wahi bf/gf ati hai or baad mai problems bi create hote hai.
6) Kiya app janti hoo ke facebook par 50% above fake profiles maojood hai. |