Nouhid
|
Group: Members Joined: 05th Apr, 2012 Topic: 1 Post: 8 Age:
21
|
|
Posted on:25th Apr 2012, 3:14pm |
|
|
tasbis mera sawal ye hai ki..kya napaki ki halat me,tasbih ka use kar ke, aayat ya allah ka zikr sakte hai??? |
K0OL3ST_iD
|
Group: Members Joined: 01st Feb, 2012 Topic: 2 Post: 160 Age:
24
|
|
Posted on:25th Apr 2012, 4:49pm |
|
|
Reply g haan kar sktin hain zikar lakin ziada behtr hai k zubani zikar karin q k napaki ki halat main zuban pak e rehti hai. |
Nouhid
|
Group: Members Joined: 05th Apr, 2012 Topic: 1 Post: 8 Age:
21
|
|
Posted on:27th Apr 2012, 4:18pm |
|
|
eesha ki namaz kya raat ke 12 baje isha ki namaz padh sakte hai??? |
K0OL3ST_iD
|
Group: Members Joined: 01st Feb, 2012 Topic: 2 Post: 160 Age:
24
|
|
Posted on:28th Apr 2012, 4:14am |
|
|
Reply g haan parh skty hain, esha ki namaz ka time tahajjud tk hota hai. |
fahad hussain khan
|
Group: Members Joined: 26th Apr, 2012 Topic: 4 Post: 904 Age:
24
|
|
Posted on:3rd May 2012, 10:16pm |
|
|
nohid bahi isha k nimaz ka wqt tehjud tk nh bulke jb fajar k azan se pehly tk hota hai our main yea bat wazie karta chalo k tehjud k nimaz ka koi waqt nh hota tehjud ap rat main kbhi bh parh sakte ho shrt yae hai k kumskam ek hour soa phr jb bh jag ho nimaz tehjud parhlo maslan ap rat main 10 soe to 11 Jag hote hai to us waqt bh uth k parh sakte ho. |
K0OL3ST_iD
|
Group: Members Joined: 01st Feb, 2012 Topic: 2 Post: 160 Age:
24
|
|
Posted on:5th May 2012, 3:51am |
|
|
Reply Dear fajar ki azan sy phly waly time ko tahajjud ka time e kehty hain.
tahajjud ki nimaz raat k akhri pahr main phardi jati hai jo time aap ny bataya hai wo raat ka phla pahr hota hai, amomaan raat k akhri pahr yani raat 1 sy 4 ya fajar ki azaan sy phly phly tk.
g haan aap ki baat sahi hai, tahjjud k liye sona shart hai but zarori nhi hai k 1 hr e soya jaye, No , bal k kam sy kam ongg ana yani 2 3 min ki neend aajaye wo b kafi hai.
|
|