aquibali |
Group: Members Joined: 11th Mar, 2012 Topic: 8 Post: 24 Age:
20
|
|
Posted on:22nd Mar 2012, 5:54am |
|
|
sex her larki ki izaat sab sa bhar kar hoti ha.our wo bhi ganti ha achi tarha.lakan phir bhi koi sharif khandan ki larki kya apni marzi sa sex kar sakti.our ager karya gi to us ki kya wajha ho sakti ha.kuo ka ma samjhta ho koi buri sa buri larki bhi ho to us apni izat sub sa zada aziz hoti ha.koi larki apni izat nahi da sakti .lakan phir bhi jo larki shadi sa phala sex karti ha to us ki kya waja ho sakti ha................... |
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 107 Post: 5607 Age:
53
|
|
Posted on:22nd Mar 2012, 6:18am |
|
|
laRka ho yaa laRki donouN zaani, mujrim aur gonah.gaar hotay haiN... agar woh shadi k beghair kissi say jinsi talluq istawaar karain to... laRki agar aisaa karti hai to sirf woh mujrim nahi balkay oskay saath saath larka bhi mujrim hai, jo oska saath deta hai
islam main donoun ko yaksaan sazaa hai...ghair shadi shudah ko koray maarna aur married ko sang.saar karna
|
WellKnOwN |
Group: Members Joined: 06th Sep, 2011 Topic: 33 Post: 2651 Age:
24
|
|
Posted on:22nd Mar 2012, 7:01am |
|
|
Zina Agar larka larki baligh hojae to onhe sex feelings hoti hai or ache khanadan ki ho ya buri lekin agar apne app par koi control karta hai or koi control kiiye beghair zina mai mubtala hojata hai to ye waja hai. |
aquibali |
Group: Members Joined: 11th Mar, 2012 Topic: 8 Post: 24 Age:
20
|
|
Posted on:22nd Mar 2012, 8:49am |
|
|
sex mera puchna ka matlb ha.ap ki bat theak ha galti dono ki ho gi.lakan islam ka alawa dakha gya to.larka ko koi faraq nahi hota.lakan larki ki zindgi khrab ho gati ha. |
aquibali |
Group: Members Joined: 11th Mar, 2012 Topic: 8 Post: 24 Age:
20
|
|
Posted on:22nd Mar 2012, 8:51am |
|
|
sex mera asal question ya ha ka ager koi larki apni izat kisi larka ko dati ha to us ki kya waja ha........... |
eccentric |
Group: Members Joined: 09th Mar, 2012 Topic: 0 Post: 88 Age:
32
|
|
Posted on:22nd Mar 2012, 9:00am |
|
|
sex without marriage
reason is very simple. she cannot control her sexual desires thats all. |
WellKnOwN |
Group: Members Joined: 06th Sep, 2011 Topic: 33 Post: 2651 Age:
24
|
|
Posted on:22nd Mar 2012, 2:23pm |
|
|
Sez reason Jab larka larki iss ghair kaam mai mubtala hote hai to onhe izat, gunah, apna emaan ka khayal nahe rah jata hai or apna kaam karlete hai pir jab baad mai aqal sar par jati hai to kehte hai ke plz help me or yaha par problems share karlete hai halanke oss waqt ye sab nahe sochta |
|