sadaf307
|
Group: Members Joined: 14th Aug, 2011 Topic: 5 Post: 44 Age:
38
|
|
Posted on:1st Oct 2011, 3:43am |
|
|
Bete Ke Moujudgi Mai Doosri Shadi? I m widow 37 year old. Mery bety ki age 15 hai. Me shadi k 8 sal bad bewa ho gai . Ab mjy meri kuch rishtydar dosri shadi ka keh rahi hain ,aur 2, 4 din bad koi na koi aurat mery leay rishta dhond lati hai. Mjy ye bat bilkul pasnd nai. Khas kr bety ko pata chal gia to kia sochy ga. Me apni age sy bhut young nazr ati hun. Par me pardy ki papand hun. Koi lady doctor ya aalim mjy btay k aurat k leay en halat me dosri shadi na krna gunah hai kia? |
myrizvi
|
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 112 Post: 6589 Age:
54
|
|
Posted on:1st Oct 2011, 6:29am |
|
|
doosri shadi zaroor karaiN 1. apko in halaat main doosri shadi zaroor karni chahahiyeh. bus zara dekh bhaal kar achay mard say shadi kijye jo zara deen.daar bhi ho, matured bhi.
2. yeh mat sochaiN k beTi kia kahegi...ossay batlayain k yeh Allah aur oskay Rasool saw ka hukm hai. bewah aur mutleqah aurtouN ko beghair shauher k zindagi nahi gozaarni chahaiyeh.
3. shadi k baad zaroori nahi k apki beTi bhi ap k saath hi rahay...woh nani k ghar bhi rah sakti hai...aur apkay satah bhi agar 2nd husband agreed ho to... shadi ko laazmi samajh kar baqyah batoun ko manage karneki koshish karain aur Allah say dua karain. woh behtar raastah nikaalega.
4. aanay walay rishtoun ko achi tarah dekh bhaal karain...khud info hasil karain yaa kissi say kahalwakar maloomat haasil karain...yaad rakhiyeh yeh waqt jald hi gozar jayega... phir koi rishtah nahi aayega... rishtouN ki amad ko min jaanib Allah izn samjhaiN aur oss waqt say daraiN jab ap apnay liyeh rishtah DhoonDain aur koi nah milay
Allah apka haami o naasir ho |
Guide
|
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 3 Post: 497 Age:
40
|
|
Posted on:1st Oct 2011, 7:29am |
|
|
doosri shaadi per myrizvi ka jawab
myrizvi: aap ke jawabat bahut achcay hotay hai. agar koi book ya kisi aur website per articles likhi jaaye jis mai aap ke jawabat / comments / tahreer man o an likh dia jaaye tu hawala mai aap ka kya name likha jaaye? myrizvi ya kuch aur.
|
WellKnOwN
|
Group: Members Joined: 06th Sep, 2011 Topic: 49 Post: 3430 Age:
23
|
|
Posted on:1st Oct 2011, 12:31pm |
|
|
Agreed with my rizvi Apko doosri shadi karni chaye. Beti kiya kahegi, log kiya kahege. Logo ka kam hai kehna or kuch nahe. Bas ap khoob soch karke kisi ache mard se shadi kar lejiye. |
faizaani
|
Group: Members Joined: 05th Sep, 2011 Topic: 1 Post: 4 Age:
27
|
|
Posted on:1st Oct 2011, 12:40pm |
|
|
hm
MENE EK BUZURG K BAYAN ME SUNA K JO ORAT APNE OLAD KI PARWARISH KI KHATIR NA KARE.US KO JANNDAT KI BASHARAT HAI.LELIN AGAR FITNE ME MUBTALA HONE KA ANDESHA HO TO KARNI CHAHYE
|
faizaani
|
Group: Members Joined: 05th Sep, 2011 Topic: 1 Post: 4 Age:
27
|
|
Posted on:1st Oct 2011, 12:42pm |
|
|
hm PAR IN THE MEANTIME YE BHI DEKHNA CHAHYE K APKI EK EK HI BETI HE.JO KUCH HI ARSE ME BYAH K CHALI JAEGI.PHIR KIA... Always use small letters. Do not use CAPITAL letters it creates problem in reading.
Moderator |
myrizvi
|
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 112 Post: 6589 Age:
54
|
|
Posted on:1st Oct 2011, 10:34pm |
|
|
Jazak Allah ali bro well said
1.islam maiN kissi buzrug, molvi k qaul o fail ki koi SANAD nahi hai, illa yeh k onka qaul o fail quran o hadees say matched karta ho
2. mujhay nahi maloom k iss mafhoom ki koi hadees yaa quranic ayat kaheeN maujood hai yaa nahi...albattah on buzrug ki yeh baat "islami taleemaat" say qareeb qareeb hai... asal taaleem yeh hai k:
"agar koi khatoon (yaa mard) apnay bachoun ki parwarish ki wajah say doosri shadi nah kar sakay aur mahaz Allah ki razaa ki khaatir apni zindagi apnay bachoun bilkhasoos bachiyouN ki parwarish kartaa /karti rahay to iska bara ajar hai"
albattah yeh hadees maujood hai k jo apni teen betiyouN, bahnoun ki wajah say aazmaya gayaa aur woh onki achi parwarish karay aur onki shadi karaa day to ossay janant ki basharat di gayee hai. |
WEHSHI
|
Group: Members Joined: 17th Aug, 2010 Topic: 44 Post: 2452 Age:
48
|
|
Posted on:2nd Oct 2011, 12:45am |
|
|
doosri shadi humaray deen main rumers hi to reh gai hain ab kiun k asal deen to jo k Quran aur ahadees thin hum ne bas shelfs main rakha hai aur suni sunaai rumers per hi amal kertay hain kiun yeh asan hai na lekin aik hadees hai k munafiq/ jhoota honay k liyay yehi kafi hai k suni hui bat ko bina tasdeeq agay biyan ker diya jai
aur aj kal hum yehi kertay hain
wel explained by u all |
faizaani
|
Group: Members Joined: 05th Sep, 2011 Topic: 1 Post: 4 Age:
27
|
|
Posted on:2nd Oct 2011, 6:57am |
|
|
hm
..... Edit Post All In Capital Letter .......
Moderator Note: Post all in capital letter is not allowed here
|
sadaf307
|
Group: Members Joined: 14th Aug, 2011 Topic: 5 Post: 44 Age:
38
|
|
Posted on:3rd Jun 2012, 11:05pm |
|
|
Correction plz Me ny baity ka zikar kia hai ,beti ka nai. Me ek jawan larky ki maa hn.Meri sex desire apni jaga. Par apny baity ko nai chor skti.Jo mjy jan sy piara hai.wo b mjy aisy he chahta hai.Wo kesy brdasht kry ga k us ki maa kisi sy sex relation k leay usy chor gai. |
fahad hussain khan
|
Group: Members Joined: 26th Apr, 2012 Topic: 4 Post: 904 Age:
24
|
|
Posted on:3rd Jun 2012, 8:52pm |
|
|
sadaf 307 meri bat suno ub 15 sala beta hogaya hai ap ka samjho agly 4 sal tak usy shdi dy do gi phr wo to apni bewi k sth set ho jae ga.to ap tb kiy karo gi ap ko bh sathi k zarorat hai matlb mian ki jo khiyal rukhe ga ap ka ap ka sahra bune ga .sex desire ko filal alg rukhlo .soch humesh budi rukho.bachkaana zid nh k nh karo gi shdi nh karni ye wo. ub umr itni nh hue shdi krlo.bulke ap k parents ne dairi kiy kardi iddat k bad hi karadete to our behtr tha.itne sal bad ap k khyal aya.to chalo ub bh waqt ap k hath main hai guzra nh ap k age normal hai.ok ALLAH HAFFIZ. |
sadaf307
|
Group: Members Joined: 14th Aug, 2011 Topic: 5 Post: 44 Age:
38
|
|
Posted on:22nd Jun 2012, 2:49am |
|
|
easy to say but.. yeh sub kehna bhut aasan hai k dosri shaadi kar lo .bety ko alg kar do .. being female kia yeh muimkin hai k apny bety ko chorr dun jo 16 saal sey mera sahara hai .zara soochen koi bacha ye kesy wo yeh seh saky ga , k us ki maa us ko youn achank chorr gai . . agr me shaadi kar b lun to wo to meri shaadi qabool nai kary ga .aur na he mery new husband k gahr shift ho ga . mery marhoom husband ki kafi property hai (jo mery bety ki hai ab. apna share me apny parents k elaag par kharch kar chuki hun .. ) yehi waja hai k me agr dosri shaadi karun to gahr to chorna ho ga aur new husband k sath pata nai ks halat me rehna pary? aur koi aisa relative be nai jo bety ka care taker ban sky. khufiya nika me karun ge nai k yeh halal nai. agr aap female hain to jawab den AGR NAI TO jo young hain wo apni mother sy discus kaeen ..jo mecture hain wo apni wives sy discus kareen . phir apko meri condition ka andaza ho ga |
aamir.sidd
|
Group: Members Joined: 17th May, 2012 Topic: 0 Post: 117 Age:
27
|
|
Posted on:22nd Jun 2012, 5:29am |
|
|
sadaf aapki sari baat jaiz hai i understand your feelings mein tou aapko yahi kahonga ke agar aap marriage karna chahti hai tou kisi aise mard se karein jo dil ka acha hoo pyaar karne wala hoo aur most important ke woh aapke bety ko accept karey yeh sab pehle hi condition rakhdein ke bety alag nahi hogi woh saath rahegi then see ... once he accept then talk to your daughter/son about it. usko samjhain achi tarhan i hope sab problem solve hojayegi... mein yehi kahonga ke bety ko alag na kare anyhow
dekhein sochne se kuch nahi hota cause sochne pe positive and negative dono hi aatey hai but sabse pehle negative hi dimag mein ghoomta hai jab work start karengi tou aapko wayout zaroor milega woh bhi positive agar sab kuch step by step kia ho tou
|
sadaf307
|
Group: Members Joined: 14th Aug, 2011 Topic: 5 Post: 44 Age:
38
|
|
Posted on:22nd Jun 2012, 9:04am |
|
|
I need lady doctor ,or aalim plz Agr form py koi aalim hai to plz mjy meri previous post parh k btay k bewa dosri shaadi na kry to gunah to nai? Agr me apni desire ko khtm krny k leay koi medicine use krun to kia yeh ghalt to nai ho ga? |
sadaf307
|
Group: Members Joined: 14th Aug, 2011 Topic: 5 Post: 44 Age:
38
|
|
Posted on:22nd Jun 2012, 9:04am |
|
|
I need lady doctor ,or aalim plz Agr form py koi aalim hai to plz mjy meri previous post parh k btay k bewa dosri shaadi na kry to gunah to nai? Agr me apni desire ko khtm krny k leay koi medicine use krun to kia yeh ghalt to nai ho ga? |
sunehri76
|
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 99 Post: 4655 Age:
37
|
|
Posted on:22nd Jun 2012, 8:53pm |
|
|
Sadaf apko Shadi ka sochna zaroor chahye lekin dekh bhal kar...aur rahi bat apke bete ki,to ap ahista ahista usko samjhana shuru karain...use samjhayen ke akaile sari zindagi nahi guzari jati ,Aurat ko Mard ka sahara chahye hota hai...uski samajh aur soch ka andaza laga kar us se bat karain...aisa bhi ho sakta hai ke apke sare khadshaat ghalat hon aur apka beta apko samajh sake...
aur shadi ap usi se karain jo apke bete ko exept kare,apne ghalti ye ki ke bohat der se is bare socha...pehle ap kar letii to apka beta bhi adjust ho jata.. wo ab bhi ho sakta hai agar ap koshish karain to,maby wo foran apki bat na samjhe lekin time ke sath samajh sake..
|
fahad hussain khan
|
Group: Members Joined: 26th Apr, 2012 Topic: 4 Post: 904 Age:
24
|
|
Posted on:23rd Jun 2012, 5:07am |
|
|
sadaf ap kitne bh ghore doralo masle ka hal our sahriatan bh ap ko 2nd marriege karni chaoye.ap ka masle ka hal yehi hai.jitna socho gi utna hi ap k liye fasla karna miskil ho jae ga. |
fahad hussain khan
|
Group: Members Joined: 26th Apr, 2012 Topic: 4 Post: 904 Age:
24
|
|
Posted on:23rd Jun 2012, 5:08am |
|
|
sadaf ap kitne bh ghore doralo masle ka hal our sahriatan bh ap ko 2nd marriege karni chaoye.ap ka masle ka hal yehi hai.jitna socho gi utna hi ap k liye fasla karna miskil ho jae ga. |
sadaf307
|
Group: Members Joined: 14th Aug, 2011 Topic: 5 Post: 44 Age:
38
|
|
Posted on:2nd Jul 2012, 3:21pm |
|
|
Still problm Me ny bety sy yun he halky phuky andaz me bat ki par wo to hiran ho gia ,wo to aisa soch b nai skta.Aur mery baghair reh b skta.Meri 2sri shadi us k leay na ka bil qabool hai |
MissAjnabi
|
Group: Members Joined: 19th Jun, 2009 Topic: 1 Post: 44 Age:
23
|
|
Posted on:2nd Jul 2012, 5:59pm |
|
|
sadaf307 Islam ne zindagi guzarne k lie jitne bhi asani paida ki hai, muashrey ne unhein utney hi ghambeer bana rakhi hai..... shariatan to aap ko iddat poori hone k foran bad hi shadi ki ijazat di hai par kambakht muashrey ne bahot rukawatien paida ki hain.... shariatan jab beta baligh ho jata hai to woh apni zindagi ka khud zimadar ban jata hai, sirf shadi karana parents ki zimadari baqi reh jati hai.....
ab aap compare kar le k aap k lie mojooda problem jheelna asan hai ya dosri shadi k baad waley???? dono ko compare kar le aap ko faisla karne mai asani hogi....
wesy aaj kal k dour mai banda jitna bhi shariat k mutabiq hi koi faisla kare, par bandy ko muashrey k hi sun'ni parti hai........... |
|