hasna
|
Group: Members Joined: 25th Apr, 2009 Topic: 39 Post: 1864 Age:
26
|
|
Posted on:13th Sep 2011, 6:36am |
|
|
zindagi se mout tk ka safar Hamara Libaas (8) Gazz
Hmara Kafan Sirf (2.5) Gaz
... ... Hamara Ghar (400) Gaz
Hmara Asal Ghar(2.5) Gazz
Hamary Iradey 200 Saal K
Magar Hamari Zindagi
"EK" Sawaliya Nishan?
Pedaish K Waqt "AZAN" Di Jati Hai "NAMAZ" Nahi Parhi Jati
"MAUT" K Waqt "NAMAZ" Parhi Jati Hai Magar "AZAN" Nahi Hoti
Yani Ye Zindagi "AZAN" Se "NAMAZ" Tak Ka Waqfa Hai.
(Sochiye Ga Zaroor)
1 DIN MARNA HAI AAKIHR MOAT H, KAR LY JO KRNA H AAKIHR MOAT H,
|
H/dr_Qasim
|
Group: Members Joined: 10th Sep, 2010 Topic: 186 Post: 6476 Age:
35
|
|
Posted on:13th Sep 2011, 7:21am |
|
|
zindagi se mout tk ka safar Samaaan 100 Burruss ka or Pul ki Khubar nahi.......... Hur zee Roh nay Mot ka Zayiqa chukna hay, Mot kay leyeh Hur pul Hur lumhaa Ready rahin yeh tu ek Huqeequt hay, kubi be kain be aa sukti hay,
|
WEHSHI
|
Group: Members Joined: 17th Aug, 2010 Topic: 44 Post: 2452 Age:
48
|
|
Posted on:13th Sep 2011, 5:39pm |
|
|
Zindagi Aur Moat آتے ھـوۓ اذان تھـی جاتے ھـوۓ نماز
اتنے قلیل وقت میں تم آۓ اور چلے گۓ |
myrizvi
|
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 112 Post: 6589 Age:
54
|
|
Posted on:17th Sep 2011, 12:56am |
|
|
masha Allah bahoot khoob ... aur wah wah
agar ham above tahreer paRh kar sirf yehi kah kar gozar jayaiN to baat nahi banti..... marnay ki tayyari kam az kam etni to kar lijyeh jetni ham kissi "tafreehi tour" k liyeh karletay haiN k raastay maiN koi takleef nah ho, jahaaN jahaaN say guzraiN, rokaiN, Thah.raiN, wahaaN wahaaN ki har basic zarooryaat ka peshgi ehtemaam kar letay haiN... maut k baad bhi hamaiN qabar, barzakh aur qayamaat k "moqaamaat" sau guzarna hai. wahaaN ki "jumlah zarooriyat" ki tayaari maut say pahlay pahlay kar lijyeh...Allah ham sab ko iski taufeeq day aameen |
tote_sapne
|
Group: Members Joined: 02nd Nov, 2011 Topic: 5 Post: 1136 Age:
27
|
|
Posted on:28th Jan 2012, 1:54am |
|
|
musafar duniya hai yeh dum guzar hai kadam soch smjh ke uthana chahye. banaye mahil kyo musafar jese jeena chahye.
|
Mufti
|
Group: Members Joined: 10th Oct, 2011 Topic: 5 Post: 709 Age:
39
|
|
Posted on:28th Jan 2012, 4:12pm |
|
|
Wehshi آتے ھـوۓ اذان تھـی جاتے ھـوۓ نماز
اتنے قلیل وقت میں تم آۓ اور چلے گۓ
Bohat hi khoobsurat shaer aap ne quote kiya...
Jitna hi mukhtasir hai utna hi iss mein wazan aur gehrai hai...
|
Bewaqoof
|
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 253 Post: 4300 Age:
38
|
|
Posted on:28th Jan 2012, 4:25pm |
|
|
Kya aap zinda hain re: "1 DIN MARNA HAI AAKIHR MOAT H, KAR LY JO KRNA H AAKIHR MOAT H,"
kya aap ko yaqeen hai keh aap zinda hai'n? agar mai yeh kahoo keh aap kainaat ke kisi naamaloom goshay mai Abadi neend so rahe hai aur jo kuch bhi aap zindagi samajh ker feel ker rahe hai woh dar haqeeqat aik khwab hai, tu kya aap meri baat per yaqeen karain gi?
|
Diplomate
|
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 50 Post: 3240 Age:
36
|
|
Posted on:28th Jan 2012, 10:53pm |
|
|
zindagi mout aur imaginary world bewaqoof aap ka ishara imaginary world ki janib hay kia aap apni baat ko mazeed clear karna pasand karain gy ?? |
|