farooq ap hasiyaar hi kia hy, ap k jaisay tou mera yahan nokar bhi nahi hain wo bhi ap se achy hoon gy.............eik baat kisi ko kuch kahna se pehly soch lia kar k ap khud kia hy, bara islam islam kartay hain ap, islam mai gana gana haram hy, dosry kisi ka bhi mazak urana bhi mana hy islam mai, aur kisi ko galat naam se pukarna bhi mana hy kbhi quran parh lia karn...........maina kaha na aap k jaisy bht dkhy hain jitni ap ki soch hy mjha andaza hy...............aur ap jo kar sakty hain kar lain!!! pehly apni sula karn, apna ap ko sudhary!! smjhay ap!! aur haan eik baat aur!! izat aur zilat.........tou janab aap ki oqat kitni nahi k ap mjha izat aur zilat se dara!! izat bhi ALLAH daita hy aur zilat bhi..........aap ki oqat nahi kisi ko kuch daina ki..........
aur ji glamour.......maina kuch galat nahi kaha pehli baat, erect ko urdu mai likh diya (erect k urdu meanings hain hard hona etc etc) shyd aap logo ko urdu nahi ati, moderator ko bura lag gaye aur aap ko bhi q k baat k betay ki thi.......... jab apna pa ati hy tu sub ko bura lagta hy...........kbhi apna act pa bhi nazar dall lia karn, kaal raat shyd ap bhi kisi ka mazak ura rahi thi, agar kisi na aap ko kuch kah diya tou is mai itna bura kiss baat ka mann rahi hain aap?????q aap bhi kisi ko bura kah rahi thi,bina kisi waja k chalo bad mai aap ko eik waja bhi mil gi kahna ki lakin us se pehly kia?? sochna zaror! waisy maina aap se sorry bhi kar li thi kkair........koi masla nahi
think and see what u are??? some people saying they are muslim!!! haahhaahhaa fantastic joke!!! but they make fun of others but when it come to you, you can't bear it...
diplomate aur dr kamiali aap logo ko dkh kar mjha bht harat bhi hui aur afsos bhi, kam se kam is tarah k mazak ki mjha aap logo se umeed nahi thi, lakin chalo kbhi kbhi ho jata hy!!! koi baat nahi!! maina pehly bhi kaha tha k mjha koi sikayaat nahi na gila hy.........mjha afsos hy!! mery post ka, maina koi buri baat nahi ki, jiss pa is tarha ki so called mahfil lagai gi, mjha eik baat buri lagi jiss ka maina bad mai zikar bhi kia, log solution chahty hain, lecture nahi!! agar aap ko un ka act pasand nahi aye tou un k act ko condemn karn, un ko lecture nahi dain, q k is ka negative impact bhi parta hy un pa!!! their is always a better way, choice is completely your!!!! mjha aap logo ki koi baat buri nahi lagi, lakin aaj is waqt majboor ho kar mjha yai post likhni pari, q k kuch log apni zuban ko bhool rahy hain, be in your limit always!! remember this!
0uje pata tha k ap ko raat ki agg lagi hoi hai raat ki agg abhi tak nahi buji apki hahahahahah koi baat nahi yaar nikalo dil ma bhari agg ko isi trha hi apki kuch akal thikany aye gi . ye to ap na saaf saaf sabit kr diya k waqy hi ap kal jalty rahe ho or usi jalny ki agg bujany ki koshish kr rahe ho abhi ap lekin kya kr skty ho ap bechary ko pakaya hi itna hai k 24 ghanty ghuzar jany k baad b agg thandi nahi hoi hhahahahaahahah oye samj jao ab b time hai hhahaahahha lolzzzzz ye b agg par patrol dalny ka trika hai samj jao ok ggggggg lolzzzz
aslam o alikum bhai asal ma iska ye sub khyel hai k logon ko jothy jothy kissy suna kr bewaqoof bnana or khud ko ye boht akal mand samjta hai apni baton par khud pakra jata hai or phir joth par joth bolta rehta hai banda wo hai jo ghalti kare or phir usko kabool kare lekin ye ghalti krny k baad manta nahi bilky ik joth ko chupany k liye hazar joth bolna shuro ho jata hai jab kahin kuch nahi chalti iski to mazloom bn jata or pakna shuro ho jata hai hhahaahahahah . bhai ap is k muo nahi lago to theek iksa kya hai ap par b koi joth bhand de ga bila waja hi. chalbhull g abhi b samj jao or ye dramu krna chord dow or insan bn kr raho ap k haq ma behtr hai. thanks
pehli baat alirajput janab, maina aap ki wife ko galti se bhi kuch nahi kaha, na aap ko koi advise d hy, us post mai koi baat hui thi tou maina, aapna point of view bata diya k mera khyl se wife disease hy!! aap ki ya kisi ki wife ko nahi kaha maina.....(aur meri bhi wife thi yar).........har kisi ka point of veiw alag hota hy, so mera bhi hy.......2ndly, maina aap k parents ko kuch nahi kaha, aap mera parents ko jo dil chah raha hy kah rahy hoo, this is not fair!! 3rd, mai kia hoon, mai jano aur mera ALLAH janay, maina na kisi ka mazak banaya hy na kisi ko bura kaha hy........aap ko kuch galat fekmi hui hy...maina abhi bhi aap se bht sahe zuban mai baat ki hy koi galat word use nahi kia...
janab farooq sahab aap ki bhi kia hi baat hy!! mjha smjhna ki jaga khud kuch smjh jao, chalo eik post mai aap, tjh se aap pa tou aye, aur rahi baat aag ki tou bhai mjha kaal aag nahi aagi aaj gi hy, eik jab aap na tjhy kaha, 2ndly jab alirajput na meray parents ko kaha, jab main un k parents ki izat kar raha hoon tou bhai wo kar lain.
aap na galat meanings nikaly meri baat k, jis ka mjha koi afsos nahi, mai aab bhi wohi baat kaho ga k wife is a disease name, take care!! mai yai baat aap ko nahi kah raha, aab aap is baat ko bhi apna pa la jao!!! aur maaf karna wala mai kon hota hoon, ALLAh se maafi mangn, us na maaf kar diya tou theek warna masla ho sakty hy.................TC
janab mera khayal se wife eik disease hy................simple!! ap ki wife ya kisi ki wife ko nahi kaha raha hoon mai...........mai eik general baat kar raha hoon, meri bhi wife thi, (mai us ko tou kah sakta hoon) wo disease thi, mjha shaadi se problem hy so as wife se, lakin yai mera point of view hy.............mai kisi ko nahi kah raha hoon...sirf apna point of view bata raha hoon..........same yai hi baat wahan pa hui thi, maina yahi kaha tha k wife disease hy, aur mjha jo nahi pasand mai us ka suggestion kisi ko q do!! mai tou wohi suggestion do ga jo mjha pasand ho ga...........is ka mtlb aap ki wife nahi thi bhai..........bhai mjha ap se ya ap ki family se kia masla jo mai un ko kuch kaho ga.................yaar khud sochu!!
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.