dost_shan very sorry ...late reply par mazrat..:)
naaf k nichy penis ki jarr tak saaf karny ka hukam hay ..
iss k alawa around area means testis , penis around , jis point sy leg start ho rehi ho naaf k neechy sy uss jaga sy 2 inch around tak b saaf kiya jasakty hain taham na b kiye jaien to koi harj nahi hay ....
baghal sy muraad "armpit" yani zair-e-bazoo yani under arm ...:) iss area sy b hairs saaf karny ka hukam hay ..:)
aap jo koolon ka keh rahy hain agar aap ki muraad hip k around area sy hay to wahan hairs saaf karna zarori nahi hay ..aur dosri baat wahan hairs saaf karny ki kia zarorat paish agyee hay..?..:)) |