whomi
|
Group: Members Joined: 06th Nov, 2010 Topic: 2 Post: 15 Age:
38
|
|
Posted on:7th Nov 2010, 4:55am |
|
|
Kya Hum Sahi Rastay Pe Zindagi Basar Kar Rahay Hain?
HELLO DOSTO ! kia hum right way per life bassar ker rehey hain,if yes then how eger na tu why
|
Diplomate
|
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 53 Post: 3428 Age:
38
|
|
Posted on:7th Nov 2010, 9:41am |
|
|
counter question wahmi oopsss whomi sahib welcome here ...:)
aap k sawal par counter sawal yeh k aap ki nazar main right way konsa hey..?
aap pehly iss bat ka jawab dain baad main mazeed discussion ki jaye gi..:) |
whomi
|
Group: Members Joined: 06th Nov, 2010 Topic: 2 Post: 15 Age:
38
|
|
Posted on:7th Nov 2010, 10:57am |
|
|
Yeah kia baat huwi bhai jaan mein examinar nahi hoon bus ek baat hai jiss mein dunia ka point janena sab logon se pooch akia rai detey hein eger mein mere nezria beta dia tu baat sirf mere erd gird rehey gy |
Diplomate
|
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 53 Post: 3428 Age:
38
|
|
Posted on:7th Nov 2010, 4:51pm |
|
|
yahi asal baat hay...!!! - kisi ki nazar main parhaizgaari , ibadaat ka baja lana right way hota hay..!!
- kisi ki nazar main mu'aamlaat main drustagi right way hota hay...!!
- kisi k nazdeek qanoon ka ihteraam right way hota hay ...!!
- koi ikhlaakiyat (sach bilna , poora toolna , cheating na karna)ko right way samjhta hay..!!
- koi halaal tareeqa sy rozi kamany ko right way samjhta hay..!!
- koi silah rehmi ko right way kehta hay..!!
- kisi k nazdeek bdi sy rokna aur naiki ki dawat daina right way hay..!!
- kisi k nazdeek duniya ko chorr chaarr kar alag sy alag sy apni hasti main gum ho jana right way hota hay..!!
gharz yeh k har kisi k nazdeek right way k bary main apny apny pemaany aur khiyalaat hain ...iss liye main ny aap sy pocha k aap k nazdeek konsa right way hay jis k bary main aap pochna chah rahy hain k kia hum right way par chal rahy hain ya nahi..?...abb aysa karain koi right way define karain ta k pata to chaly k aya hum waqiya hi uss way k raahi hain ya nahi...:)) |
s4u
|
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 99 Post: 5402 Age:
|
|
Posted on:8th Nov 2010, 12:43am |
|
|
Wa Alikum Asalam
sab se pehle aapko khoshamadeed is forum pr kahein ge.
aaj k is dor me koi bhi meri nazar me right way pr apni zindagi bassar nahi kr raha.right way Islam ki di gai talimaat hain aur in pr buhot kam log amal krte h.
|
whomi
|
Group: Members Joined: 06th Nov, 2010 Topic: 2 Post: 15 Age:
38
|
|
Posted on:8th Nov 2010, 4:34am |
|
|
Diplomate ji Diplomate ji as person app ki baat theek hai, no doubt per mera point kissi insaan ke bare mein nahi hai its belong to a comon belongs all over around.
App phir person ki baat ker rehey hein.yeah tu koi example bhi di ja sakty hai like flan insaan ki terhan life guzar lein etc....
mein ek way ki baat ker reha hoon jo app ne apni life mein dekha ho samjha ho jiss ko essa paya ho ke sab share ekr sakein. |
whomi
|
Group: Members Joined: 06th Nov, 2010 Topic: 2 Post: 15 Age:
38
|
|
Posted on:8th Nov 2010, 4:35am |
|
|
S4U JI S4U ji Islaam kia hai?Explain ker sakty hein. |
~~HITMAN~~
|
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4251 Age:
30
|
|
Posted on:8th Nov 2010, 10:01am |
|
|
rE:
Har insaan ko pata hota hai k achi cheez kya hai aur buri cheez kya hai, agar nahi pata ho tou pehle pata karay bajaye andha dhund riwayaat o kahi suni baton ko follow karne k ya maslik waghera k chakkar main parhne k, aur jinko pata ho wo bhi confirm karlain tehkeek kar k , k aya mein jo kuch apni maan baap se apni society/surrounding se, apne ustatiza etc aur specially apni maslik se seekh ker kar raha hon wo correct hai bhi ya nahi (ab tou maslik hi ko loag bech main latay hain bajaye islam kehne k)
Right way par zindagi guzaarne k liyain ek musalmaan ka islam k shadow main zindagi basar karna zaroori amar hai warna phir apne apko musalmaan kehne ka hak nahi hai kisi ko...... is duniya main musalmaan enjoy karne k liyain nahi aye hain jo mazhab se hat k baat karain.....ab sawaal kia appne k islam kya hai? ....koi kahay ga islam wohi hai jo sunni hain, koi kahayga islam wohi hai jo shia hai etc etc yani sab ki nazar main islam ki definition hi alag alag hai.
In sab baton ko samnay rakhtay hoe pata chalta hai k har insan ki nazar main right way ki bhi ek alag definition hai, yehi wajah hai k koi kuch kehta hai koi kuch, koi kisi maslik ko manta hai tou koi kisi ko, koi deen ko bech main lana hi nahi chahta har mamlay main balkay maksoos mamlon main mazhab k baghair life ko enjoy karna chahta hai ,maslan ek dost nay kaha hai ek jagah
Religion is unnecessarilly draggged into the most mundane matters relating to daily life and sex
Is liyain meri nazar main right way wohi hai jispe apka dil o demagh mutmaen ho, likin shart yehi hai k apne apko mutmaeen karne k liyain appne achi tarha jaanch partaal karli ho, k main ye jo kaam kar raha hon mazhab k naam pe ye sahi bhi hai ya nahi..... kyun k mutameen tou ek jahil insan bhi hosakta hai apne qoul o fail se likin usay pata kuch nahi hota......
|
Maryam
|
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 27 Post: 4679 Age:
31
|
|
Posted on:8th Nov 2010, 4:11pm |
|
|
re:Islaam kia hai? islam ko sirf aik word meiN define kiya jaye to islam = adal O insaaf |
dom_man
|
Group: Members Joined: 13th Mar, 2009 Topic: 79 Post: 1425 Age:
36
|
|
Posted on:8th Nov 2010, 6:40pm |
|
|
Maryam ji Islam is not Adal o Insaaf, IF u want to describe it in one word.It means submission. |
Maryam
|
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 27 Post: 4679 Age:
31
|
|
Posted on:8th Nov 2010, 7:39pm |
|
|
dom bhai ji islam ko maine describe nahi kiya . lekin islam = submission kaise hae ?
|
whomi
|
Group: Members Joined: 06th Nov, 2010 Topic: 2 Post: 15 Age:
38
|
|
Posted on:8th Nov 2010, 7:40pm |
|
|
Hello guys Islam is each & everything. Kissi ke ley 1 word kissi ke ley submitting own life kisso ke ley love kisi ke ley duty.But koi bhi essa nahi jiss ke ley Islaam kuch bhi nahi. Her kissi ko jo is per beleive kertey hein Allah ne islaam kissi na kissi way se samjhaya or dikhaya hai wohi way us ke ley islaam hai. mein mere baat per ata hoon ke way of life. Jab hum dunia mein atey hein hum se muraad all word people we have soul & body.Hum apni body ki traing tu kerte hein per soul ki training her koi nahi kerta.soul ki training kia hai wohi sab ji app ne likha.like koi adal se islaam ko hasil ker reha koi submitting se koi doctor ben ker koi lawyer etc.... Kush naseeb loug jo islaam ko apni soul se hasil kertey hein jin main doctor eng insaieet hoty sab pai jaty hai can say hum un ko peer fakeer wali etc kehte hein. jab insaan dunia main ata hai jitna mein ne samjha hai us hisaab se us ke brain ne ALLAH ne software (love feel sona jagna dekhna rona fast memory love duties etc...)install key hotey hieh or un ka ek anti virus(zameer) bhi hota or us ke sath sath ek virus(shetan) bhi hota hai.in software ki upgration tu hoty rehty hei per is ke sath sath anti virus ki upgrating bhi buhat zaroori hai key pyar per nafrat na galib a jay bhook halal haram ki tameez bhula de. Ab mein ne jitna samjha main app kissi ki baat ko croos nahi ker reha belkey khood mein bhi check keroon ga ka in baton per amal ker sakoon.hana tu mein keh reha tha ke muj ko Islaam sab se acha samjh ata compromise ker ke like kissi ko ratsa de ker kissi ka gusa hans ker kissi ke dukh ko feel ker ke means dekha jay tu adal o insaaf is mein yaan adal o insaaf mein compromise hai. Means hum in per amal ker rehey hein humaray life main sekron ki tadaad mein in ki example majood hon gy. And secondly Islaam by self kia hai In Islaam i felt there is 2 thing LOVE & DUTIES means pyaar yaan farz eger app ki kismet mein duty obay kerna hia tu app ko pyaar ko push kerna pere ga or eger pyaar ziada ha tu shaid app duties push back kerein means in positie ways(like for parents u wouldnt mush care of ur children etc...) abhi etna likh paya hoon please mere baat mein eger koi istlah ho mere ley muj ko zaroor betayey ga but please please sary baton ko behes yaan jeetne harne ki teref na le ker jaya ga W SALAAM
|
~~HITMAN~~
|
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4251 Age:
30
|
|
Posted on:8th Nov 2010, 7:55pm |
|
|
whomi: good answer
...........
|
Maryam
|
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 27 Post: 4679 Age:
31
|
|
Posted on:8th Nov 2010, 8:38pm |
|
|
whomi bhai: good answer muj ko Islaam sab se acha samjh ata compromise ker ke like kissi ko
ratsa de ker kissi ka gusa hans ker kissi ke dukh ko feel ker ke
kisi ko us ki zaroorat se baRh kar dena sakhawat aur kisi se apni zaroorat se kam lena istaghna kehlata hae jo k akhlaqiyat k zumray meiN atay haiN aur ikhlaq islam k chatt hae
|
whomi
|
Group: Members Joined: 06th Nov, 2010 Topic: 2 Post: 15 Age:
38
|
|
Posted on:9th Nov 2010, 2:34pm |
|
|
Well Said Maryam Ji App ne theek kaha Marayam ji
Eger Islaam mein ek calculation ki jai life ki or ibadet ki.
tu 5 arkaan hai NAMAZ,ROZA HAJ,ZAKAT & SHADEt
Namaz 5 time ki 24 hour mein dekha jay tu 2 hour nahi bentey,Roza 1month out of 12 month,Haj poory life mein 1 farz hai wo bhi jo afford ker sekein,Zakat SAVING per nahi earning per wo bhi ek saal mein jitna nikalty hai we all knew & shahadet Tu Sirf Emandadry hai,Means prayers jitny bhi hein sab less than 1% hein,
or essey hi Humaray Pyare Prophet (SELALAH HO ELEHE WASALM)ki life dekhy jay tu 63 saal ki life mein islaam annouce huwa after 40 years OR 23 YEARS BECHTEY HEIN jin mein se kuch time chup ker islaam ki dawat huwi after madeena openly,and phir pray (namaz roza zakat haj & shahdet) islaam ka hissa beny)
eger Farz ki huwi prayers ko dekhein tu 1% se bhi less hein ek normal life ke ley per baqi hai kia tu wo humanity hai even app(SELALAH HO ELEHE WASALM)
ki 63 years ki life more than 60% life guzarney k atareeq seekhaya or us per amal kerney ka hukam dya jo ke sab hi humanity mein ata haiH,UMANITY = EHLAKHQIAT.
eger app sab bhi merey terhan pakistan mein study keey huwey hein tu sab ko yaad ho ga ke islamiaat ki kitaab mein kuch topic hote they (5Arkan,Akhoowet,Bhai chara, Waledein ki respect, & Ikhlaqiaat etc.....)what is all this only and only Humanity tu mein life guzarney ko way ko essey samjhta hoon. Thnx All Inshallah app sab disscusion kerein kissi ka kerein means apney apney experiences share kerein exp ko mein essey samjhta hoon like ek fruite hai per her ko same faida nahi deta kisi ke ley apple buhat mufeed ksie key key orrange same as hum sab ki life mein mukhtelif humanities hoty hain kissi life mein parent 1st kissi ki bhai chara kissi ki life mein childeren etc.. tu we can share al these to learn & teach by each other. |
|
For More Detail Click On Page No: 1 |
|