kkj46
|
Group: Members Joined: 26th Jul, 2010 Topic: 6 Post: 57 Age:
25
|
|
Posted on:27th Aug 2010, 12:51pm |
|
|
Sixth Sense - How Can Develop / Control It?
how we can to control 6 sense.
|
sunehri76
|
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 99 Post: 4655 Age:
37
|
|
Posted on:27th Aug 2010, 12:54pm |
|
|
isko control kar ke apne kya karna hai ?? i think its good that we have it or ? |
~~HITMAN~~
|
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4287 Age:
28
|
|
Posted on:27th Aug 2010, 9:30pm |
|
|
rEp|~ After washing clothes.
|
Diplomate
|
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 50 Post: 3240 Age:
36
|
|
Posted on:27th Aug 2010, 10:22pm |
|
|
how we can to control 6 sense. agar aap ny yeh poocha hey k 6th sense ko apny andar ujagar ya ussy apny bas main kaisy kiya jaskta hey to
please read
Everyone has it.
har koi apny andar majood 5 buniyadai senses seeing, touchin (feeling), smelling, hearing and tasting sy bakhoobi aga hey laiken jis sense sy har koi theek sy waqif nahi hey ussy 6th sense kehty hain insan k sath iss sense ka taluq jismani aam senses ki nisbat zara ziyada mu'assar aur typical hey aam alfaz main aap 6th sense ko ghaib k ilam ka aik aam insani dimagh sy tasadam keh sakty hain
Nothing to fear.
laiken darny ki zaroorat nahi hey 6th sense har kisi ka hissa hey chahy koi issy pasand kary ya na kary ,6th sense khuda ki tarf sy koi khas tuhfa k toor par kisi aik sha'akhas ya ash'khaas ko God gifted b ho sakti hey (chand aik misalain aysi b mojjod hain jahan paidayshi tor par logon k andar 6th sense activated payi geye hey ) taham har kisi k anadar by birth hi mojood to hey magar isy apny bas main karny k liye isy garoom karny ki zaroorat hoti hey ..aaj k door main zaraye ablagh (media) aur mazhabi soch ny 6th sense ko rohani duniya k ilam jaisy aik ilam ki tarah aik qisam k anjany khoof sy mila diya hey .loog samjty hain k 6th sense ka ajana goya aik qisam ki rohani taqat ka hasool hey ..laiken aysa nahi hey ..jis trah log jinnat aur doosri taqtoon ko samjty hain issi tarh ka concept 6th sence k bary main paya jata hey jo k ghalat hey
It is scientific.
6th sense koi rohani ya tlismaati duniya ka sha'hkaar nahi hey bulky har insan k andar paidayshi toor par mojood hey ,issy ujagar kejiye aur apny bas main kijiye simple...aap youn keh sakty hain k jis sha'khas main hissasiyat aam logoon ki nisbat ziyada hogi unn main 6th sense k ujagar hony k amkanat ziyada hon gy..6th sense bilkul issi tarah hi hey jis tarah T.V ya Raidio ko tune up karty hain aur apni marzi ki frequency par rakh kr wo program sunty hain jisy aap sun'na chahty hain ..bilkul issi trah insani demagh ki frequency ko set karny ki zarorat hoti hey aur similer as t.v radio aap kisi insani dimagh sy any waly signals ko catch kar sakty hain ..koi paisan goi kar sakty hain waghaira ...taham yeh kaam itna asan b nahi hota k har koi jhat sy kar ly ..laiken iss kam ko hum na mumkin b nahi keh sakty
Mental tuning.
6th sense k liye insani dimagh ki tuning kia hoti hey ? yeh kaisy ki jati hey ? ya kon kon issy kar sakta hey ? yeh chand aysy swalat hain jin ka answer karny k liye aik buhat lamby time aur buhat sa muwad likhny ki zaroorat hey ..jo k yahan mumkin nahi hey ...taham itna keh daina kafi hey k agar aap kisi chez main musalsal aur lamby arsa tak consterate karty rahain , tuwajja daity rahain to aap uss shay main maharat hasil kar lain gy...sara kam khud ko mustikal mazaaj bana'ny ka hey aur kisi b kam par makamal tawajjo mazkoor karny ka hey .....maslam aap aik mom bati lain uss ki light (shola , flame) ko roz aik Tuk bandh kar daikhty jaien aap k iss amal ki waja sy aap k andar aik qisam ka alag hi ihsaas paida ho jaye ga ..isi trah kisi hafeef sy nuqta (spot) par b musalsal ghor karny sy insani dimagh ki tuniing aur frequency ko set karny main madad mil sakti hey ...youga karny waly log b hisas zehan k ho jaty hain unn k andar 6th sense aam insanoo k muqably main jalad ujagar ho jati hey |
myrizvi
|
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 112 Post: 6589 Age:
54
|
|
Posted on:28th Aug 2010, 3:36am |
|
|
Dip Bhai etty mushkil mushkil bataiN....:)
yahaaN ronay par to pabandi nahi hai naaa lol |
mayhooraaj
|
Group: Members Joined: 06th Jul, 2010 Topic: 14 Post: 160 Age:
|
|
Posted on:28th Aug 2010, 5:41am |
|
|
2kkj,100% icrease 6th sense... u can increase ur 6th sense by tele-pathy practise...may bhi kerta hoo,19sal ki umer say start ki thi aor 3 sal k bad iske asrat nazar ane lage aor 5 sal k bad mujhe is pr poora aboor hua....aj meri ye kafiat ha k k may 100% garanty se door pr knock kerne wale ka bata sakta hoo...kya le ker aya ha...kyo aya ha..aor kon kon ha us k sath ha...aor bohet se aise muamlat me meri 6th snc chalti ha.......lakin isko jadoo mat samjha jaye ye sirf zehn,dimag ki training ha...jis say hum apne zehn k "shaoor aor la'shaorr" ko samajhte hain aor apne control me krte hain..... |
~~HITMAN~~
|
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4287 Age:
28
|
|
Posted on:28th Aug 2010, 7:15am |
|
|
rEp|~ to mayhooraaj
App detail main batayen ge kuch apni baat ko? k apne kis tarha practice ki aur kya kya masail darpesh aye apko aur kya appki sixth sense waki main develop hochuki hai k ap ab usay easily control karlete hian?
|
Diplomate
|
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 50 Post: 3240 Age:
36
|
|
Posted on:28th Aug 2010, 9:57am |
|
|
urdu version meri post jo k english version main thi ko parr kar shaid theek sy samj nahi arehi thi iss liye yeh ilzam lagaya geya k yeh copy paste shuda hey iss liye main ny issy khud hi urdu main translate kar diya hey ta k aysy members ki samj main b asani sy ajye jo baseless comments karny k addi ho chuky hain
Note : yahan sy "hitman" ny apni wo post jis main uss ny muj par copy paste ka ilzam lagaya tha ko delete kiya hey aur apny base less comments hata diye hain ..laiken sanch ko anch nahi hey ..... |
~~HITMAN~~
|
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4287 Age:
28
|
|
Posted on:28th Aug 2010, 9:28pm |
|
|
@|~ Diplomate
Mere khayal main app agar kisi ki baat se agree nahi karte tou beshak na karay par above member ka ishara kar k mayhooraaj k comment ko is tarha baseless keh kar tazleel na ki jae. shame on you
|
Diplomate
|
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 50 Post: 3240 Age:
36
|
|
Posted on:28th Aug 2010, 9:45pm |
|
|
-edit-
--edit-- First, you have started by editing your copyright material, which was pasted here without any source link then edited it into roman urdu.Please don't try to create fuss here, or serious actions will be taken. Moderator
|
~~HITMAN~~
|
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4287 Age:
28
|
|
Posted on:28th Aug 2010, 10:09pm |
|
|
Request To moderator kindly diplomate ko block kia jae, ye sahab mazeed badtameezi pe utar aye hain ...agar app block nahi karsakte tou mujhe permisson di jae block ki......
|
Diplomate
|
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 50 Post: 3240 Age:
36
|
|
Posted on:29th Aug 2010, 12:41am |
|
|
edited post yeh wo edited post hey jisy hitman ny apni ghalt harkat ko chupany k liye edit kiya
meri admin sy request hey k powers ka mis use karny waly members sy powers wapis li jaien...
meri ooper wali post sy pehly hitman ki aik post thi jis main uss ny muj parcopy paste karny ka ilzam lagaya tha ...jub main ny iss bat ka notice liya to hitman ny kamal-e-hoshiyari dikhaty hoye pehly apni post ko edit kiya ta k meri neechy wali post be maani ho jaye uss k baad apni post ko delete kar diya...aur meri post k neechy aik new post kar k muj par dobara sy jhota ilzam laga diya.
iss liye main admin sy bharpoor request karta hoon k hitman ki majooda tahreebi kawaiyoon ko daikhty hoye iss sy powers wapis li jaien other wise yeh apni little thinking aur narrow minded hony ki badoolat kisi member ko bila waja block karny sy b nahi chooky ga |
Moderator
|
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 0 Post: 36 Age:
48
|
|
Posted on:29th Aug 2010, 5:11am |
|
|
Stop Fighting Discuss Only On Sixth Sense
No Other Discussion Allowed Here
Soon We Will Delete Irrelevant Post From This Thred
Don'nt Start New Fighting Thread |
ozone
|
Group: Members Joined: 19th Jun, 2008 Topic: 25 Post: 1368 Age:
|
|
Posted on:29th Aug 2010, 5:12am |
|
|
Copy right material... Agar koi copy right material ko kisi aur language mein translate karta hai to forum policy k mutabiq uss material ko yahan share kia jaa sakta hai .....
Hitman sahab aik senior member hotey huve forum policy se waaqif nahin , inn ka diya gaya note bhi be bunyaad hai , lehaaza inn k khilaaf action lia jaaye. |
Moderator
|
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 0 Post: 36 Age:
48
|
|
Posted on:29th Aug 2010, 5:13am |
|
|
Stop Fighting Discuss Only On Hitman's Birthday
No Other Discussion Allowed Here
Soon We Will Delete Irrelevant Post From This Thred
Don'nt Start New Fighting Thread |
sunehri76
|
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 99 Post: 4655 Age:
37
|
|
Posted on:29th Aug 2010, 5:32am |
|
|
Moderator meri Admin se Request hai ..ke plz clear member Moderator ..ye sirf Moderator naam pe ek Id hai .ya ye ek Official Moderator hain ?? |
Moderator
|
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 0 Post: 36 Age:
48
|
|
Posted on:29th Aug 2010, 5:46am |
|
|
Stop Fighting Discuss Only On
Sixth Sense - How Can Develop / Control It?No Other Discussion Allowed Here
Soon We Will Delete Irrelevant Post From This Thred
Don'nt Start New Fighting Thread |
H/dr_Qasim
|
Group: Members Joined: 10th Sep, 2010 Topic: 186 Post: 6476 Age:
35
|
|
Posted on:29th Aug 2010, 5:48am |
|
|
Sonehri Moderator belong to administration , ap enka states dakhin oper Group Moderator |
kkj46
|
Group: Members Joined: 26th Jul, 2010 Topic: 6 Post: 57 Age:
25
|
|
Posted on:31st Aug 2010, 6:46am |
|
|
sixth sense mery mind mai jo b atha hy vohi kuch ho jatha hy. aik barr mai ny accident b kiya.. abi rozzo sy phly mjy lga k kuch aesa hony vala hy k mai rozy nai rakk skun ga ..it i happend i m patient of hapatatus now.. phr mai ny feel kia k meri tbiat aur bi kharab ho skti hy it happened and i admitted n hospital by emergency....
|
Diplomate
|
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 50 Post: 3240 Age:
36
|
|
Posted on:4th Sep 2010, 11:31pm |
|
|
sixth sense vs lake of confidence re :"mery mind mai jo b atha hy vohi kuch ho jatha hy"
yeh zaroori nahi k mind main jo b bat aye uss ka taluq sixth sense sy hi ho (baaz jaghoon par aysa ho b sakta hey) baz oqat aysi kafiyat ko "waham" b keha jata hey aur aysi sorat-e-hal amooman kisi cheez k bary main ihsas-e-mahroomi k nateeja main b insan k zehan par haavi ho jati hey
for example agar aik insan k zehan main yeh bat baith jaye k wo zindgi ki har door , har koshish , har kaam main nakam hi ho jaye ga aur ussy kamyabi nahi mily gi ..insan ki iss soch ko negative approach keha jata hey ..aysi soorat main insan har time yehi sochta hey k uss k sath kuch bura hi hony wala hey aur ittefaaq sy insan k sath bura ho b jata hey ...to iss ka matlab yeh nahi hota k insan ki sixth sense active hey aur insan ny uss ki madad sy any walo nakami ko bhanp liya hey
nahi bulky iss bat ka matlab yeh ho ga k insan shadeed tareen ihsaas-e-kamtari main mubtela hey aur uss ko har waqt samny nakami hi nazar arehi hey q k uss ka zehan negtive approach ka matehat ho geya hey
iss sy bachaoo ka tareeqa yeh hy k - apny aap ko ziyada tar mehfiloon main engage rakha jaye aur tanhaiee sy jis qadar ho bacha jaye
- apny aap ko khush libas banaya jaye
- khoraak ka khiyal rakha jaye
- negative thinking sy avoid kiya jaye
- har bat ko musbat andaz sy liya jaye
- har any wali mushkil kko khuda ki tarf sy imtehan samjty howy uss main surakh rooi ka socha jaye aur ueh socha jaye k khuda ny insan ko chotti mushkil main daal kar aik barry imtehan sy bacha liya hey
inn batoon sy mukamal toor pr ihsaas-e-kamtari aur ihsaas-e-mahroomi ka mukamal azala to shaid na ho saky laiken aysi kafiyaat main kami zaroor aa sakti hey iss trah insan ka confidence develop hota hey aur insan k samny sab acha hi hony lagta hey ... |
|