Sohni Dhurti Allah Rukhy Quddum Qudum Abaaad tojy Pakistan meah koi boraai nahi hay, borai pakistani nation meah hay, jo es naam nehaad democracy kay leyeh on logo ko vote day kay assebliyoon meah bhej daty hen jo jaa kay nation ki omangho kay khilaaf kaam kurty hen, or esssi policiyaan bunaty hen jo country kay leyeh noksaan deh hoti hen, ghyr molki ajando pay amaal dur amad kurty hen jin ki budolat molk bujay turaki kurny kay noksaan othaa rahaa hay, pakistani nation agur sumajdaar ho jay, enko apny Wutan apni dhurti say peyar ho jay tu pher yeh kubi essy leaders ko vote nahi dangy jo leader kehlaany kay like bhe nahi hen,
Pakistan ki apni ek geographical importance hay es khity meah, pakistan ki suzumeen meah key koch nahi hay , zura num ho tu mity buri zurkhayzz hay saqi, hur koi shart cuts ki tulash mah Huram or Hulaal ki tumeez kho batha hay, heruss or laluch nay sub ki akal maar kay rukh de hay, achi or boraai ki tumeez khutam ho ghi hay, jub ghuda ghora burabar ho jayin tu pher os sur sumeen keya bora haal ho jata hay, Democracy or parti elections even just union council kay election ek mohully ko zaat buradri ki bonyaad pay tuqseem kur kay rukh daty hen, or ye parti elections or yeh naam nehaad jumhooriyaat pakistan meah pakistan ki tubaai ki sub say buri waja hay, pakistan ka es meah koi qussor nahi hay, Allah say dohaa hay kay Allah pakstiani nation ko such ka sath dany ki tofeeq ataa kruy |