Telepathy gud
yeh aik ilam to hai lakin jis terah Ferhaad Ali Temour ne biyaan kiya hai DEWTA main wesa nhn hai
ager aisa hota to aaj duniya kuch ki kuch hoti
Dr. adeel can explain better
main ne bhi apnay college days main books perah ker try ki thi jis ka result yeh hai k main itan to hai k kisi k zehan ki bat perah sakat ahun apni keh bhi sakta hun lakin kabhi kabhi jab bohat dhiyaan lagaya huwa ho distance ki qaid k bina
wesay yeh sahi hai k black dot ko chaan banaliya tha, jalty hui shama ko bhi mustaqil kr diay tah
lakin us k baad mera eyes no. -4.75 ho gaya
jitni koshish insan aisay aloom k hasool k liyay kerta hai ager islam ko samajh ker us per amal kernay per lagain to shayed humain telepathy ki zaruret bhi na rahay |