love bird |
Group: Members Joined: 06th Nov, 2008 Topic: 73 Post: 1175 Age:
37
|
|
Posted on:13th Jun 2009, 4:17am |
|
|
Sunny007 Once again thanks for best compliments for me !!
(Laikin Yar agar app har baar meri aisi tareef kartay rahay tou mera nafs phoal ker koppa hojahay ga ....lol !!)one thing more it is my first forum which i have joined ...I m using net from last 10 years but never did regular chat so some time i feel some problems or feel missfit here so due to this you have said a different style,dear it is not due to my skills it due to new commer , jab mein purana ho jahoonga tou mein bhee app ko dosroon ki tarah lagoon ga !!
now come to the TOPIC
I am agree with you that love is not in physical shap ..... laikin jo loaq mohabbat kartay hain wo Mojasam e Mohabbat hojatay ......oan ko daikh ker patta chalta hai keh mohabbat kia hoti hai .....
jaisay perven shakir nay kia khoub kaha
"YEA SOACH KER TANHAI MEIN DAR JATI HOON"
"MERAY CHEHRAY SAY TERA NAM NA PARH LAY KOHI"
Mojassam mohabbat mein mehboob ka aks zaroor nazar aata hai !!
Kissi ishq e haqeei kay musafir nay jab kissi Allah walay say pocha "Ya Hazrat yea allah walay kon hotay hain...in ka kaisa patta chalta hai keh yea allah walay hain ya naheen ?
tou onhoon nay kaha "Jinhain daikh kar Allah yaad ajahay tou samjho wo allah walay hain "
onhoon nay allah say itni mohabbat ki hoti hai keh woo mojassam mohabbat hojatay hain.....oan ko daikh kar oan ka mehboob yehni ALLAH yaad ajata hai....
Post kafi lambi hogai hai ....App bhee boar horahay hongay...app ki dosri baat keh har insan ki kafiat mukhtalif hoti iss per baat next post mein karoga inshaullah
Koush rahoo oar dosroon ko khoushia do !!! |
sunny007 |
Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4214 Age:
|
|
Posted on:13th Jun 2009, 4:38am |
|
|
lovebird ok dear,
waiting for ur next reply |
~~HITMAN~~ |
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4287 Age:
28
|
|
Posted on:13th Jun 2009, 6:35am |
|
|
rE: Cupid (Love Brid) sunna hai insaan ko sab say zeada nafrat bhee oas say hoti jiss say khabhi oas ko sab say zeada mohabbat hoti hai
Suchi mohabbat wohi hia jismain hate ki gunjaish na ho, .....warna wo mohabbat nahi hoti,...... appne misaal di ALLAH ki mohabbat ki, tou ALLAH se mohabbat karne walay ALLAH se nafrat nahi kartay, chahay ALLAH TALAH unhain azmaaish main dalain ya unki dua dair main kobool karain .....is hi tarha kisi banday se mohabbat karne walay ki mohabbat bhi tab hi mohabbat kehlayegi jab wo us banday se chahay kuch bhi hojaye nafrat na karey martay dum tak. iska matlab yehi hai k pyaar aur nafrat 1 sikkay k 2 rukh nahi hain balkay dono alag alag sikkay hain.
|
love bird |
Group: Members Joined: 06th Nov, 2008 Topic: 73 Post: 1175 Age:
37
|
|
Posted on:13th Jun 2009, 6:42am |
|
|
Insan !! Allah ki kamal Takhleeq Yar yea insan bhee allah ki sab say kamal takhleeq hai ....kia cheeeeeeeeeez bana di hai oper walay nay !
Daikho Allah ki oar makhloqat ko....har makhloaq ki aik fitrat bana di.....jaisay tamam shair khoankhar hotay......Tamam lomrian (fox) chalak hoti hain.....tamam sanp (snakes) zeher rukhtay hain oar dasna jantay hain....tamam dogs fafdar hotay ...Tamam bichoo dang martay hain
Laikin fitrat mein yea hazrat e insan tamam aik jaisay naheen hotay !!!
Kuch aisay keh firashtay bhee hasrat say onhain daikhtay hain woo apna daman nachorain tou farishtay wozooo karain oar kuch aisay bhee keh shaitan bhee oan say pina mangay!!!
Tou hazrat yea apni fitrat mein aik jaisay naheen ......soch mein bhee aik jaisay naheen tou in ki feeling bhee alaq alaq hain
In kay mohabbat kay baray mein feelings oar experience bhee aik jaisay naheen
Yea allah ki shan hai .....
|
~~HITMAN~~ |
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4287 Age:
28
|
|
Posted on:13th Jun 2009, 6:52am |
|
|
rE: Mohobbat k Bhi Usool hain........Usoolon ki Mohabbat Nahi hoti Mohabbat ka usool yehi kehta hai k agar mohabbat karni hai tou apni fitrat ko pas e pesh daal kar karo warna app mohabbat karne k layak nahi, ........jis tarha har insaan duniya main different usolon k baghair nahi chalsakta,....
..... maslan mehnat k baghair app duniyan main kamiyab nahi hosaktay, ab appne kaha k sab ki nature alag alag hai magar sab mehnat kartay hain phir bhi aur ek hi mehnat k rule ko follow kartay hain agay barhney k liyan........ is hi tarha mohabbat kay bhi rules hain jinhain follow karey baghair mohabbat nahi ki jasakti
Mohabbat k usolon main jo usool shamil hain unmai understanding aur Compromise 2 basic sotoon hain hain j agar ye dono mohabbat karne walay main peda hojayen tou baaki usool khud ba khud amal daramad hojatay hain.
|
love bird |
Group: Members Joined: 06th Nov, 2008 Topic: 73 Post: 1175 Age:
37
|
|
Posted on:13th Jun 2009, 7:02am |
|
|
Hitman well.
nice
(Shokar ap nay kaha keh mohabbat mein kuch asool hotay hai yea naheen kahkeh kuch shartain hoti hai warna MUKAISH SB mind kar jatay.......q k wo kehtay apnay song mein.........
KOHEE SHART HOTI NAHEEN PEYYAR MEIN.... MAGAR TUM NAY PEYYAR SHARTOON PEH KIA)
sunna hai insaan ko sab say zeada nafrat bhee oas say hoti jiss say khabhi oas ko sab say zeada mohabbat hoti hai----
MEIN NA YEH NAHEEN KAHA THA KEH INSAAN KO JISS SAY BOHAT MOHABBAT ho USSI SAY USSAY shadid NAFRAT BHEE HOTI
in tora sa farq hai--------
oar mein zehada baat mehboob ki ignorance ki hai .........Dill walay mehboob ki ignorance say bhee peyyar karnay lagtay hain
|
love bird |
Group: Members Joined: 06th Nov, 2008 Topic: 73 Post: 1175 Age:
37
|
|
Posted on:17th Jun 2009, 6:32am |
|
|
Dostooo!! Mohabbat ki intaha kia hai ?
Apni Zaat ko bhool jana.....Mehboob ka soach soach ker khoud mehboob ka aks hojana.....Ranjha Ranjha kardi mein api ranjha hohee ...menu heer na aakhooo....jaisay mansor elaaj tha...ana men ul haq kehta raha....
Ya kuch oar hai .....app batahain ...app kiss ko intaha kehtay hain |
love bird |
Group: Members Joined: 06th Nov, 2008 Topic: 73 Post: 1175 Age:
37
|
|
Posted on:21st Jun 2009, 5:32am |
|
|
Mohabbat ki intaha Iqbal say kissi nay kaha ishq ki intaha kia .....iqbal nay kaha ishq ki intaha naheen hoti....pochnay walay nay kaha tou pir app nay yeh q kaha k
"Teray ishq ki intaha chahta hoon"
Tou iqbal nay kaha Hazrat app nay dosra misra naheen parha kia? mein nay kah !!!
"Meri sadgi daikh kia chahta hoooon"
|
love bird |
Group: Members Joined: 06th Nov, 2008 Topic: 73 Post: 1175 Age:
37
|
|
Posted on:22nd Jun 2009, 9:01am |
|
|
Dostoooo Dostoo app kia kehtay hain ? |
sunehri76 |
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 99 Post: 4655 Age:
37
|
|
Posted on:22nd Jun 2009, 10:07am |
|
|
Hitman good replay...
apko Muhabbat ka tujarba kab se ho gaya..jo apne itne ache ache point diye hain..maslan Muhabbat ke usool...
kahin kuch garr barr to nahi ???
love bird...ilama iqbal ka shair shahid ye sabit karta hai ,ke Muhabbat ek sumandar hai ..uski teh tak pohanchna kabhi mumkin nahi...aur humain jitni bhi MUhabbat milti hain ,hum use intehaa samajhne ki bajaye mazeed expect karte hain...
waise ye kaunsa song tha KOHEE SHART HOTI NAHEEN PEYYAR MEIN.... MAGAR TUM NAY PEYYAR SHARTOON PEH KIA)..jaldi se bata dain warna mujhe neend nahi ayegi ...hahhaahahaha...
waise ek bohat badi kahawat hai Love is Blind.....!!! aur ye is Dunya ka sab se bada sach hai Muhabbat ke mutalik... |
love bird |
Group: Members Joined: 06th Nov, 2008 Topic: 73 Post: 1175 Age:
37
|
|
Posted on:22nd Jun 2009, 10:40am |
|
|
song Hai mera dar khula hai khula he rahay ga by mukesh...abb app sojahain |
goodman |
Group: Members Joined: 11th Oct, 2007 Topic: 59 Post: 7336 Age:
32
|
Blocked |
Posted on:22nd Jun 2009, 10:41am |
|
|
love is blind ?? of course LOVE Is Blind.............But LOVE has eyes also......so eyes must be open |
sunehri76 |
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 99 Post: 4655 Age:
37
|
|
Posted on:22nd Jun 2009, 1:17pm |
|
|
love bird ohhh thankssss ap ne bata diya warna maine sochte rehna tha...
koi jab tumhara............. tod de..
tadapta hua koi tumhe.... |
love bird |
Group: Members Joined: 06th Nov, 2008 Topic: 73 Post: 1175 Age:
37
|
|
Posted on:23rd Jun 2009, 1:51am |
|
|
Yes !!! Sonhery
Your r 100% right
a very sad song by mokesh |
love bird |
Group: Members Joined: 06th Nov, 2008 Topic: 73 Post: 1175 Age:
37
|
|
Posted on:7th Oct 2010, 1:31pm |
|
|
Mohabbat oar Qorbani ka aapus meiN kia talouq hy ? kehnay wlay tou yea bhee kehtay keh Mohabbat hy hi naam Esar oar qurban honay ....app kia kehtay haiN? |
|