Suicide Bombing In Pakistan: Why People Of Pakistan Facing Punishment?
Pakistan and khod kush dhumaky Roz news son ky dayk ky Dill khoon k ansoo rota hy ky kis tura Paikistan meh bay gonah Pakistani awaam yoon es tura bom dhumako meah mur rhi hy , Ye kesy talbaan hen , or kesy islam kay parookaar hen? Ye islam ki jung ni zati intakaam ki jung bun ghi hy. Jub koi nation apny fasily dosroo py chor day , bheek mang k khay tu ye he haal hota hy pher.aj ek turaf drown bom attacks ho ry or dosri turaf doshmun ny khodkush bombaar tiyaar kur k Pakistani nation ko marna shoro kur deya hy Mujy lugta hy ye koi talbaan wala kam ni jo pindi dhumaka howa , peshawer , or khuch dosry cities meh ku k eska muksud ziyada sy ziyada jani noksaan kurna hy or jo ho rah y Peshwar meh Qiyaamat-a-soghraa ruchaai ghi abi pindi meh masoom gureeb logo ka khoon baha ghiya es k pechy kon hy ? - Humary hokumrano ki ankho meh iqtidaar ki huwaas he Q
- Awaam ka durd ku ni?
- Awaam ko cheeni or aty ki chuki meh pesss ray Q jub k khod malik hen ye sary sugar mils k b or flour mils k b
- Awaam dhumako meh mur rhi, foj py attacks ho ry mulk k halaat intaai khurab or hum NRO NRO kur ray jiska Pakistani awaam ko koi fayda ni
- Ye Iqtidaaar ki jung hy , ikhtyaraaat ki jung hy, intiqaaam ki jung hy pher massom awaaam eska shikaar ku?
Aj agur zruurat hy tu nationalism ki , Pakistan sy peyaar ki, or on ghudaaro ko iqtidaar k awaanooo say baher nikaalny ka wukat jin ki by hissssi ki waja sy aj koi buchaa b mehfooz ni , Jub tuk khoddaari ki rah ni apnaai jay ge , ghudaar aty reyngy, ghureeb choy beli ki tura murtaa ry ga , aj hum charo turaf apny doshmuno meah ghery hen kisi ek molk k sath b halaat theek ni , or en sub ka ek khut joor hy jiska mutlab paksitan ko always kumzoor he rukhna hy , es k bazo tangyin tor k muflooj or mazoor kurny ka plan hy en sub ka or humary leaders baahisssss zalim log jo khod tu ameer sy ameer tur ho ry hen pur ek common Pakistani din ba din ghureeb sy ghureeb tur ho rah y, khany peeny ki bonyaadi zuroorto k leye zuleel keaya jar a hy.
|