malku |
Group: Members Joined: 25th Mar, 2008 Topic: 2 Post: 11 Age:
27
|
|
Posted on:26th Mar 2008, 9:16am |
|
|
Small Face: Why My Face Is Small As Compare To My Body?
Hy salamz 2 all my nam is Waqas n i m 18 years old aur main is forum pr new user hu.plz help me mera masla ye hai ke mera face mere body ke lihaz se bohat he small aur wewk hai plz mujh ko apne face ko healthy bnanay k lya kya krna chaye.Plz help me in this matter i shl b vry thankful 2 allll..plz is ka ans jalde reply krna
|
Aag |
Group: Moderators Joined: 21st Nov, 2007 Topic: 22 Post: 1130 Age:
34
|
|
Posted on:26th Mar 2008, 3:55pm |
|
|
Malku Friend u must consult with the doctor for this issue. As this is serious issue and experts doctors advice is needed. So consult with the doctor and also share us ur experience. |
My Reply |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 2 Post: 2048 Age:
45
|
|
Posted on:24th Apr 2008, 3:07pm |
|
|
re: small face aap apne family doctor se apna checkup karai. agar tu aap face qudrati hai tu yeh aisa hi rahe ga. aur agar kisi bimari ki wajah se hai tu elaj se theek ho jaaye ga.
Note: aap isi topic per kai aur post ker chuke hai. aap se guzarish hai keh bar bar same topic per post kerne ki bajaye aap isi thread per apna sawal kare.
|
malku |
Group: Members Joined: 25th Mar, 2008 Topic: 2 Post: 11 Age:
27
|
|
Posted on:25th Apr 2008, 1:19pm |
|
|
small face slamz mera face pehle bht healthy tha r tb mere height b chote the r ye 6 mnths ke bd mere height bht jaldi barh gai ha r is ke vajah se mera face small hai r kse doctor se direct bat krte hue shara ate hai plz ap koi hal btai mera face qudarte nai tha weak ab hua hai...PLZ ANS ME I M WAITINGGGG.THANX. |
My Reply |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 2 Post: 2048 Age:
45
|
|
Posted on:25th Apr 2008, 1:55pm |
|
|
re: small face yeh mumkin hai keh jetni tezi se height barh raha hai otni tezi se face nahi barh paraha hai. lehaza pareshaan hone ki zaroorat nahi. jab height ki growth mukammal ho jaaye gi tab face bhi normal lagne lage ga.
|
malku |
Group: Members Joined: 25th Mar, 2008 Topic: 2 Post: 11 Age:
27
|
|
Posted on:30th Apr 2008, 4:52am |
|
|
to mak my face healthy pk vo thk hai vo apne ap sahe ho ga kya ap mjh ko koi aisa tareke btaie jis se mere face healthy ho jai small to vo ha lkn weak b ha so plz help me in ths matter. |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:30th Apr 2008, 4:58am |
|
|
malku dear aap apne family doctor se apna checkup karayen |
pinky7861 |
Group: Members Joined: 06th Oct, 2007 Topic: 44 Post: 1348 Age:
|
|
Posted on:30th Apr 2008, 2:03pm |
|
|
Mr. Malku hmm,
App kuch batoun ka jaiza lain:
1-App pichlay 6 mahinay main kisi kisam ki beri baymaari ka shikaar tu nahi rahay? bokhaar ya zukaam wagaira jaisi aam baymaari nahi.
2-App nay apni diet tu kahin change nahi ki? yani kay pahlay healthy horaak khatay thay, aur pichlay 6 months main aap nay baher ka khana ziada khana shuru ker dia hay, ya sabzi wagaira kam ker di hay?
3-aap ki height kitnay foot hay aur weight kitna hay, aur kia jab aap ka qad lambba houa tu kia aap ka weight bhi ziada houa ya nahi?
yah sab batain sochain aur tafseel say batain. Face chota hona bazaher koi aisa masla nahi hay ager ooper di hoi problems main say koi na hoi ho aur sab allah kay fazal say normal ho. Baat yah hay kay jis umer main aap hain iss main HORMONES ki wajja say kabhi kabhaar jism ka koi hisa bera ho jata hay ya kabhi chota rah jata hay. aur jaisa kay aap bata rahay hain kay pahlay aap ka face bilkul theek tha, tu qad bhernay kay baad aap ko aisa lag raha hay tu yah mumkin hay kay hormones ki wajja say yah ho. Lakin yah baat zaroor sath batain kay aap ka face ager chota bhi hay tu kia normal hi hay?
matlan yah kay kahin chahray per jo aik BABY FAT hoti hay jis say gaalain aur chahra bhera bhera lagta hay wo hay ya kay chahra sookh gaya hay? yani kay uss per sirf haddiaaan nazer aati hain?
plz tafseel say likhain. |
malku |
Group: Members Joined: 25th Mar, 2008 Topic: 2 Post: 11 Age:
27
|
|
Posted on:7th May 2008, 1:16am |
|
|
problem in detail AOA. me ap ko sb kuch detail me btata hu mere age 18 year ha r mere height 5foot n 10 inch ha r me healthy b hu ap n jo 3 points btai ha un me se third point sahe ha mera qad lamba hone se mera weight b zayada hua tha r me bhr ke chezain bht kam khata hu.
R MERA FACE NAZAR ANE ME CHOTA HA LEKEN MRE FACE PER HADIAN/BONES NAZAR NAI ATE HA R MERE FACE NORMAL HE HA ALLAH K FAZAL-O-KARAM SE BS FACE SMALL NAZAR ATA HAI BKE SB KUCH THEK HA KOI BEMARE NAI HA. R KYA AP MJH KO KOI AISA TAREKA PLZ BTA SKTE HA K JIS SE MERE HARMONES KE GROTH HONA START HO JAI PLZ HELP ME IN THS MATTER PLZ.THANXXX. |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:7th May 2008, 3:57am |
|
|
malku dear hum ne ap ko suggest kiya tha k kisi achey family Dr ko dikhayen...
kia ap ne unhen dikhaya...mashwara kiya...kia kaha unhon ne? |
malku |
Group: Members Joined: 25th Mar, 2008 Topic: 2 Post: 11 Age:
27
|
|
Posted on:9th Aug 2008, 1:49am |
|
|
sugestion sir me n apne doctor se mashvara ky ha uno n kha ha k aik dam height barne se mere face k cells ke growth stop ho gai ha bs ye kse bemare ke vajah se small nai ha r uno n mjh ko taqat ke capsole khane ko kha me n 2 weeks khai leken koi faraq nai pra plz ap ab is ka koi hal btai plz.thanx |
Red Chilli |
Group: Members Joined: 20th Feb, 2008 Topic: 5 Post: 4968 Age:
|
|
Posted on:9th Aug 2008, 5:56am |
|
|
Malku Do hafte mein kuch nahi hota....koi fraq nahi partaa..baqol aap ke taqat ke capsole khane ko kha...jab taak aap ke doctor ne kaha hai aap bas khate rehe...kabhi na kabhi to farq pahr he jaye ga....
|
shizi |
Group: Members Joined: 23rd Mar, 2008 Topic: 13 Post: 289 Age:
27
|
|
Posted on:9th Aug 2008, 3:01pm |
|
|
RE Its not a serious issue... sumtimes ur face stops growth while ur body do grow... so it make us feel like our face is small... |
Dr. Adeel |
Group: Members Joined: 27th Jul, 2008 Topic: 0 Post: 346 Age:
31
|
|
Posted on:9th Aug 2008, 5:02pm |
|
|
Dear malku Dear itna preeshan kion hotey ho, is dunya mein 'Allah' ney her cheeze ka Solution rakha hey.
Tum ko kuch important things batata hoon, I hope is keh baad aap ka problem solve hojae ga.
- Calcium ziada use kro, 1200mg/day, bcz yeah bones ki growth mein Aehum kirdar ada kerta hey. If 'OLWELL/ Nesvita' key daily 2 Glass (Half Litre) drink kro gey tu 1200mg Calcium pora hojae ga.
- Apna Hair style change kero, face chota hey aur hairs bhi chotey hein tu bohat ajeeb lago gey, un ko thora bada kero kuch is tarah keh front sey face dekhney mein tumharey Ears ki sides chup jaen, back neck per bhi thorey hairs badey karo, per ziada mat badhana achey nhi lago gey.
- Yoga ki kuch exercise kero daily, without pictures tu nhi samjhaya jasakta, aisa kero Book purchase kerlo aik Yoga ki, us mein sey yeah exercises kia kero;
- TUNNEL POSTURE (Surang Aasn)
- Plough POSTURE Second Form Close (Bandha Dhnor Aasn)
- Band POSTURE Head to Knee (Namstkaarm Aasn)
- Hook POSTURE (Kunda Aasn)
- Ostrich POSTURE (Shutr Aasn)
- EAR Close POSTURE (Kaan Band Aasn)
- Shoulder Standing POSTURE (San-sar Aasn)
- On One Leg Circus POSTURE (aik taang per circus Aasn)
Koshish kero keh Chicken, Fish & Daleen use kro, bcz in mein protien hota hey, protein sey muscles bantey hein. in keh use sey Body & Face bhra bhra nazar aye ga.
Aur Last Thing tumhara Sleeping time, '8 Hours' Daily non-stop nend lya kero, chahey kuch bhi hojae, bcz during sleeping he hamarey Muscles bantey hein. |
malku |
Group: Members Joined: 25th Mar, 2008 Topic: 2 Post: 11 Age:
27
|
|
Posted on:20th Aug 2008, 8:13am |
|
|
face sir mere doctrs kehte hai k ap ke face kay cells or hormones ke growth stop ho gai hai plz ab ap suggest kare mjh ko kuch
uno n mjh ko takat ke tblt khane ko kha 3 weeks khai koi faraq nai pra ploz hlp me. |
zeb |
Group: Members Joined: 18th Aug, 2007 Topic: 114 Post: 13610 Age:
32
|
|
Posted on:8th Sep 2008, 5:34am |
|
|
malku agar us medicine se b ferk nahi pera to dobara usi Dr ko ja k chekup kerwayen |
|