S4S, Shadi ka matlab kia hai??? i want to ask you one question
Shadi ka kia matlab hai??? log shadi kis liye karti hai? ???
aise shadi se kia faida jis mein piyar naam ki koi cheez hi nahin ho, Jab shohar Biwi ki parwah na karta ho aur jab biwi shaohar ki to aise reshti se kia fiada.
jab dono saat rehti bhi nahin hai to yeh dono kaise shadi shoda hai, aur jab app log kheti ho ki buzurgo pe chor do teek hai larki to apni mayki mein reh rahi na to kia kiya buzurgo ne abb tak...
aur on ka to Shauhar e Muhtaram, Sharifzada Haat bhi uta tha hai apni wife par, to aise Shuhar ka kia faida jo piyar karna to dooooor ki baat serf hat hi uta tha hai. :-(
Har rooz marni se ek roz marna behtar hai, app per bhi koshish kare aur agar yeh sab kuch chalta raha to Talaq le liye, Aur kisi aur larke se shadi kare jo kam as kam app ke haqoq to tek se ada kare..
IMPORTANT!!!!!!!!!!!1
Yeh Shuhar Apni biwiyon par haat kiyon uta tha hai, Islam mein yeh mana hai, Aur Humary Rasool saw ko bhi yeh Harkat sakht na pasand thi,,, aur tqreban bohut sare mard apni wife ko marti hai aur haat utha thi hai,,
mein to kehti ho ek bar haat uthai teek hai, maaf kardiya dosra ufffff maaf kardiya tesra and chouta ufffffffffffff maaf kardiya Panchwa,,,,, woh ek mare tum das maro....
Yeh mard samajhti kia hai apni app ko, Kia aurati patar ki bane hai, un ko koi dard nahi hota ek to apni parents aur siblings ko chor kar shuhar ka pas reh rahi hai opar se shuhar bhi marta rahe Dammit this is totally unfair and This is not Allowed in Islam.........
Mardo ko serf ek baat yaad hum to aurato ki mejaze khuda hai....... aur yeh baat yaad nahin hai, Ki Allah Pak Yeh bhi kehta hai ki Ma ki qadmo ki nechi janat hai, aur ma bhi to ek aurat hai...........
Shame on those men who beat their wives......... shram karo aur cholo bar pani mein dhob ki mar jao
GOD BLESS U
|