farazzz |
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 6 Post: 28 Age:
39
|
|
Posted on:16th May 2007, 3:31am |
|
|
Need to Be Pregnant In Short Period?
salam freinds main naya member hoon aur doctor sahib ka behad shuker guzar hon jinhon nay is topic per itni helpful kitabain likhain aur ye site banaya khair bat lami ho jaye gi main apnay maslay ki tarf ata hoon mairi 1 month pehlay shadi hoi us say do din pehlay yani mairi shadi ki tareeh say 2 din pehlay mairi biwi menses ka one week ka period poora kar kay nahai thi ab maira masla ye hai kay main u.k main rahta hon aur 3 month ki leave per aaya hooon ab mairi shadi ko aik month ho gaya aur biwi pregnent nahi hoi mujay is bat ki buhat preshani lag gaye hai main daily sex karta raha during this month balkay shuru shuru main tu 3 bar bi kia in a day maksad yahi tha kay wo pregnant ho jaye but aisa nahi hova mujay pata hai kay kabi kabi late bi ho jata hai aur ye Allah kay hath main hai laiken ager doctor sahib aap ki nazer main koi achay mashwaray hian tu mujay plzzzzzzz bata dain main aap ki hamal wali site read kar chuka hoon uskay ilawa ager koi aur helpful mashwaray hain tu inyat kar dijiye main aap ka buhat shuker guzar honga ab say 2 din bad wo nahaye gi after menses tu main chahta hon kay wo pregnant ho jaye because mairi chuti sirf 45 days ki rah gaye hai allah say dua bi karta hoon kay ye kam ho jaye aur aap logon say bi dua ki apeal hai aik dar ye bi lagta hai kay kahein hum main say koi aulad paida karnay kay kabil hi na ho test karwanay say dil ghabrata hai because ye bi suna hai kay ager shadi kay aik month bad ager hamal na ho tu larka ya larki main koi harabi hoti hai please mairi confusion door kardain doctor sahib i will be very thankful to you
|
cherry |
Group: Members Joined: 10th Apr, 2007 Topic: 9 Post: 124 Age:
30
|
|
Posted on:16th May 2007, 3:39am |
|
|
 hmmmmm........bhai milk ko thanda kar ke piyo,,,, garam garam piyoge tou mou jal jaega..........shadi ko friday friday 8 din nahi howe aur pregnancy ki fikar parh gai........aesa karo biwi ko sath lejao.....phir aram se cricket team banate rehna.....aur yeh kis donkey ne kaha hai ke "shadi ke aik month bad ager hamal na ho tu larka ya larki main koi kharabi hoti hai" this is wrong. pareshan mat ho.........allah se acchi umeed rakho. |
farazzz |
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 6 Post: 28 Age:
39
|
|
Posted on:16th May 2007, 4:13am |
|
|
 thanks sister for your comments main bus apni leave ki waja say preshan hoon kay Allah taala jald say jald muj per ye ahsan azeem kar dain Aamen |
nabila |
Group: Members Joined: 15th May, 2007 Topic: 1 Post: 4 Age:
27
|
|
Posted on:16th May 2007, 4:44am |
|
|
for our new member
menses k 8th day se le kar 18th day tak rabta rakha jaye to bohat hi positive chances hote hain us k baad chances bohat hi kam rehjate hain.or han ek ehem bat ye k apni wife ko garam chizien yani khujoor,papita,olives,coffee,dry fruits maslan kajoo,pista,badaam or specially penuts wagera mat khane dein warna hamal nahi teherta or agar teher bhi jaye to zaya hojata hai.use orange juice,pineapple juice thanda dhoodh,wagaira khane ko dein. or sab se khaas bat jo qabil-e-ehtiat hai wo ye k is baat ka khas khayal rakhien k apki wife ko kisi qisam ka bhi stress na ho yani wo tension hargiz na ley warna harmon problem hojati hai.pregnent karne me harmon bohat ehem role ada karte hain or stress harmon ko buri tarhan se disturb kardeta hai or tension bhi.is liye jitna ho sake use khush rakhey.or sath hi khuda se dua jari rakhein. biwi se kahien k roz kam se kam ek tasbih yani 100 bar allah k 99 namo me se ya nam "YA KHALIQO,YA BARIYO,YA MUSAVVIRO" zaroor parhey ye isi chiz k liye parhey jate hai or agar betey ki tamanna ho to rabtey se qabal shohar yani k aap 10 bar "YA MUTAKABBIRO" PARHEIN BISMILLAH SHARIF K SATH.INSHALLH KAMIYABI HOGI.or chahien to dil me niyat kar sakte hain k mujhey olad hogi to me falaan neki ka kaam karunga jis me aap sadqa ya kheirat ya 40 baar khatm-e- yaseen sharif ki niyyat bhi kar sakte hai.or han ek bat ye k inshallah jab apko kamiyabi hojaye to mujhey ...... edit email address....pe is khushkhabri ki itla zarur kardijiye ga.mujhey bohat khushi hogi. take good care of ur self and ur wife
|
farazzz |
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 6 Post: 28 Age:
39
|
|
Posted on:16th May 2007, 7:25am |
|
|
 thank you very much nabila sister Allah aap ko buhat khushian day mujay is bat ka pata hai kay amal say ziada dua ahmiat rakhti hai aur aap nay mujay buhat acha guide kia hai inshallah Allah hamain khushion say nawazay ga aur main aap ko zaroor itlaa karon ga aik request aur aap bi please dua kijiye ga thanks again sister |
SMARTEE |
Group: Members Joined: 12th Apr, 2007 Topic: 3 Post: 121 Age:
38
|
|
Posted on:16th May 2007, 8:42am |
|
|
Re:farazzz Nabila je ne bohat he khobsorat tareqe se aapke masle ka hall bataya hai omed hai aap es per amal karenge per main koch es bare main amendments kerna chahonga.
- Mobashrat se pehle ke doa perhna kabhi bhe na bholeen ALLAH HUMMA JANABNASH SHAETANA WA JANABNASH SHAETAN (roman urdu main hai talafuz sahe na ho to kese se Arabic main maloom kerlen).
- Mobashrat ke leye abhe aapke leye machinery position sahe rahega esmain hamal teharne ke zada chances hote hain faregh hone ke bad bewe ko koch dear bestar per lete rehne den foren othne ke koshesh na karen.
- Insan ka kam sache dil se doa kerna hai or allah se ache omeden rakhna hai doa qabol na hone ke sorat main kabhi bhe mayos naheen hona chaheye mayosi gonah hai allah apne bande keleye jo kerta hai behtar kerta hai esmain oske kya hekmat or maslehat posheda hote hai yeh allah he janta hai banda na samjh sakta hai na jan sakta hai.
- Ham bhe apke sath apke doaon main shareek hain allah tala hamare doaon ko qabol farmaee or aapko jal az jald bap banne ke tofeeq ata farmaee (amin)
|
farazzz |
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 6 Post: 28 Age:
39
|
|
Posted on:16th May 2007, 8:53am |
|
|
 thanks very much smartee brother |
Bewaqoof |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 253 Post: 4333 Age:
38
|
|
Posted on:16th May 2007, 12:15pm |
|
|
re: farazzz 1. mard ke mani mai sperm hota hai jis ki life 72 hours (3 days) hoti hai. jabkeh aurt aik mahina mai aik ova discharge karti hai jis ke life 24 hours (1 day) hoti hai.
2. pregnancy sirf aur sirf os din hoti hai jis din aurat ova discharge karti hai. os se pahle ya bad pregnancy nahi hoti. is ka matlab hai keh har mahina sirf aik din aisa ata hai jis din pregnancy ke chance hote hai. misal ke tor par agar aurat 17 april ko ova discharge karti hai tu prgnancy ke chances 17 aur 18 april ko hai is ke ilawah kisi bhi din nahi. sperm ki life chukeh 3 days hoti hai is lia agar kisi mard ne 17 april se 3 days qabal bhi mubasrat ki ho yani 15 april ko bhi mubasrat ki ho tu pregnancy ke chance hai. is ka matlab hua keh agar 17 tareekh ko ova discharge (ovulation) hota hai tu pregnancy ke chances sirf aur sirf 15, 16 aur 17 tareekh ko hai is ke ilawah nahi.
3. ovulation ka date har aurat mai mukhtalif hota hai. jis aurat ka 28 din ka cycle hota hai os ka date nai menses shuru hone se 14 days qabal hota hai. maslan aik aurat ka menses 20 tareekh se shuru hua aur os ka cycle 28 din ka hota hai tu is aurat ka ovulation 20 - 14 = 6 tareekh ko hua hai. is ka matlab yeh hua keh yeh aurat 4, 5 aur 6 tareekh ko pregnant ho sakti hai.
4. opar ki tama batai scientific hai. scientific bato se pregnancy nahi hoti. pregnancy allah ki marzi se hoti hai. lehaza pregnancy ke peeche bhagne ka koi faida nahi. pregnancy hone ko hogi tu ho jai gi. warna ap lakh koshish kar le nahi hogi. mai aisi kai bari bari gynecologist ko janta hoon jis ne hazaro aurto ko mashwarah dekar prgnant kia jabkeh khood prgnant na ho saki.
5. yeh kahna bilkul ghalat hai keh 1st month mai pregnncy honi zaroori hai. aur agar 1st month mai pregnancy nahi hui tu larki ya larka mai koi kharabi hai. aisi batai karne wale ko ham log jahil kahte hai.
|
farazzz |
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 6 Post: 28 Age:
39
|
|
Posted on:17th May 2007, 3:29am |
|
|
 thanks bewaqoof aap nay itni achi inforamtion share ki |
Doctor K K |
Group: Members Joined: 02nd Apr, 2009 Topic: 25 Post: 1969 Age:
36
|
|
Posted on:23rd Apr 2009, 2:02am |
|
|
re: How Can My Wife Would Be Pregnant In Short Period? There are only six days per monthly cycle during which a woman can conceive
How to calculate the days of fertility: The eggs are released from ovary of the female alternatively from each month. For those who have regular 28 days cycle of menstruation, calculate day 14 from the first day of last menstrual period. This is the time of ovulation. Now since the day 14 to the next 6 days is the fertile time and intercourse during this period can give fruitful results other wise intercourse whole of the month will not result in pregnancy. Those women who have prolong menstrual cycle but its regular then subtract 18 from the total length of cycle and the number obtained is the day of ovulation. For example a woman has 35 days regular cycle then subtracting 35-18 = 17. Therefore day 17 after 1st day of last menstrual cycle is the day of ovulation and sex from this day till further six days would be fruitful. Other signs of ovulation are increase in body temperature and change in the consistency of discharge or mucus from vagina
Make sure of putting pillow beneath the wife’s buttocks before proceeding so that the semen must enter deep inside the vagina.
Using a lubricant is advised during sex but remember most of the lubricants are spermicidal hence they make semen useless. Better to use egg white or Vaseline as lubricant.
After ejaculation don’t let wife to stand up and advise her not to get up till at least 20 minutes other wise the semen could come out.
Both partners should eat a well-balanced diet, including foods high in anti-oxidants (e.g. fruits and vegetables) and vitamins, and consider eating less seafood, as it is associated with increasing blood levels of mercury, which has been linked to fertility problems
Stop smoking if doing. Tobacco affects cervical mucous in ways that may obstruct fertilization. Smoking also reduces sperm count and sperm health.
Sleep better: Sleep deprivation results in lower levels of the hormone leptin, without which ovulation may be affected
Quit Caffine if using (or at least cut back). A recent study has shown that consuming more than 200 mg of caffeine (approximately two cups of coffee, but it can come from other sources like tea and soda as well) on a daily basis during the first trimester of pregnancy may increase the likelihood of miscarriage. Since you don't know instantly when you're pregnant, you may want to consider quitting caffeine or reducing your intake to, say, a single cup of coffee per day.
|
System |
Group: Members Joined: 03rd Jun, 2008 Topic: 40 Post: 2273 Age:
32
|
|
Posted on:23rd Apr 2009, 11:46pm |
|
|
Dotor K K as you mention
Better to use egg white or Vaseline as lubricant.
i never heard using Vaseline.... What are the ingrediants of Vaseline..? i thought lubricant should be water base... Please explain more about this..
Thanks |
f_sil |
Group: Members Joined: 07th Nov, 2011 Topic: 1 Post: 4 Age:
30
|
|
Posted on:22nd Nov 2011, 12:32am |
|
|
coconut oil as lub.? as doctor kk mentioned about not to use spermicidal lubricant. i want to know about coconut oil, how is this good or not? |
sakali |
Group: Members Joined: 18th Jan, 2012 Topic: 4 Post: 16 Age:
28
|
|
Posted on:21st Jan 2012, 5:28am |
|
|
SMALL EGGS Q HOTE HN AUR INKA MATLAB KIA HAY? AOA, MERI SHADI KO 6MONTHS HUE HN AUR SHADI K 2 MONTHS BAD MERA ABORTION HO GAYA. MN AUR MERE HUSBAND CHAHTE HN K BABY HOJAE. LAST MONTH MUJHE 14DAYS LATE PERIODS HUE AUR PERIODS SE PHLE SYMPTOMS THAY K PREGNANT HO GAE HUN SHAYD BUT PHIR PERIODS HOGAE NORMAL DAYS K 14DAYS BAD. ULTRASOUND KRWANE PE PATA CHALA K EGGS SMALL BANE HN JBHI CONCEIVE NAHI HUA.. WHAT SHOULD I DO? PLEASEEEEEEEEEEEEE HELP ME.
|
saimanasim |
Group: Members Joined: 21st Oct, 2008 Topic: 0 Post: 7 Age:
36
|
|
Posted on:21st Jan 2012, 7:22am |
|
|
God bless ypu
Ye zaroori nahi k itni jald aap ki wife ko ham al tehar jaye.Aksar shadi k 4th month mai hamal taharta.mai nai observe kiya hai.laikin kisis ka to pahli raat k baad hi tehar jata hai.maira bhi 4th month aur mairai aksar jaannai walioon ka aisa hi howa.but maira miscarriage bhi 4th month ho gaya bad luck hai.ab 1 saal honai ko aaya hai koshish kar rahai hain aur dauain bhi,but jab naseeb mai hooga Allah pak zaroor inayat karain gai.ameen.aap k liye bhi daua hai k aap ko bhi Allah pak jald aulad sai nawazai ameen.mairai liye bhi dua kijye
|
|