~~HITMAN~~ |
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4287 Age:
28
|
|
Posted on:9th Apr 2008, 4:14am |
|
|
Do You Know: Water Has Memories
Recently honay waali tehkeek nay ab daryaaft kiya hai k water apne surrounding main mojood aur apne ander rakhnay waali different cheezon ko absorb/save karleta hai , ye cheezain kisi bhi sorat main hosakti hain .jesay k music , television , image , thoughts of a single person or a group of people in different languages .......... aur aesay water ko dekhnay k baad ye pata chalaya jasakta hai k uskay surrounding main kya kuch hoa hai ............
shayad yehi wajah hai k baaz gharon main har wakt laraye jhagra rehta hai aur ghar k har fard ka mood kharaab rehta hai (kyunkay us laraye jhagraa k effect paani main absorb hojatay hain aur phir ghar k saray fard wo paani petay hain)..........is hi tarha khanay khatay wakt bhi agar negative emotions say parhaiz karna chahiyai ......
likin amazing baat ye hai k ye baat ab jakay pata chali hai , jabkay hamaray islam main ye daryaaft shuru say mojood hai , wo aesay k hum apni rohaani bemariyon etc ko door karnay k liyain koi ayat ya sorah paani par parh kar phonktay hain ya phir koi surah/ayat likhi hoye paper waghera pani main bhigo detay hain .........takay us paani ko penay k baad hum sehat yaab hosakain...........
|
lucky255 |
Group: Members Joined: 04th Apr, 2008 Topic: 1 Post: 59 Age:
30
|
|
Posted on:9th Apr 2008, 4:20am |
|
|
het man je dekho
mera bradrana mashwra hai k itna lamba mesg type na kya kro,
aik tu itna bareek hota hai dosra itna lamba
kya samjhy |
BeautyStar |
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 52 Post: 3598 Age:
26
|
|
Posted on:9th Apr 2008, 9:02am |
|
|
Mr. Ph.D (Hitman) Wah Bahi Doctor in Philosphy Sahab app ne tou buhat hi zabardast Research kar rakhey hai.. Kamal ho gaya Bahi...!
|
~~HITMAN~~ |
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4287 Age:
28
|
|
Posted on:10th Apr 2008, 6:15am |
|
|
beautystar brother apko acha laga shukriya.........wesay national geaographix par bhi iskay baray main kuch month pehley tafseel say batay tha........herat hai tum nay nahi dekha..........(national geographic ka lover)
|
aamir2020 |
Group: Members Joined: 05th Nov, 2007 Topic: 50 Post: 369 Age:
29
|
|
Posted on:10th Apr 2008, 6:40am |
|
|
hitman u hit a six again great yar outstanding, marvellous, u r simply unbeliveable, bhaut informative baat batai hai yar thanks aisi hi informativon ap post kiya karo sab ko afada hasil ho ga. |
~~HITMAN~~ |
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4287 Age:
28
|
|
Posted on:11th Apr 2008, 7:39am |
|
|
aamir 2020 worldcup hitman u hit a six , isay main butter samjho ya cheez (lolz) inshallah main share karna ki koshish karta rahonga........... |
Maryam |
Group: Members Joined: 17th May, 2008 Topic: 26 Post: 4432 Age:
|
|
Posted on:27th Apr 2009, 10:26am |
|
|
very Informative topic last days mein cctv pe bhi aik reasearch dikhai gayi thi jis mein yeh bataya gaya k water has memories aur yeh effect bhi karta hae . ghussa k waqt isi liye bismillah parh kar paani peenay ka hukum hae k is se ghussa door hota hae . punjabi bhi example detay hain k jhagra karne se ghar ka paani bhi khushk hojata hae to abhi maine yeh topic read kiya to baat samajh main agai:) no doubt humari surroundings main har cheez hum pat effect karti hae isliye khana banate huwe aur degar kaam karte huwe Allah ka naam lekar karne ka hukum hae ta kay woh kaam aur khana humare liye acha hojaye. khana khate huwe ya Nooro ya wajido parh ka khane se khana humare liye noor ban jata hae. jab ke duniya ki baatein karte huwe khana khao to woh raghbat bhi duniya k liye hi peda karta hae. isi tarah kaha jata hae k paani pe koi bhi ayat parh kar dam karne se us main special crystal ban jate hain jo beemari se resist karte hain . |
~~HITMAN~~ |
Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4287 Age:
28
|
|
Posted on:14th Nov 2010, 1:39pm |
|
|
@|~ Maryam Nice informative Sharing....
|
Diplomate |
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 50 Post: 3240 Age:
36
|
|
Posted on:14th Nov 2010, 9:40pm |
|
|
Do You Know: Water Has Memories I know Water has a lot of memories ....:)) |
|