xemel |
Group: Members Joined: 08th Jun, 2007 Topic: 1 Post: 2 Age:
31
|
|
Posted on:14th Jun 2007, 5:17pm |
|
|
Masturbation In Menses: What Islam Says?
As Salaam o Alykum. Masturbation is Haraam in Islam (agreed upon). Lekin mutual masturbation ki ijazat husband aur wife ko hai. Main yeh poochna chahta hoon ke jaise biwi apne shohar ko masturbate kar sakti hai to kya woh apni biwi ko periods mein masturbate kar sakta hai ? Intercourse periods mein Haraam hai is liye woh to nahin ho sakta lekin aurat mein bhi desire hai to woh menses mein kaise ejaculate kar sakti hai ? Can a woman masturbate by her self or by her
husband during menses? What Islam says?
|
khan_80 |
Group: Members Joined: 09th Mar, 2007 Topic: 8 Post: 2604 Age:
33
|
|
Posted on:15th Jun 2007, 1:55pm |
|
|
 foreplay and sex above umbilicus is alright. if u stimulate her clitoris or labia then its chance that both of u get so excited that penetration may be attempted, so to avoid this risk, its better not to touch the extremely sensitive organs. |
irfanali81 |
Group: Members Joined: 24th Jun, 2007 Topic: 9 Post: 43 Age:
31
|
|
Posted on:1st Jul 2007, 2:34am |
|
|
reply is ka or b behtar hal yeh ha k pehle aap masterbation kar k fir apni biwi se foreplay karen... |
My Reply |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 2 Post: 2048 Age:
45
|
|
Posted on:1st Jul 2007, 4:49am |
|
|
re: ifranali81 1. masturbation ke bad forplay karne ki khahish hi nahi hoga. aur beghair khahish ke foreplay ya mubasrat nahi karni chahia.
2. mia bivi ko sirf aur sirf os waqt mubasrat aur foreplay karna chahia jab khahish ho. beghair khahish ke mubasrat aur foreplay nahi karni chahia.
3. ho sake tu dono ka sone ka bistar bhi alaihda hona chahia. sirf mubasrat ya foreplay ke waqt aik bed par ajai. phir alaihda alaihda bed par chale jai.
4. yad rahe keh agar bed sheet par mazi ka drop gir jai tu bed sheet napak hojati hai aur os napak bed sheet par nahi sona chahia.
|
faisee |
Group: Active Members Joined: 13th Feb, 2007 Topic: 79 Post: 776 Age:
30
|
|
Posted on:1st Jul 2007, 9:48pm |
|
|
Re: My rEply I am confused that have you described the above points during the menses period or the generally for the common days too?? If this is for general period too then its against the general customs of marital relationships. and if its for menses period, even then in our culture mian bivi always share the same bed , and they dont have separate beds in their rooms. If they do so repeatedly for some days in a month, it can be embarassing if they live in joint family.
please correct me if my opinion is wrong. thanks |
My Reply |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 2 Post: 2048 Age:
45
|
|
Posted on:2nd Jul 2007, 6:23am |
|
|
re: faisee 1. generally mia bivi ko alaiha bed par sona chahia. sirf foreplay aur mubasrat ke waqt bed share karna chahia.
2. self bed pak saf hona chahia takeh os par zaroorat ke tehat Quran pak ki talawat aur dua darood bhi ki ja sake.
3. agar alaihda bed karne ki gunjaish na ho tu jis bed sheet par foreplay aur mubasrat ki gai hai ose mubasrat aur foreplay ke bad hata kar pak saf bed sheet bicha deni chahia.
4. jis bed par mubasrat ki jati hai os par nimaz quran se parhaiz karna chahia. aur jab tak pak bed sheet ka yaqeen na ho os waqt tak bed par koi aur kam nahi karna chahia.
5. mubasrat aur foreplay ke bad bedsheet ke napak hone ka chance bahut ziadah ho jata hai. lehaza ihtiatan jab bhi foreplay aur mubasrat kare bedsheet change kar de.
6. aik tareeqa aur hai keh mubasrat aur foreplay ke lia aik alaihda bedsheet makhsoos kar de. jab bhi foreplay aur mubasrat karni ho wo makhsoos bedsheet bicha de aur mubasrat aur foreplay ke bad alaihda kar le.
7. yeh bat hamesha yad rahe keh jis bedsheet par ap mubasrat aur foreplay karte hai os bedsheet par nimaz quran tasbeeh aur koi aur ebadat nahi kar sakte.
8. jis waqt ap ya ap ki wife bed par ebadat kar rahe ho os waqt doosre partner ko bed par sone ki ijazat nahi hai. doosre partner ke sone se ebadat mai khalal par sakta hai. isi lia behtar hai keh dono ka bed alaihda ho. aur makhsoos time par aik doosre ka bed share kare.
9. ebadat ko ebadat ke andaz mai kia jai tu behtar hai.
|
nono |
Group: Members Joined: 21st Jun, 2007 Topic: 9 Post: 33 Age:
40
|
|
Posted on:2nd Jul 2007, 10:06am |
|
|
RE:Mr Reply Sir Jo sawal xmel nay pocha tha woh wahin rah gaya kay
Biwi khas dino may shohar ko maustrabate kar sak ti hay ya nahi |
My Reply |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 2 Post: 2048 Age:
45
|
|
Posted on:2nd Jul 2007, 11:02pm |
|
|
re: nono khan_80 ne jawab de dia hai. kia ap ne khan_80 ka jawab read nahi kia.
|
faisee |
Group: Active Members Joined: 13th Feb, 2007 Topic: 79 Post: 776 Age:
30
|
|
Posted on:2nd Jul 2007, 12:02pm |
|
|
Re: To keep the bed or bedsheet clean, mian bivi is cheez ko manage kar saktay hain kai unhain kia karna chahiye. Is kai liye bed alag karnay ki usually zaroorat nahin hotee. Ibadat kai liye yeh zaroori nahin kai bed per hi ki jaye, agar situation aisee nahin kai bed per ki jaye, us kai liye ghar ki koi aur jagah bhi select ki ja saktee hai. |
|