Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
 
    Start New Topic  My Profile
 

Karz Ki Dua: Please Pray For Me

Social Problem   >>  Self Problem
 
 
 
loveaf Group: Members  Joined: 05th Oct, 2009  Topic: 17  Post: 34  Age:  26  
Posted on:11th Nov 2009, 7:36am
 

Karz Ki Dua: Please Pray For Me

Asalamalaikum dear friends

mujhe ap sab se yeh guzarish hai ke ,mein bahut loan bakhi hoo,aur mere job ka koi bharosa nai hai,mein yeh chata ho ke ap sab log milkar dua kare aur mujhe koi ek dua de jis se mera karza jald se jald ata karsuku phir mere parents ko Allah ke ghar ko  dedar karane ke liya bejo ,

Remember me in your prayers

Apka gunaah ghar dost.

Dua zaroor post kare,,,

Diplomate Group: Members  Joined: 18th Oct, 2009  Topic: 50  Post: 3240  Age:  36  
Posted on:11th Nov 2009, 9:37am
 

du'aa

Allah taala tumhy apna qrz jald az jald ada krny ki toofeeq ata frmaye..(ameen)

wasy yaar job kia krty hoo jis ka koi bhroosa b nhi or loog phr b tumhain qrz py qrz diye jatey hain ....or haan qrz ly kr kia kiya tha.....koi makan wahaira ta'meer kiya hey..ya kuch oor kaam kiya hey.....or mery bhai kitna qrz tha...
made4u Group: Members  Joined: 12th Aug, 2008  Topic: 11  Post: 439  Age:   
Posted on:13th Nov 2009, 5:24am
 

loveaf

May Allah bless you.

Duaa Qarz - Dua Qarza - Dua for getting rid of Debt - Dua for Debt

loveaf Group: Members  Joined: 05th Oct, 2009  Topic: 17  Post: 34  Age:  26  
Posted on:14th Nov 2009, 6:55am
 

Made 4 u

thanks mere bhai made 4 u,and

diplomate ,mein uae mein job karta hoo,mein nahe liya kharz mere walid na liya hai,aur mere parents chate the ke mere shadi hojaye aur allah ke aur ghar walo ke marzi se hogaye mere parents ke choice, se ,wahe paisa mein apne shadi mein karch kiya bas aur ko fuzul karch nai kiya shukriya ap sab ka aur dua mein yad rakiya ga is gunaah gar bande ko ,saalam alaikum.

Bewaqoof Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 250  Post: 4281  Age:  38  
Posted on:19th Dec 2009, 2:48am
 

Qarz aik laanat hai

aap ko qarz utarne ki dua tu bata di gayee hai. umeed hai keh os dua se aap ka qarz utar jaaye ga.

Qarz aik bari laanat hai: ham log yeh jaanna chahte hai keh aap iss laanat mai kab aur kaise mubtala ho gaye, baraye meharbani aap os ki tafseel bataye takeh ham log bhi qarz lene se perhez kare.

Mera zati opinion hai keh: na tu qarz leni chahiye aur na hi qarz deni chahiye. agar qarz leni per jaaye tu sirf aur sirf otna hi qarz leni chahiye jetna ke aap ada ker sake, agar qarz ada kerne ki salahiat na ho tu qarz nahi leni chahiye.

isi tarah se kisi ko qarz nahi deni chahiye, ya phir qarz iss niat se de keh agar woh qarz wapas na kare tu os qarz ko aap maaf mer de ge. iss ka matlab yeh hua keh ya tu qarz hi na de aur agar de tu sirf otna de keh agar woh wapis na mile tu ose bardasht ker le (maaf ker de).

Neha_83 Group: Members  Joined: 16th Dec, 2009  Topic: 2  Post: 169  Age:  30  
Posted on:19th Dec 2009, 10:20am
 

do

you have any referens ? kya karz wakai me ek laanat hai?

agar karz lena lanat hai to karz lena hi gunah hota.. i think karz lena buri bat hai,kyoonke ye insaan ko lalach aur mazeed misael me dalta hai..lekin majboori me karz lena padta hai,,

karz lene ki kuch sharet hongi.jaise pani zuban pe kaim rehna aur time pe karz wapis karna.

Bewaqoof Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 250  Post: 4281  Age:  38  
Posted on:19th Dec 2009, 3:15pm
 

Qarz se bachna chahiye

Neha: ho sakta hai keh aap sahi ho, mai ne sahi alfaz ka intekhab nahi kia ho, mai yeh kehna chahta hoo keh qarz ki wajah se aksar logo ke taluqat kharab ho jaate hai. kio keh aksar qarz lene wale qarz wapas nahi kerte hai jis ki wajah se qarz dene wala bari pareshani mai mubtala ho jaata hai. aur jab woh qarz ka taqaza kerta hai tu taluqat kharab ho jaate hai.

mera kehna hai keh agar aap ka koi aziz rishtadar ko mali problem ho tu aap ose qarz ki bajaye qarz hasna de, yaani os se tawaqo na rakhe ke woh qarz wapas kare ga. aisi soorat mai aap sirf otna hi rupee de jetna dene ke baad aap kisi mushkilat ka shikar na ho.

loveaf ne yaha per qarz utarne ki dua poochi hai, jab keh loveaf ne jin logo se qarz li hai woh bechare bhi apne paise ki wasooli ke liye logo se dua pooch rahe ho ge.

Neha_83 Group: Members  Joined: 16th Dec, 2009  Topic: 2  Post: 169  Age:  30  
Posted on:19th Dec 2009, 4:20pm
 

thik

farmaya apne Bewaqoof.qarz se bachna chahye. aur issi lye qarz se bachne ke lye duaen mojuud hain.

woh bechare bhi apne paise ki wasooli ke liye logo se dua pooch rahe ho ge.

hahahahhahahahahahhahahahahahahhahahaaa bas jee dua karain ke kahin ap us line me na khade ho jayen..

waise ek bat bataen ap? apne ye nick kyun rakha.? first time any forum pe ye nick dekh rahi hun.kuch ajeeb sa lagta hai?

 

Moderator: No Irrelevant And Off Topic Replies.

Bewaqoof Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 250  Post: 4281  Age:  38  
Posted on:19th Dec 2009, 4:25pm
 

bewaqoof and aqalmand

agar mai apna nick Aqalmand rakh doo tu kai log naraz ho jaate hai, iss liye behtar yahi hai keh mai apna nick Bewaqoof hi likhoo. waise ham log iss qisim ki guftagoo ker ke topic divert ker rahe hai. behtar hai keh yaha per asal topic per hi guftagoo ki jaaye.

1
 
 
 
 
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012