hardhyder |
Group: Members Joined: 24th Feb, 2007 Topic: 6 Post: 9 Age:
34
|
|
Posted on:14th May 2007, 6:01am |
|
|
How Many Days A Husband Can Live With Out Wife? Asslam-u-Alaikum, i have a friend who is working in UAE and his wife is staying in Pakistan. due to his duty he visit,s Pakistan once a year. could you please tell me in the light of ISLAM and by medical point of view is it right and what it does effect. |
SMARTEE |
Group: Members Joined: 12th Apr, 2007 Topic: 3 Post: 121 Age:
38
|
|
Posted on:15th May 2007, 1:31am |
|
|
Re: hardhyder As per my information according to our religion (islam) the man like to go for a journey like out of city, out of country or any where the must need permission from his wife.
Second how long the can stay without sex. This is depend of man as self physically requirements how many days he can safer without sex. |
Bewaqoof |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 253 Post: 4334 Age:
38
|
|
Posted on:15th May 2007, 9:59am |
|
|
re: hardhyder medical aur islamic point of view dono se ghalat hai.
yeh zindagi bhi koi zindagi hai? is se behtar hai keh insan shadi hi na kare. ya phir shadi pakistan ki bajai uae mai kare. is tarah 11 month bivi bache ke sath rahe aur one month bivi bachche se door (pakistan mai) rahe.
dolat aur rozgar ki ahmiat apni jagah. lekin dolat aur rozgar ki khatir aisi zindagi aik bekar zindagi hai. aisi dolat aur rozgar ka kia faida jo insan ko family se door kar de.
|
khan_80 |
Group: Members Joined: 09th Mar, 2007 Topic: 8 Post: 2604 Age:
33
|
|
Posted on:16th May 2007, 12:21am |
|
|
re: agreed to bewaqoof. |
Maverick |
Group: Members Joined: 16th May, 2007 Topic: 0 Post: 1 Age:
85
|
|
Posted on:16th May 2007, 2:01am |
|
|
According to Islam Its mandatory to have sexual intercourse with your wife atleast once in four months minimum. If you cant fulfil this requirement, then go back to your country or call her in UAE. |
cherry |
Group: Members Joined: 10th Apr, 2007 Topic: 9 Post: 124 Age:
30
|
|
Posted on:16th May 2007, 3:17am |
|
|
 aray bhai bewaqoof......kiya aqal mandi wala ans diya hai..............bhai aap tou kafi aqal-mand lag rahe hain......first day aye aur 36 sixers (posts) maar diye............bhai zara halka hath rakhen........aur plzzzzzz apna naam change karlen...........mujhe tou khan_80 ka reply parh kar itni hansi arahi ke bas.............kiya zamana agaya hai....ab doctors bhi bewaqoofon se agree karne lage hain. |
SMARTEE |
Group: Members Joined: 12th Apr, 2007 Topic: 3 Post: 121 Age:
38
|
|
Posted on:16th May 2007, 4:29am |
|
|
 Bewaqoof ko shaed Uae ka visa naheen mila kyonke shaeed yeh waqaee bewaqoof hain jis din visa miljaeega enke soch badal jaeege.
DHARHAM MAIN BARA BHARAM HAI |
Bewaqoof |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 253 Post: 4334 Age:
38
|
|
Posted on:17th May 2007, 2:55am |
|
|
re: SMARTEE insan family ki khatir tamam dharam luta sakta hai. lekin dhrham ke lia family nahi luta sakta. aur agar koi dharham ke lia family luta raha hai tu wo aik badqismat insan hai.
|
SMARTEE |
Group: Members Joined: 12th Apr, 2007 Topic: 3 Post: 121 Age:
38
|
|
Posted on:17th May 2007, 9:20am |
|
|
 Aap shaed on khosh qemat logon main se hai jin ke pass darhams hain lutane keleye koch onlogon ke bare main sochen jin ke pass apne family per lotane kelye koch bhe naheen hai jo din rat mehnat kerke bhe es qabil naheen hote ke apne family ke leye koch kersaken or ager woh apne zindagi ke koch sal apne family se dor rehker onke leye koch qurabni dete hain onke ache future or apne zemadaryon ko pora kerne keleye to esmain kya harj hai yeh woh log hote hain jo hamare mulk ke gareeb or motawast tabqe se taloq rakhte hain apke tarha ke log naheen hote jin ke pas bohat koch hota hai lotane keleye.
ham yeh badqesmat hote hain es hesab se ke woh na chahte howe bhe apne family se dor hain apne zemadaryon or apne family ke oper koch lotane ke khater.
mere bhai hardhyder ne ek sawal pocha tha shareyat ke hesab se ke woh apne wife se ketne arse dor reh sakte hain aap ko naheen malom to jawab naheen den per galat jawab to na den aapko kya malom
Aap shaed on khosh qemat logon main se hai jin ke pass darhams hain lutane keleye koch onlogon ke bare main sochen jin ke pass apne family per lotane kelye koch bhe naheen hai jo din rat mehnat kerke bhe es qabil naheen hote ke apne family ke leye koch kersaken or ager woh apne zindagi ke koch sal apne family se dor rehker onke leye koch qurabni dete hain onke ache future or apne zemadaryon ko pora kerne keleye to esmain kya harj hai yeh woh log hote hain jo hamare mulk ke gareeb or motawast tabqe se taloq rakhte hain apke tarha ke log naheen hote jin ke pas bohat koch hota hai lotane keleye.
ham yeh badqesmat hote hain es hesab se ke woh na chahte howe bhe apne family se dor hain apne zemadaryon or apne family ke oper koch lotane ke khater.
mere bhai hardhyder ne shareyat ke motaliw pocha tha ke woh ketne arse apne wife se dor rehsakte hain aapko jawab naheen maloom to na den per galat jawab to na den aapko kya malom bhai hardhyder ke sath kya problum hai jo woh apne wife se dor reh rahe hain koee bhe insan khoshe se apne family se dor naheen rehta koe na koee majbore he ose dor rehne per majbor kerte hai. |
Bewaqoof |
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 253 Post: 4334 Age:
38
|
|
Posted on:17th May 2007, 10:50am |
|
|
re: SMARTEE shayed ap ne mere post ko theek se read nahi kia jis ka pahla sentece yeh hai:
medical aur islamic point of view dono se ghalat hai.
baqi batai meri zati comments hai. jis se kisi ka mutafiq hona zaroori nahi. jaise mai ap ke coments se mutafiq nahi. mere mutafiq na hone ka yeh matlab nahi keh mai ap ko comments na dene ka mashwara doo.
ap is forum par doosro ke comments read kare ziadah tar members mere comments se muttafiq hai. ab ap hi batai keh kon sahi hai mai ya ap
|
SMARTEE |
Group: Members Joined: 12th Apr, 2007 Topic: 3 Post: 121 Age:
38
|
|
Posted on:20th May 2007, 2:43am |
|
|
Re:Beawaqoof 15th. may 2007 ko apne Forum join kya or 17th. may 2007 ko aapko maloom bhe hogya ke aapke comments sahe hote hain or members aphe ke comments se muttafiq hain Subhan Allah.
Apne bhai hardhyer ke sawal ka jawab sahe dya hai per sath main bhai maverick ka jawab bhi galat naheen hai. |
V VIP? |
Group: Members Joined: 25th Apr, 2007 Topic: 12 Post: 27 Age:
37
|
|
Posted on:27th May 2007, 1:18pm |
|
|
Bewaqoof ka sawal bada akhalmandi wala hai
Dear bewaqoof .....edit abusive word.... Aap ko maloom hona chihiye ke hamarey mulk se rozgar job bussiness ki chakkar main bahut saarey log biwi aur bachon ko chodhkar city se ya country se baher chalejaate hain kuch logon ko agar family status hotho koi masla nahin lekin kuch logon ko majbooran kuch zyada hi stay karna parta hai matlab 2 years 3,4, or 5 years is period main Khuda na khasta kuch biwiyan ghalat khadam uthaliti hai jo Najayez Taloqaat hojate hain aur woh phir husband ko bhoolne main kamiyaab hojati i meant to say to everyone kindly consider about this matter humko istarah ke halaath create nahi karna chahiye. Agar biwi bachon se majbooran ek do months alag ho tho koi harj nahi hai lekin very long period is too risky for both of them wife and husband.
|
eali 123 |
Group: Members Joined: 04th May, 2007 Topic: 3 Post: 21 Age:
34
|
|
Posted on:27th May 2007, 1:58pm |
|
|
....edit irrelevant word ......
KALI U not well awear of the country situation . A huge number of people are out of country, in foreign countries every body cant get family status visa.majority of pakis working as a skilled or un skilled labour there is not family status for these people . every body wants to stay with his family butt for every one it is not possible .as per u if we dont get family status we should come back to our country .it is not close to wisdom we suffer in abroad butt we supporting our family.if one person secrify and others spend a good life i think it is acceptable.wives not only suffer men also have to ,,,,,,,, men have to full fill every bodys wishes,have to earn mony under extrem pressure.men life is more hard as compare to a women and why women cant control themselves. sex is not every thing in life .ther are also other responsibalities in life.
|
tma_777 |
Group: Members Joined: 21st Jan, 2009 Topic: 6 Post: 25 Age:
29
|
|
Posted on:9th Jul 2009, 3:39am |
|
|
reply AA. husbnd ko phr bv se permission lena zrori h.
Hazrat umar ne apni zoja mohtrma se pocha tha k tm mere bgher ktna arsa rh skti ho?
to uno ne kaha 4 month
to hazrat umar ne tmam fojio ko jo jahad me masrof the ko 4 month bd lazmi ghr jane ka hukam diya tha
|
mom010 |
Group: Members Joined: 15th Jul, 2009 Topic: 3 Post: 25 Age:
29
|
|
Posted on:23rd Jul 2009, 4:09am |
|
|
ACOORDING TO ISLAM Bahi kKOi bhe Aurat Apni husband k bager zada se zada Sirf 4 month tak reh sakte ha OK |
H/dr_Qasim |
Group: Members Joined: 10th Sep, 2010 Topic: 186 Post: 6481 Age:
35
|
|
Posted on:23rd Jul 2009, 10:05am |
|
|
dear brothers and sisters agur esa hota tu lakho pakistani without family reh rey hen wo gonha gaar ho ry hen pher tu ? esa ni hy
wife sy doori bina wife ke murzi k gult hy gonah hy
baki family parants or wife ke mruzi sy log purdyass aty hen es meh koi gonah ni baki pas reyhn tu bot acha hy vacations hur 3 months k bahd ho bot acha hy pur purdyss meh koi etna efford ni kur sukta bar bar pk ana jaa or company b saal or du saal k agreement meh pakistan jana alloud kurti hy mostly
hy tu achi bat jitna pas ryin otna acha hy lykin ye sari bati ap mind meh rukhin
ku k lakhoo pakistani wutaan or apno sy dooor bathy hen or apny peyaroo ko support kur ry hen
|
rafaz |
Group: Members Joined: 14th Mar, 2007 Topic: 20 Post: 937 Age:
|
|
Posted on:24th Jul 2009, 3:11am |
|
|
4 months Hazrat umer (R.A) nay apni shayed wife ya beti say yee sawal kya tha k ek aurat apney husband say ktniy months door reh sakti ha to un ko jawab mila tha 4 months ,to phir is k bad he unho ney 4 months k bad logon ko leave per janey ki ijazat dey dey aur phir yee qanoon ban gya
ab hamarey yeehen emal na ho elahda bat ha
|
|