paroot |
Group: Members Joined: 23rd Nov, 2008 Topic: 66 Post: 1660 Age:
|
|
Posted on:3rd Jul 2009, 9:55am |
|
|
Faraiz-e-Ebadat (Namaz) (2)
Assalam-o-Alaikum… Namaz Islam ka 2nd rukun hai. Kya hum Namaz parhte hai. Agar parhte hai tu kya Sharait, Faraiz or Wajibat ka khayal rakhte hai. Kya hume pata hai k Namaz ke 6 Sharait, 7 faraiz, 30 Wajibat, 96 Sunnate, 33 Makroohat-e-tehreema, 14 Mustahabbat aur 32, Makroohat-e-tanzeehe hai. Kya hume enn sab ka pata hai Ajj Namaz mein 1 esse harkat ke baat karte hai jes se humaree ellm mein ezzafa ho aur hum apne namaz ko zaya honee se bacha sakte hai… (1) Namaz ke 1 rukun mein 3 bar khujaane se Namaz faseed ho jaate hai yani yoo k 1 bar khuja kar hath hata leya phir khujaya phir hata leya yeh 2 bar ho gaya agar ab esse tarha 3 bar khujaya tu namaz faseed ho jai geee.. Agar 1 bar hath rakh kar chand bar harkat dee tu yeh 1 bar he khujana kehlai gaaa. (2) Half Asteen mein Namaz Makrooh-e-Tanzeehe hai yani shariat ne Napasand kaha hai… agar kurtee ya shirt ke koi 1 asteen bhi Adhee Kalai se uper char hee hogee tu Namaz Makrooh-e-Tehreeme hogeee. Allah se dua hai k wo humee esse namaz parhne ke Taufiq dee jo uss ke bargha mein qabool-maqbool-manzoor ho.
Çٓãیä ÈÌÇÀ ÇáäÈی ÇáÇãیä Õáی ÇááÀ ÚáیÀ æÓáã Õáæ Úáی ÇáÍÈیÈ Õáی ÇááÀ ÊÚÇ áی Úáی ãÍãÏ
|
sunny007 |
Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4173 Age:
|
|
Posted on:3rd Jul 2009, 10:45am |
|
|
paroot Ameeeen |
paroot |
Group: Members Joined: 23rd Nov, 2008 Topic: 66 Post: 1660 Age:
|
|
Posted on:3rd Jul 2009, 1:33pm |
|
|
hmm sunny ameen summa Ameen
Moderator sahab jawab irshad farmayen ke ajj kal forum per urdu language q post nahi ho rahe hai... kya forum support nahi kar raha urdu language kooo.????????????????/ |
maahhii |
Group: Members Joined: 12th Apr, 2009 Topic: 6 Post: 1441 Age:
28
|
|
Posted on:6th Jul 2009, 5:38am |
|
|
paroot bhai yani half sleeves shirts jesa k aksar ladies pehanti hain us main namaz nai prhni chahye.......................lakin ager bari chadar orh rakhi ho phir b nai............?
|
paroot |
Group: Members Joined: 23rd Nov, 2008 Topic: 66 Post: 1660 Age:
|
|
Posted on:6th Jul 2009, 6:37am |
|
|
maahhii behen agar kese ladies ne half slave walee shirt pehene hue hai aur namaz ke chadar esse hai k uss mein se hath nazar ataa hai tu to namaz nahi hogee
leken half slaves hai leken chadar se uss ko chupa leya hai aur chadar thodi moote hone chahe tu to namaz ho jai geee. ess mein koi maslaa nahi hai...
wese ladies ko chahe k half slaves na pehen jai ess mein na sirf namaz mein problem ho sakte hai balkee geer mehram k nazar parne ka andeesha bhi hota hai... |
waseem08 |
Group: Members Joined: 27th Apr, 2009 Topic: 13 Post: 1304 Age:
30
|
|
Posted on:6th Jul 2009, 8:35am |
|
|
very good g han bilkul sai frmayaa. |
maahhii |
Group: Members Joined: 12th Apr, 2009 Topic: 6 Post: 1441 Age:
28
|
|
Posted on:6th Jul 2009, 8:50am |
|
|
thanx paroot bhai bht shukria................acha ab lagay hathon ye b bata dain k mannat mangnay k liye sirf us ki niyyat ker lena kafi hota ha ya phir koi or proper tareeka ha.........
|
paroot |
Group: Members Joined: 23rd Nov, 2008 Topic: 66 Post: 1660 Age:
|
|
Posted on:6th Jul 2009, 2:17pm |
|
|
Maahhii sis mannat maangne k leye koi proper tareeqa nahi hai ghar per bethe bethe dil mein yeh neyat kar lee aur pakka eradaa kar le k mein falah jaiz kaam ke leye neyat mangtee ho k Allah k karam se wo kaam ho jai tu main falah falah kaam karoongeee.
ab app ke mannat poore ho jai tu app ne jo mannat mangee hogee pphir uss hesaab se app wo kaam proper karlee agar app ne kese buzrug k mazar per jaa kar chadar charane fatiha parhne ke mannat mangee hai tu wo kaam poora karlee ya naffel parhne ke mangee hai ya etc kese bhi kaam ke mannat mangee hai wo kaam poora karlee...
App ko mannat se related ya koi bhi problem ho app zaroor share kejea gaa jo maloomat hongee Inshallah app ko dengee... |
paroot |
Group: Members Joined: 23rd Nov, 2008 Topic: 66 Post: 1660 Age:
|
|
Posted on:7th Jul 2009, 3:06am |
|
|
1 or baat app se 1 or baat pochne hai k app Riyadh mein rehte hai kya waha per Auleya ka mazaraat hai??? |
maahhii |
Group: Members Joined: 12th Apr, 2009 Topic: 6 Post: 1441 Age:
28
|
|
Posted on:7th Jul 2009, 4:05am |
|
|
paroot bhai aap ka bht bht shukria....................or Riyadh main kahin kisi ka koi mazar nai ha...................not even in makkah and madina..................ye log ahlay hadees hain or inn cheezon k bht khilaf hain...................jannatul baqii main b kisi Imam ya khandanay Nabi(saw)ki kisi hasti ki qabar per ye koi nishani nai lagatay...............jannatulmala main b kai azeem hastiyan dafan hain lakin kisi ki koi nishani nai.................ye log bht strict hain iss mamlay main...............
|
paroot |
Group: Members Joined: 23rd Nov, 2008 Topic: 66 Post: 1660 Age:
|
|
Posted on:7th Jul 2009, 4:11am |
|
|
maahhii behen main enn najdioo ke nasal see ache tarha waqeef ho tabhee main ne app se pocha jaheeleyat ka alaa darje per aur gumrahee ke akhree darje par faiz hai..
enn loogo se bara badnaseeb kon ho sakta hai.
enn logoo se hamesha door raheea gaa kabhi bhi enn ke tafseer ya gathering ko join na kejea gaa yeh gumraha kan dosroo ko bhi gumraah krte hai...
sab qabroo per enhoone bildoozar challa kar zameen k barabar kardeya aur pukhta sarak tak bana dee hai.
Alamaan Wal Hafeez... Allah en badmazhaboo se bachai sab kooo. |
maahhii |
Group: Members Joined: 12th Apr, 2009 Topic: 6 Post: 1441 Age:
28
|
|
Posted on:7th Jul 2009, 4:24am |
|
|
u r right yahan koi religious gathering nai hoti...................masjid main sewaye juma k khutbay k kuch nai hota...............azan namz or bas................naat parhna b in k culture main nai ha.....................azan se pehlay darood b nai parhtay..............Madina main kafi sakhti kertay hain.................her cheez in k nazdeek shirk ha..............khair..............Allah he behter janta ha sab ko..............
|
paroot |
Group: Members Joined: 23rd Nov, 2008 Topic: 66 Post: 1660 Age:
|
|
Posted on:7th Jul 2009, 11:07pm |
|
|
hmmm sahi kaha app ne apne namazee bhi en se juda rakhne chahe aur enn ke emaamat mein na he namaz hotee hai.
Allah sab ko enn ke fitnee se bachai rakhee.
Ameen. |
|