Faraiz-e-Ebadat Namaz (Part 3)
Assalam-o-Alaikum… Namaz Islam ka 2nd rukun hai. Kya hum Namaz parhte hai. Agar parhte hai tu kya Sharait, Faraiz or Wajibat ka khayal rakhte hai. Kya hume pata hai k Namaz ke 6 Sharait, 7 faraiz, 30 Wajibat, 96 Sunnate, 33 Makroohat-e-tehreema, 14 Mustahabbat aur 32, Makroohat-e-tanzeehe hai. Kya hume enn sab ka pata hai. YAHA PER HUM SIJDE MEIN KE JANE WALE 3 ESSE GALATEEIYOON KA ZEKAR KARTE HAI JES SE HAMARE NAMAZ ZAYA HO JATE HAI YA HO SAKTE HAI… (1) Sijda 7 Hadioo per kya jata hai Sijde mein peshane ka jamna farz hai yani peshanee ko zameen per sakhte se dabai k mazeed na dabnee pai . Aksar masajid ya gharoo mein carpet/qaleen hote hai jen per sijda kya jata hai . yaad rakhe carpet/qaleen per usse soorat sijda ho sake gaa jab ke peshane ko etne dabaya jai ke mazeed na dabnee pai warna Farz choot jai gaa aur namaz zaya. (2) Sijde mein kuch loog ya tu nose(naak) ke nook lagate hai ya kuch tu nook bhi nahi lagatee yaad rakhe sijda usse waqt hogaa jab ka nose(naak) ke haddi lage gee. Sirf nook lagane se kaam nahi chalee gaa. Nose(naak) ko dabane se zameen ke sakhte mehsoos hogee leken Nose(naak) ke haddi na lagai tu Namaz Makrooh-e-Tehreeme hogeee. (3) Sab se bare galate jo aksar main ne dekhe hai Sijde mein wo yeh hai k dono paoo ke finguresko yaa tu zameen se sird touch karte hai aur paoo ke fingures ke nook zameen per lagate hai aur kuch tu yeh bhi nahi karteee. Yaad rakhe sijde mein dono paoo ke 3, 3 fingures ka peet lagana zaroore hai peet lagane se murad yeh hai k 3, 3 fingures ka moor kar qiblah rukh karna zaroore hai aur yeh wajib hai aur 5, 5 fingures ka peet lagana yani 5, 5 fingures ka moor kar qibla rukh ho jana sunnat hai… Agar 3, 3 fingures ko bhi moor kar qiblah rukh na kya tu namaz ada nahi hue app per wajibul ada rahe gee zindage mein jetne bhi esse namaza parhee hai unn sab ka dhoorana zaroore hogaa aur ainda ess se bachne ke bhar poor khoshees karee. Namaz farz hai namaz ke tafseele maloomat k leye kese mustanad aleem ke book ka mutalla kejea… Allah Azzavjal se dua hai k wo humee esse namaz parhne ke Taufiq dee jo uss ke bargha mein qabool-maqbool-manzoor ho.
Çٓãیä ÈÌÇÀ ÇáäÈی ÇáÇãیä Õáی ÇááÀ ÚáیÀ æÓáã Õáæ Úáی ÇáÍÈیÈ Õáی ÇááÀ ÊÚÇ áی Úáی ãÍãÏ
|