Aap ko yeh waham hai keh musht zani se khawateen ki sehat ko nuqsaan pohonchta hai. lekin bohot ziadah musht zani bhi nahi kerni chahiye. Jab kabhi aisi khahish ho tu aap apni tawajjo kisi doosri taraf kerne ki koshish karain jaise koi magazine koi book read karin ia silayee karhaii ya koi aur ghareelo kaam kerrne mei masroof ho jain. Khood per qaboo pane ki koshish karain. Pareshani ya dukhkhi hone ki zaroorat nahi. ahista ahista yeh aadat choot jaaye gi.
Khawateen Mei Mushtzahi - Noor Clinic