Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Musht zani (Masturbation) kay hawaley sey taraqqi yafta dunya mein bohut research hui. Master & Johnson ney taqreeban 22 saal sex kay 14 hazar mukhtalif unwaanaat per research ki. Unn ki research sey bhi yehi baat sabit hui kay mushtzani kay kisi bhi tarah kay koi nuqsan nahin.
   
Home | Sex Education in Urdu for All | Research On Masturbation - Musht zani  
List in Urdu >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
112019
 
Research On Masturbation

 Guzishta saddi mein musht zani (Masturbation) kay hawaley sey taraqqi yaafta dunya mein bohut research hui aur abhi tak iss kay kisi tarah kay nuqsaan sabit nahin ho sakey. Iss silsiley mein bunyadi kaam ek American doctor Master ney apni biwi Johnson kay sath mil kar kya. Master & Johnson ney taqreeban 22 saal sex kay 14 hazar mukhtalif unwaanaat per research ki. Unn ki research sey bhi yehi baat sabit hui kay musht zani kay kisi bhi tarah kay koi nuqsan nahin.  

    Ek research mein kuch naujawano'n ko kaee maah tak rozana zyada sey zyada musht zani karney ko kaha gaya. Research kay shuru mein tamam naujawanon kay bohut sey tests kiye gaye. Muqarrara waqt kay ba'ad inn afraad ko inhi tests ki madad sey dobara check kya gaya aur musht zani kay kisi bhi tarah kay burey asraat saamney na aaey.

    Ek aur research mein kaee100 afraad per tajurba kya gaya, inn ko din mein kaee baar musht zani karney ko kaha gaya. Kaee maah tak musalsal yeh amal jari raha research ki takmeel per inn afraad kay tests kiye gaye to kisi bhi fard ko koi bhi kharabi ya kamzori na hui.  

    Kuch reports sey to yeh bhi ma'aloom hua kay jin atheletes ney muqabley sey kuch der pehley musht zani (Masturbation) ki woh relax aur fresh ho gaey aur unhon ney apney qaumi record ko torra. Atheletes aura am logon kay sath aur bhi bohut si shaandaar research jin sey musht zani ki tabaah kaariyon mein sey kuch bhi sach sabit na ho saka.

 
Research On Masturbation - Musht zani
 
<< Next       Prev >>
3031323334353637383940
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012