|
Sara_khan |
Posted on : Monday, 8th September 2008, 7:29pm |
Group:
Members
Joined: 20th Aug, 2008
Topic:22
Post:79
|
What Islam Says To Remove Pubic Hairs For Offering Prayer? salam all members, mera aik problem hai jiski waja se main bohut pareshan hoon. jab first time mere periods shoru huwe tu mujhe sex aur khwateen k masail ka nahin pata tha aur na baad mein kisi ne mujhe bataya. mujhe ye bhi nahin pata tha k aurton ko pubic aur armpits k hair remove karna zaroor hote hain warna namaz nahin hoti, main namaz shoru se parti thi, lekin hair remove nahin karti thi, mujhe 20 years ki age mein pata chala. Ab mujhe ye fikar hai k kia meri saari namazein jo maine parhi hain wo qabool nahin huween aur kia mujhe dubara wo parhni parein gi? pls serious replies only.
|
|
goodman |
Posted on : Monday, 8th September 2008, 9:15pm |
Group:
Members
Joined: 11th Oct, 2007
Topic:54
Post:5160
|
ok Namaz kee Qabooliyat Allah kay hath may.....App say woo kam Laelmi may howa is liyay app serif Allah say mafi mangay aur dua keray kay Allah say kay joo kam laelmi may howay ha sab maff ker diyay jain............aur app fikar na keray,...........Allah bohat ghafoor o raheem ha.............ok........Thanks
|
|
Ejaz_noor |
Posted on : Wednesday, 17th September 2008, 9:46pm |
Group:
Members
Joined: 17th Sep, 2008
Topic:0
Post:38
|
my Answer why y post is not showing here?
|
|
Ejaz_noor |
Posted on : Wednesday, 17th September 2008, 9:51pm |
Group:
Members
Joined: 17th Sep, 2008
Topic:0
Post:38
|
Real Matter "NOT KNOWING ANY LAWS DOESN'T MEANS IT IS NOT APLICABLE ON YOU"
ISLAM MAI JO KAM LA ILMI KI WAJA SAI GHALAT KIYA JAY US PER KOI GUNA NAHI HOTA MAGAR QAZA TU HAR HAL MAI WAJIB HOGI. JAHAN TAK NAMAZ KI BAT HAI TU PERIODS (MENSUS) ME LARKION PER NAMAZ FAQRZ NAHI HO TI IS LIYA AGAR AP NAI KOI NAMAZ PHER BHI LI TU US KI QAZA NAHI KERNI HOGI JAB KAI ROZAY KI QAZA HO GI. ISI TARHA ISLAM MAI MAXIMUM 40 DIN MAI PUBIC HAIRS KO REMOVE KERNA LAZMI HAI WARNA KOI NAMAZ NAHI HOGI AUR JO PHER LI US KI QAZA WAJAIB HO GI.
|
|
Ejaz_noor |
Posted on : Wednesday, 17th September 2008, 9:54pm |
Group:
Members
Joined: 17th Sep, 2008
Topic:0
Post:38
|
Real Matter Contd. IS TARHA AP NAI IN DONO MAI SAI JIS BHI HALAT MAI QURAN KO TOUCH KIYA YA TOUCH KIYA BAGHAIR BHI PHERA TU WOH BOHAT GUHNA HAI US KAI LIYA TOBA KERAIN AUR KUCH RAQAM KUFFARAY KAI TUR PER ADA KER DAIN.
|
|
s4u |
Posted on : Thursday, 2nd October 2008, 8:39pm |
Group:
Members
Joined: 12th Aug, 2008
Topic:23
Post:4073
|
Sara_khan yar jo kam anjane me aap se hoa ya laelmi me to wo Allah muaf farma de ga Allah buhot Ghafor o Rahem hai..wo hr gunnah muaf kr sakta hai...ager chahey to.
pr mera mashwara aapko ye hai k aap hr namaz k bad aik kaza namaz parh lein to ye ziyada best hai....
abb main,mere parents hain on se kabhi bhi namaz qaza nahi hoi lekin ehtiyatan aik namaz qaza ki niyat se parh lete hain takey Qayamat wale din koi problem na ho...ager humari namazein ada ho gai hoon gi to in ka sawab nafli ebadat me mil jae ga...
|
|
Veer |
Posted on : Friday, 3rd October 2008, 4:35am |
Group:
Moderators
Joined: 09th Aug, 2007
Topic:72
Post:3188
|
Sara_khan agreed with ijaz and s4u
jis cheez ka insaan ko pata na ho ke woh ghalat ya ghuna hai os ka ghuna nehin hota.aap ki Nazazein Kabool ho gi.Allah se apni Namazo ki kabooliyat ki dua kare.
|
|
wow sana |
Posted on : Saturday, 13th December 2008, 1:41am |
Group:
Members
Joined: 03rd Dec, 2008
Topic:0
Post:8
|
Sana Inshalah Apki namazain zaror qabool hongi,Allah talah dilon ka haal janny wala rahim O karin hai, ap ne jo kia wo laa ilmi me kia ab chun k apko maloom ho gya hai lihaza ap us pr amal karen...or Allah talah se dua karen.or s4u ne jo kaha wo bhi bohat acha hai k ap aik namaz kaza parh lia karen...bohat hi achi advice di hai inho ne,you should act upon on s4u's advice.ok
|
|
s4u |
Posted on : Saturday, 13th December 2008, 5:44pm |
Group:
Members
Joined: 12th Aug, 2008
Topic:23
Post:4073
|
Thanks Veer & wow sana..
|
|
System |
Posted on : Saturday, 13th December 2008, 9:14pm |
Group:
Members
Joined: 03rd Jun, 2008
Topic:12
Post:645
|
sara khan you did get the passing marks.. but you may not get the first division... cause you could of read more about islam and rules of shariat.... Hum kese musalman hain ke ham exam to de rahin hain laikin rules ka nahen pata... is lea you may not get first divison for those prayers... Allah pak bhut meherban hai.. i could be totally wrong cause allah pak looks in heart....
|
|
|