bilawal 111
humaray aik pehchan walay aalim hain chawal nhn khatay thay aik din aai to khanay ka poocha humaray walid sahb ne btaya k chawal pakay hain unhon ne kaha k le aao poocha k ap to chawal nhn khatay kehnay lagay k last week aik hadees e Nabwi SAW nazar se guzri k her cheez k use kernay k tareeqay alag alag hain jin main se kisi tareeqay main shafa hai kisi main bimari lekin chahwal aik aisi nemaat hai k jis ko kisis bhi tareeqay se khao is main shahfa hi shafa hai lekin is ka yeh matlab nhn k ager kisi ko suger hai aur chawal mana hain to woh is hadees ko base bana ker chawal khata jai aur ulat jai is hadees ka asal mafhoom yeh hai k chawal k khanay se it self koi bimari nhn hoti lekin ager kisi i main chawal mana hain to us ka lehaz rakha jai |