Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic| Forum | Health| Sex | General |Pakistani Matrimonial| Site Map
Procedure | Recent Post |New Topic | Most Viewed| Quran & Hadith Download
 
Warning: This Website is not for people less than 16 years of age. Please exit
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
New Topics (Health & Sex)
Recent Reply (Health & Sex)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

My Sister Breast Problem

Unmarried Girls Problem   >>   Breast
 
 
jiyah Group: Members  Joined: 25th Nov, 2011  Topic: 6  Post: 36  Age:  24  
Posted on:18th Jan 2012, 8:13am
 

My Sister Breast Problem

Can I allow my 16yr old sister to use my id?
salam members mujhe poochna hai ke kya main apni sis ko apne profile se aik post kerne ke liye allow ker sakti hun uski age 16 hai usay apna breast problem discuss kerna hai agar ap members theek samjhay to hee main allow kerun gi thanks  waiting for replies
goodman Group: Members  Joined: 11th Oct, 2007  Topic: 62  Post: 7479  Age:  32  
Posted on:18th Jan 2012, 8:42am
 

sister breast problem

jiya is may pochnay wali koon see bat ha..wo ap kee sister ha..ap kee choice hai
WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 46  Post: 2505  Age:  48  
Posted on:18th Jan 2012, 11:40pm
 

breast problem wala sawal

jiyah is se behter hai k aap un ka breast problem wala sawal khud pooch lo

jiyah Group: Members  Joined: 25th Nov, 2011  Topic: 6  Post: 36  Age:  24  
Posted on:20th Jan 2012, 8:53am
 

Breast problem of my sister

ok  uski problem ye hai ke uska aik breast chota hai aur aik bara aik ka size 32b hai aur aik ka 34c hai agar 34c bra size pehnay tou right breat (32b wala) out of shape hojata hai aur agar 32b bra size pehnay tou left breast (34c) wala tgiht aata hai uski fitting dono surton main kharab rehti hai wese wo 34c use kerti hai magar phir bhi fitting kharab hoti hai
plz guide kerain dono breast aik size ke kese hosakte hain?
Shahzaib Warraich Group: Members  Joined: 07th Jan, 2012  Topic: 1  Post: 74  Age:  22  
Posted on:30th Jan 2012, 9:28pm
 

breast size of your sister

wesey muje herat ho rahi hai. pehli bat to ye kay koi b ezat dar behn istrah ki bat apne bhai ko kbi b nai keh skti.or apki 2sri galti ye kay 16year ki larki kay 32 or 34size kay breast nai hote. Ayenda asi fake baten mat kahiye ga


WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 46  Post: 2505  Age:  48  
Posted on:7th Feb 2012, 12:16pm
 

Breast size of your sister is not correct

jiyah: ap ki sis ka size jo ap ne napa hai ghalat hai kiun breast ka size alphabats main hota hai

aur 32 ya 34 kamer ka size hota hai is liyay check kero k breast size B/C/D hai kiun breast ka un equal hona aik normal bat hai lekin bura aik size ka feraq hona bohat kam hota hai

is liyay ap breast size ka feraq check ker k btaain

jiyah Group: Members  Joined: 25th Nov, 2011  Topic: 6  Post: 36  Age:  24  
Posted on:1st Mar 2012, 2:31am
 

Breast size problem of my sister

@shahzaib waraich
bhai main lerki hun main uski behan hun bhai nahi meri behan ka aik breast mae itna farq hai ke nazar aata hai batane ki zarurat nahi and uski health achi hai ap moti bhi keh saktay hain isliye breast bhi baray hain

@WEHSHI bhai han pooray 1 size ka farq hai aik B hai aur aik C hai
WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 46  Post: 2505  Age:  48  
Posted on:1st Mar 2012, 9:17am
 

jiyah

ais ahona abnormality hai

is liyay ap un ka checkup kerwalen to behter hai

kiun k aisa usi surat main hota hai jab aik breast ki base plate ho aur dooseri ki ball

ager dono sides ki shape same hai to ap sis se poochain k unhain small side main koi pain, ya internal itching feel hoti hai ya kisi aik side per koi khinchaao feel hota hai

is k baad kuch akha ja sakta hai

Bewaqoof Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 263  Post: 4424  Age:  38  
Posted on:12th Dec 2013, 4:37am
 

breast size problem

use your own id
har member ka aik profile hota hai, jis mei os ke baray mei likha hota hai keh os ki age aur marital status kya hai. jawab dene walay os ki profile ko zehan mei rakhtay huye jawab detay hai. lehaza agar koi aur member os id ko use karay ga tu sawal os ke age aur marital status se match nahi karay ga. lehaza member sirf aur sirf apna id use karain,

apne id se woh na sirf apne problem discuss ker saktay hai balkeh kisi aur ka bhi like sister ka problem discuss ker saktay hai. generally breast size unequal hotay hain yani aik chota aur aik bara. yeh koi problem nahi.
bushra2012 Group: Members  Joined: 15th Oct, 2013  Topic: 2  Post: 413  Age:  20  
Posted on:12th Dec 2013, 10:19am
 

Sister ko id banwa dein

Wo 16 baras ki hai forum rules ke hisab se 16 aur 16+ loag forum use kar saktay hein. Wo apni id bana le aur problem discuss kar lay.

@Bewaqoof

Size unequal hota hai magar bohot ziada difference abnormality hai.

Kisi shakhs ke donon bazu bhi barabar nahen hotay, magar less tham 1 inch farq hota hai. Agar 8-10 inch kar farq hoga to abnormality hai.

Har shakhs ki donon tangein unequal hoti hein. Lekin agar aik tang 2 feet ki hai aur dusri 2 feet ki, to ye abnormality hai.

Har kisi ke donon paon mein farq hota hai. Magar donon mein aik he number ki chappal ajati hai. Ye nahen ke aik mein 10 number ki chappal aur dusray mein 6 number ki aarahi hai - aur agar aisa ho to ye abnormality hai.
For More Detail Click On Page No: 1
 
 
 
Pakistani Student In Michigan University Usa  How to get UK settlement spouse visa for us citizen  Indian Students Dance In USA

Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
Pakistani Urdu Magazine Pakistani Matrimonial Seo In Urdu World Information Pakistan Information Sehat In Urdu
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact Us Last Updated: 28th March 2013