coolermast asal bat yehi hai k insan k samnay namehram aurat be perdah aai au rinsan khud ko control main rakhayaurat ko is bat ka gunah hai k woh na mehram k samnay be perdah aai lekin usay dekh ke rab na mehram jo kerta hai woh us ka zati amal hai us main aurat ka hisa nhn
is terah to jo log maghrabi mumalik main rehtay hain wahan to perdah ka koi consept hi nhn to kya sab wahan mushtzani shuru ker detay hain ???
ais anhn hai is duniya k jalway to hain hi insan ko behkanay k liyay ab yeh insan per hai k woh un se kesay bachta hai aur kesay react kerta hai |